Dil ko tod doon

by Sonu on May 25, 2006, 07:01:44 AM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Author  (Read 8025 times)
Sonu
Guest
«Reply #60 on: August 03, 2006, 04:25:36 AM »
shurkya bahi... your most welcome...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi And Nice One,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duniya Mita doon ga by fakharenaveed in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
huq kya doon by majid in Shayri-E-Dard
Mohabbat ki kujhd ko sazaa doon kaise ?? by chahal_sanjeev in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaise kah doon by humaurtum in Shayri-E-Dard
khud ko na kho doon by soudagar in Miscellaneous Shayri
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #61 on: August 07, 2006, 09:29:41 AM »
Mere Dard Ki Kahaani Mere Hasraton Se Poocho,..
Main Loota Hoon Kis Taraah se Mere Doston Se Poocho,..

Kehte Hain Sab Mujhko Ke Maine Chain Paaya Hai Zamaane Mein,..
Mere Dil Ke Ghamon Ko Tum Meri Rahaaton Se Poocho,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #62 on: September 04, 2006, 08:03:16 AM »
bahiya bahut khoob.... keya bat hai....

Quote from: "Jaanasheen"
Mere Dard Ki Kahaani Mere Hasraton Se Poocho,..
Main Loota Hoon Kis Taraah se Mere Doston Se Poocho,..

Kehte Hain Sab Mujhko Ke Maine Chain Paaya Hai Zamaane Mein,..
Mere Dil Ke Ghamon Ko Tum Meri Rahaaton Se Poocho,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: September 04, 2006, 02:49:39 PM »
Shukriya didi Appne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #64 on: September 04, 2006, 07:48:12 PM »
your most welcome bahi.... acha likhti hoo


Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya didi Appne Kuch Likha Nahi,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #65 on: September 04, 2006, 07:50:17 PM »
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si


Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
 
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Logged
sanya310
Guest
«Reply #66 on: September 04, 2006, 08:19:42 PM »
Quote from: "Sonu"
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si


Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
 
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si


amazing sonu ji...

yeh zindagi kya cheez hai, maut hai issey behtar
jee kar bhi mar rahe hain, har pal bikhar rahe hain..
aaye jo maut ek baar, phir tarsey na yeh dil yahan
tukdey tukdey hogaya yeh, bilkul kaanch ki tarhan...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #67 on: September 05, 2006, 04:34:43 AM »
sanya ji bahut bahaut shukrya...
bahut khoob.. apney bhi bahut acha likha hia...

es tutey dil mey ab to siva khach key tokdo key seva kuch nahi bacha hia
jindgi jeney sey maut ka ana behtar hai
esi jindgi sey to maut achi
dukhu ki es bagiya mey phulu ki mehak hi kafi hai
rat ki es tanhaow mey ab andheyro ki kiran hi kafi hai

Quote from: "sanya310"


amazing sonu ji...

yeh zindagi kya cheez hai, maut hai issey behtar
jee kar bhi mar rahe hain, har pal bikhar rahe hain..
aaye jo maut ek baar, phir tarsey na yeh dil yahan
tukdey tukdey hogaya yeh, bilkul kaanch ki tarhan...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #68 on: September 05, 2006, 05:54:36 AM »
Bahoot Khoob Likha Hai Sonu Sis And Sanya,..

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: September 05, 2006, 06:01:35 AM »
Quote from: "Sonu"
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si


Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
 
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si


Nice One Sis,..

Thi Meri Zindagi Gulistaan Jaisi Tere Aane Se Pehle..
Socha Tha Ke Tere Aane Se Aur Gul Khilenge,..
'
Haay Re Kismat Apni Ke Tu Aai Bhi To Aise,..
Ke Kanton Par Bhi Haq Hamara Na Raha,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #70 on: September 05, 2006, 06:05:01 AM »
bahiya thanks... apney bhi bahut acha likha hai... keya bat ahi bahi... wonderful

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si


Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
 
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si


Nice One Sis,..

Thi Meri Zindagi Gulistaan Jaisi Tere Aane Se Pehle..
Socha Tha Ke Tere Aane Se Aur Gul Khilenge,..
'
Haay Re Kismat Apni Ke Tu Aai Bhi To Aise,..
Ke Kanton Par Bhi Haq Hamara Na Raha,..

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: September 05, 2006, 07:07:42 AM »
Shukriya Didi,..

Hosh Bhi Na Tha Khabar Bhi Na Thi Ke Ye Anjaam Hoga Apni Chahat Ka,..
Ke Wo Aayenge Saamne Mere Aur Kahenge Ki Tu To Ek Sapna Tha,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #72 on: September 05, 2006, 04:59:21 PM »
your most welcome.....  bahut khoob
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi,..

Hosh Bhi Na Tha Khabar Bhi Na Thi Ke Ye Anjaam Hoga Apni Chahat Ka,..
Ke Wo Aayenge Saamne Mere Aur Kahenge Ki Tu To Ek Sapna Tha,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #73 on: September 05, 2006, 05:26:13 PM »
bahot khoob  Sonu........  Janasheen...............

Tumne Dekha hai kabhi ghar ko badalte hue rang
Aao  dekho  na tamasha mere mit jaane ka.....
Logged
sanya310
Guest
«Reply #74 on: September 05, 2006, 05:56:36 PM »
thanx sonu ji and janasheen ji Usual Smile
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9 ... 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:57:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer