Dil ko tod doon

by Sonu on May 25, 2006, 07:01:44 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
Print
Author  (Read 8026 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #75 on: September 05, 2006, 06:06:33 PM »
Quote from: "sanya310"
Quote from: "Sonu"
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si
Kabhi khushi hamaray sath sath
Kabhi gammon ki barsat si
Yeh zindagi bari ajeeb si


Kabhi tofanon main bhi hain rastay
Kabhi manzilon ka pata nahi
Kabhi do kadam pay zindagi
Kabhi saddeuon tak intizar si
Yeh zindagi bari ajeeb si
 
Kabhi her pal emtihan hai
Kabhi bin mangay enam hai
Kabhi kuch nahi
Kabhi sab kuch si
Yeh zindagi bari ajeeb si
Kabhi gulzar si kabhi bezar si


amazing sonu ji...

yeh zindagi kya cheez hai, maut hai issey behtar
jee kar bhi mar rahe hain, har pal bikhar rahe hain..
aaye jo maut ek baar, phir tarsey na yeh dil yahan
tukdey tukdey hogaya yeh, bilkul kaanch ki tarhan...


bahot khoob  Sanya mamani.....  Sonu...........

Zindagi mein  ab kya hai, Jise dhoondti hai  khalak
kaafi hai  zindagi ko  sikhaste ana ka dukh
kyon  in dino sawaar hai kastiyon  per dil
chahat ek ajanbi ki, to ek aashna ka dukh.............nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Duniya Mita doon ga by fakharenaveed in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
huq kya doon by majid in Shayri-E-Dard
Mohabbat ki kujhd ko sazaa doon kaise ?? by chahal_sanjeev in Shayri for Khumar -e- Ishq
kaise kah doon by humaurtum in Shayri-E-Dard
khud ko na kho doon by soudagar in Miscellaneous Shayri
sanya310
Guest
«Reply #76 on: September 05, 2006, 08:25:15 PM »
thanx waheed ...

dekh kar baadhayen bhi kayi iss dil ne tumhe pyar kiya, karta rahega
aapne toh tod diya hai isey, toota hua hi sahi, aapki yaad mein sarta rahega..
ghumon ki gehrayi itni hai aap kya samjhogey sanam-e-bewafa
haal aisa ho gaya hai ab toh yeh jiya jee kar bhi hur roz marta rahega...
Logged
Sonu
Guest
«Reply #77 on: September 05, 2006, 08:51:56 PM »
thanks sheytan..

your most welcome sanya ji...

acha likha hai tumney muna...

sabhi ney acha likha hai...

Quote from: "waheed_rose2004"
bahot khoob  Sonu........  Janasheen...............

Tumne Dekha hai kabhi ghar ko badalte hue rang
Aao  dekho  na tamasha mere mit jaane ka.....
Logged
pinky
Guest
«Reply #78 on: September 05, 2006, 09:10:14 PM »
Dard kuch aisa diya hai bewafa ne dil ko
ke aansu bhi ab ye daaman bhigote nahi..
bas ab yehi chahta hai dil mera..
ke main iss dil mein basse uske armaano ko
todd doon..!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #79 on: September 05, 2006, 09:51:58 PM »
Pinky bahut acha likha hia.... bahut khoob....

Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha
Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha
Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed
Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha


Quote from: "pinky"
Dard kuch aisa diya hai bewafa ne dil ko
ke aansu bhi ab ye daaman bhigote nahi..
bas ab yehi chahta hai dil mera..
ke main iss dil mein basse uske armaano ko
todd doon..!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #80 on: September 06, 2006, 08:46:56 AM »
Bahoot Khoob Likha Hai App Sabne,..
Is Thread Me To Khalbali Mach Gayi Hai,..
Lage Rahio,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #81 on: September 06, 2006, 08:49:50 AM »
Ab Pachtata Hai Dil Ke Maine Mohabbat Kyun Ki,..
Ye Bhi To Nadaan Tha Unki Masoomiyat Se Dhoka Khaa Gaya,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #82 on: September 07, 2006, 04:56:52 AM »
Azeem bahi bahut acha likha hai...

Quote from: "Jaanasheen"
Ab Pachtata Hai Dil Ke Maine Mohabbat Kyun Ki,..
Ye Bhi To Nadaan Tha Unki Masoomiyat Se Dhoka Khaa Gaya,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #83 on: September 07, 2006, 03:32:50 PM »
Shukriya Didi
Logged
Sonu
Guest
«Reply #84 on: September 07, 2006, 09:37:32 PM »
u r most welcome bahi...

Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Didi
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #85 on: September 09, 2006, 10:39:15 AM »
Bard Raha Hai Dard-e-Gham Usko Bhoola Dene Ke Baad,..
Yaad Uski Aur Aayi Khat Jalaa Dene Ke Baad,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #86 on: September 09, 2006, 07:12:45 PM »
Azeem bahi acha likhahai....

Quote from: "Jaanasheen"
Bard Raha Hai Dard-e-Gham Usko Bhoola Dene Ke Baad,..
Yaad Uski Aur Aayi Khat Jalaa Dene Ke Baad,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #87 on: September 11, 2006, 04:14:14 AM »
Dil main teri mahobbat ke vo khayalaat nahi hain
Ashqo main sab bah gaye koi jazbaat nahi hain

Rishto ki bheed mai khud se ajnabee hun is kadar
Dosto ko pahchaan saku vo nazar saath nahi hain

Gham ke meri pith par khanjar aise hain chuben
Mud kar bhi aah bhar saku vo haalaat nahi hain

Raaton ke karvaton se zakham puraane hain
Tere khwaabon ke anjuman ki kaynaat nahi hain

Zikr bhi ho tera kahin to jhook jaati hai Nigaah
Khamoshi ke siva ab labo par koi baat nahi Hain

Rona bhi agar chaahu to ro bhi na paaungi main
Gham mai  ashko ki ab vo barsaat nahi hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #88 on: September 11, 2006, 07:32:03 AM »
Waah Didi Bahoot Khoob Likha Hai,..
Keep Going
Logged
Sonu
Guest
«Reply #89 on: September 13, 2006, 04:46:38 AM »
thanks Azeem bahi..

Quote from: "Jaanasheen"
Waah Didi Bahoot Khoob Likha Hai,..
Keep Going
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9 10 11
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 10:17:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer