'Dil Main Tere Pyaar Ka Nishaan Hai...!'

by Amanush... on June 25, 2005, 11:32:58 AM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 2868 times)
Amanush...
Guest
Dil main tere pyaar ka nishaan hai...!

Hum ko apna mante ho to yebataao itne pareshaan kyon ho
Khud ko zakhmi karne wale teeron ke bani kamaan kyon ho...

Teri muskanon ke sitaaron se rahit teri hi mehfil bejaan hai
Mayusi ko youn gale lagaye bani amaavasi Asmaan kyon ho...

Tanhaai ghamon ko panaah dene wala ek oujra makaan hai
Ouski yaadon ka saaman liye wahan bani mehmaan kyon ho...

Gar kissi ke phir laut aane ka intazar karna tera armaan hai
To ouss ki raah main mashaal jalaao,jalaate zabaan kyon ho...

Pyar ki baas se tere baag na mehke to tou kyon hairaan hai
Jahan phool na khile, eisse chaman ki bani bagbaan kyon ho...

Jisske toum dhyaan main khoyi ho, wo ek sangdil insaan hai
Toumne khud apna nuksaan kiya, toum itne nadaan kyon ho...

Eh Khouda! Ishk ke mazbe par aashik kyon hota qurbaan hai
Pyaar karne waalon ke ansouon se hi likhte dastaan kyon ho...

Ab ye na kaho ki tou mere in aasaan sawaalon se anjaan hai
Varna jahaan main insaan pouchega ki tum Yazdaan kyon ho...

Koyi kahe Ishk toufaan hai to aur kahe ki ye ek imtihaan hai
Par ‘Amanush’ toum isse samajhte yudh ka maidaan kyon ho...

Kamaan : Bow (Dhanush)
Zabaan : Flame (of a candle)
Nuksaan: loss
Mazbah: Altar for sacrifice
Yazdaan: God

Amanush...

Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere pyaar ka asar hai ! by Rishi in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
tere pyaar main by majid in Shayri for Dard -e- Judai
-Tere Pyaar ke Kabil- by Tosha in Shayri for Khumar -e- Ishq
Wo tere pyaar ka gam..............!!!!!!!!!!!! by ALONE BAD in Songs & Lyrics
Wo tere pyaar ka gam..............!!!!!!!!!!!! by ALONE BAD in Songs & Lyrics
rohit30002
Guest
«Reply #1 on: June 25, 2005, 11:41:01 AM »
Quote from: "Amanush..."
Dil main tere pyaar ka nishaan hai...!

Hum ko apna mante ho to yebataao itne pareshaan kyon ho
Khud ko zakhmi karne wale teeron ke bani kamaan kyon ho...

Teri muskanon ke sitaaron se rahit teri hi mehfil bejaan hai
Mayusi ko youn gale lagaye bani amaavasi Asmaan kyon ho...

Tanhaai ghamon ko panaah dene wala ek oujra makaan hai
Ouski yaadon ka saaman liye wahan bani mehmaan kyon ho...

Gar kissi ke phir laut aane ka intazar karna tera armaan hai
To ouss ki raah main mashaal jalaao,jalaate zabaan kyon ho...

Pyar ki baas se tere baag na mehke to tou kyon hairaan hai
Jahan phool na khile, eisse chaman ki bani bagbaan kyon ho...

Jisske toum dhyaan main khoyi ho, wo ek sangdil insaan hai
Toumne khud apna nuksaan kiya, toum itne nadaan kyon ho...

Eh Khouda! Ishk ke mazbe par aashik kyon hota qurbaan hai
Pyaar karne waalon ke ansouon se hi likhte dastaan kyon ho...

Ab ye na kaho ki tou mere in aasaan sawaalon se anjaan hai
Varna jahaan main insaan pouchega ki tum Yazdaan kyon ho...

Koyi kahe Ishk toufaan hai to aur kahe ki ye ek imtihaan hai
Par ‘Amanush’ toum isse samajhte yudh ka maidaan kyon ho...

Kamaan : Bow (Dhanush)
Zabaan : Flame (of a candle)
Nuksaan: loss
Mazbah: Altar for sacrifice
Yazdaan: God

Amanush...

Usual Smile

Nice amanush
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: June 25, 2005, 11:41:53 AM »
wah chachu!!!!!!!!!!

"Jisske toum dhyaan main khoyi ho, wo ek sangdil insaan hai
Toumne khud apna nuksaan kiya, toum itne nadaan kyon ho...

Eh Khouda! Ishk ke mazbe par aashik kyon hota qurbaan hai
Pyaar karne waalon ke ansouon se hi likhte dastaan kyon ho... "

yeh lines to bohot hi shandar hai!!!

log pattar ko poojte hai aur Khuda ko pa lete hai,
humne bih issi umeed pe ek sangdil se pyar kiya!!!
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #3 on: June 25, 2005, 11:44:00 AM »
Shukriya...Rohit ji!

Take care and do keep coming!

Usual Smile
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #4 on: June 25, 2005, 11:46:29 AM »
Quote from: "Amanush..."
Shukriya...Rohit ji!

Take care and do keep coming!

Usual Smile

Humne to bas khubsurti ki taarif ki hai
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #5 on: June 25, 2005, 11:53:34 AM »
Quote from: "Meena"
wah chachu!!!!!!!!!!

"Jisske toum dhyaan main khoyi ho, wo ek sangdil insaan hai
Toumne khud apna nuksaan kiya, toum itne nadaan kyon ho...

Eh Khouda! Ishk ke mazbe par aashik kyon hota qurbaan hai
Pyaar karne waalon ke ansouon se hi likhte dastaan kyon ho... "

yeh lines to bohot hi shandar hai!!!

log pattar ko poojte hai aur Khuda ko pa lete hai,
humne bih issi umeed pe ek sangdil se pyar kiya!!!

Shukriya ...Meena Beti!

Maang lo toum Khouda se salaamat e mohabat ki douaein
Mujhko abadat e ishk ke siwa kouch aur karna aata nahin

Chachu...

 Usual Smile
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #6 on: June 25, 2005, 11:58:39 AM »

are amanush saahab aap to jaan hi le lenge
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #7 on: June 25, 2005, 11:59:20 AM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Amanush..."
Shukriya...Rohit ji!

Take care and do keep coming!

Usual Smile

Humne to bas khubsurti ki taarif ki hai

Aur humne aap ki meherbaani sar ankhon pe outhaayi hai...

Shukriya...

Amanush...

 Usual Smile
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #8 on: June 25, 2005, 12:00:49 PM »
Quote from: "Amanush..."
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Amanush..."
Shukriya...Rohit ji!

Take care and do keep coming!

Usual Smile

Humne to bas khubsurti ki taarif ki hai

Aur humne aap ki meherbaani sar ankhon pe outhaayi hai...

Shukriya...

Amanush...

 Usual Smile

Tabhi to hamari computer screen par aap hi ki shayari aayi hai
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #9 on: June 25, 2005, 12:10:05 PM »
bahut ache amanus n meena

qatl ker ke nigah-e-naz se huzur muskurate rahe
idher jaan jaati rahi udher wo door jaate rahe
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #10 on: June 25, 2005, 12:10:18 PM »
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Amanush..."
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Amanush..."
Shukriya...Rohit ji!

Take care and do keep coming!

Usual Smile

Humne to bas khubsurti ki taarif ki hai

Aur humne aap ki meherbaani sar ankhon pe outhaayi hai...

Shukriya...

Amanush...

 Usual Smile

Tabhi to hamari computer screen par aap hi ki shayari aayi hai

Aur ye hamari high technology ki meherbaani hai...Rohit Ji!

Amanush...

 Usual Smile
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #11 on: June 25, 2005, 12:11:21 PM »
Quote from: "samnoj"
bahut ache amanus n meena

qatl ker ke nigah-e-naz se huzur muskurate rahe
idher jaan jaati rahi udher wo door jaate rahe

Nice samnoj
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #12 on: June 25, 2005, 12:12:54 PM »
Quote from: "Amanush..."
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Amanush..."
Quote from: "rohit30002"
Quote from: "Amanush..."
Shukriya...Rohit ji!

Take care and do keep coming!

Usual Smile

Humne to bas khubsurti ki taarif ki hai

Aur humne aap ki meherbaani sar ankhon pe outhaayi hai...

Shukriya...

Amanush...

 Usual Smile

Tabhi to hamari computer screen par aap hi ki shayari aayi hai

Aur ye hamari high technology ki meherbaani hai...Rohit Ji!

Amanush...

 Usual Smile

are virus bhi to  aap hi kii technology ki meherbaani hai
Logged
Amanush...
Guest
«Reply #13 on: June 25, 2005, 12:15:41 PM »
Quote from: "samnoj"
bahut ache amanus n meena

qatl ker ke nigah-e-naz se huzur muskurate rahe
idher jaan jaati rahi udher wo door jaate rahe

Shukriya...Samnoj ji!

Tum ko aksar aag se khelne main bahout mazaa ata hai
Mujhko to thande raakh se bhi mazaak karna aata nahin

Amanush...

 Usual Smile
Logged
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
19 days, 8 hours and 57 minutes.

always smile

Posts: 15216
Member Since: Aug 2004

View Profile
«Reply #14 on: June 25, 2005, 12:17:55 PM »
thanx n good one

tanhaion ke aalam me jab her chiraagh bujha sa tha
tab dil ne khud jal ke bhi tera intezaar kiya kabhi
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:26:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer