~..~~ Dil laga ki to dekho~~..~D

by Tosha on July 01, 2006, 11:54:48 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2716 times)
Tosha
Guest
tadapne pe mere na tum phir na hasoge
kabhi kise se dil laga ke to dekho
tum bhi dillagi ke bookh mitano padgi
mohabbat ke raahon main aake to dekho

khaye hai jo zakham is bezuban dil pe
inki dhadken ko sine se laga ke to dekho
daard hoga tumhe bhi mitha mitha
kabhi kise se dil laga ke to dekho
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mat dekho by tanhaiye in Shayri for Dard -e- Judai
bhool kar to dekho.... by sunny_bunny in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dekho ji dekho.... by tushar_4u_im in Shayri for Khumar -e- Ishq
;;(DEKHO);;; by majid in Shayri-E-Dard
dil laga kar dekho by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Style_guru
Guest
«Reply #1 on: July 01, 2006, 12:03:45 PM »
The Style Guru Says.......


Nice work Ji!!!


Arz Hai,

Dil lagane ka hi to ye sila hai,
Har su aankh me ashqon ka pehra mila hai,

Wo bewafai kar ke bhi paakegzi ki misaal hain,
Hume wafashaar ho ke bhi khud se gila hai,

Na humse poocho ki kaisi hain ishq ki raahen,
Yahaan to bas Ranz-o-gham ka silsila hai.....
Logged
Tosha
Guest
«Reply #2 on: July 01, 2006, 12:17:42 PM »
:oops:

mohabbat main sahe lenge,jaaniya
mohabbat main tere har zulam sahe lenge, soniya
dil main aab chain hai hai, na jaa, tujhe wasta pyaar ka
tere bin nahi lagda dil mere dolna
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #3 on: July 01, 2006, 12:22:53 PM »
The Style Guru Says.........


Main tere ishq me gham sahunga-Mar jaunga,
Main tujhe paane ko us khuda se lad jaunga,

Lekin hume darr is baat ka hai meri humnafas,
Agar tune saath chhora to ye sehen na kar paunga........
Logged
Tosha
Guest
«Reply #4 on: July 01, 2006, 12:27:01 PM »
Tosha Says

yehi saugat hoti hai akser mohabbat main
aashaki dil dene ko chal jate hai abgaro pe

na jaan paya koi kyo hua mera samam bewafa
hum bhi hue the kurbaan aashqui main
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #5 on: July 01, 2006, 12:34:03 PM »
The Style Guru Says.........


Ye maana ki teri basti me deewane hazaron hain,
Teri chahat me giraftaar parwane hazaron hain,

Lekin un logon me koi humsa deewana nahi,
Shayad hum khaak nasheeno ko tune pehchana nahi....
Logged
Tosha
Guest
«Reply #6 on: July 01, 2006, 12:42:14 PM »
Tosha Says ....

Deewano ki basti main deewana tumsa nahi
tumhari adao si hue hai wakif, dekha tumsa matwala nahi

lagta hai mohabbat main aazmaye gaye ho sathi
tumsa mohabbat ko jeene yaha yaha koi nahi
Logged
Style_guru
Guest
«Reply #7 on: July 01, 2006, 12:50:07 PM »
The Style Guru Says.......



Zindagi me sab kuch kho kar tumko paya humne,
Apni hasti mita kar tujhko mohabbat sikhaya humne,

Ye alag baat hai k aaj tu mere saath nahi,
Apne lahu se tera naam likh kar wafa ko nibhaya humne.....
Logged
Tosha
Guest
«Reply #8 on: July 01, 2006, 12:58:50 PM »
Mohabbat main hur kurban jo wo kabhi marte nahi
bewafao se bhi kare pyaar unki mohabbat kabhi dhalti nahi

dillagi ki raha main kaaten hai zarar, mohabbat ki rahi
mohabbat main jiske khaye na chot, wo mohabbat kabil-e-gurur nahi
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #9 on: July 01, 2006, 04:10:32 PM »
Bahut khoob kaha aap dono ne

Now

Badnaam Says.....

Kehte hai Zindagi ki Hasratein poori hua nahi karti.....
Jise Chahate hum Dil-O-Jaan se bhi jayada.....
Woh hamara Shaam ko toh Raat me sapno me Intezaar kyu nahi karti.....

Kyu nahi Chahati woh mujhe......
Kyu ek Gulistaan mere naam nahi karti.......

Khuda ne Dee Jaisi Shakl or feetrat hai use hum Badal nahi sakte.....
Chahate hai jise bhi kyu uski Chahat haasil kar nahi sakte......

Kyu Dhadakta hai Dil binn Jaan ke bhi.....
Kyu hum Doosron ke saath GUm baat nahi sakte......

Jab jab hota hai Dard toh raat ko sab so jaate hai......
Toh kya hua Jaanab Subha uthh ke bhi khud ko akela hee paate hai.....!!!!!!!!!!
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #10 on: July 01, 2006, 04:57:28 PM »
aaj ki raat na kat paaegi
ab koi subah na aa paegi
tu na aaya to jaan le hamdam
kal koi na rahega jise ilzaam tu de
ham ko samjha nahi tu
ya ki ham samjh na sake
sari ye baat adhoori hi rah phir jaaegi..............
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #11 on: July 02, 2006, 11:09:47 AM »
shukriya tosha
Logged
Tosha
Guest
«Reply #12 on: July 26, 2006, 07:29:51 AM »
bahut khoob ... BS n Tab
Logged
Tosha
Guest
«Reply #13 on: August 16, 2006, 12:36:05 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Bahut khoob kaha aap dono ne

Now

Badnaam Says.....

Kehte hai Zindagi ki Hasratein poori hua nahi karti.....
Jise Chahate hum Dil-O-Jaan se bhi jayada.....
Woh hamara Shaam ko toh Raat me sapno me Intezaar kyu nahi karti.....

Kyu nahi Chahati woh mujhe......
Kyu ek Gulistaan mere naam nahi karti.......

Khuda ne Dee Jaisi Shakl or feetrat hai use hum Badal nahi sakte.....
Chahate hai jise bhi kyu uski Chahat haasil kar nahi sakte......

Kyu Dhadakta hai Dil binn Jaan ke bhi.....
Kyu hum Doosron ke saath GUm baat nahi sakte......

Jab jab hota hai Dard toh raat ko sab so jaate hai......
Toh kya hua Jaanab Subha uthh ke bhi khud ko akela hee paate hai.....!!!!!!!!!!


Akale the akale hai
jindgi se na kuch liya
na usse kuch de sake
akale the akale hai
chup chup yuhi ghutte rahe

akale the akale hain
tum ko apna na bana sake
mohabbat karte rhe chori chiri
akale the akale hain
tumhe apna na bana sake

akale the akale hain
din mian suen rahete hain
raato ko tanha sote hain
akale the akale hain
aab chup chup sab sahete hai
Logged
Tosha
Guest
«Reply #14 on: September 24, 2006, 07:11:02 AM »
Quote from: "tabassum shakeel"
aaj ki raat na kat paaegi
ab koi subah na aa paegi
tu na aaya to jaan le hamdam
kal koi na rahega jise ilzaam tu de
ham ko samjha nahi tu
ya ki ham samjh na sake
sari ye baat adhoori hi rah phir jaaegi..............


Aaj ki raat na kat payegi
aab koi subha na aapayegi
zafnayi jo meri mohabbat tune
tere ishq main aab yeh jaan jayegi

kasam-o-waade tum nibha na sake
kurbani mangi mohaddat main
to kadam tumhare dagmaga gaye
aab tere isah main kurban yeh jaan jaan jayegi
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:53:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer