rohit30002
Guest
|
«Reply #30 on: June 25, 2005, 12:37:23 PM » |
|
bahut ache rohit n meena
wakt ke aayine me dekhi jab takdeer-e-zingadi kabhi hume khud pe kabhi takdeer pe rona aaya Koi to bataye Sirf itna hume......... Kya karnge khuda se hum khushi mang kar............ Tera rona hi ab thik hai "JUGNU"........ Is Dard-E-Jindgi ko jaankar...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #31 on: June 25, 2005, 12:38:45 PM » |
|
Waah...Meena Beti aur Rohit Ji! Dil main outarne ka jab raasta saaf ho to hum se raha bhi nahin jaata... Ye mohabat bhi naam ka kya cheez hai jo kabhi mawka dekh kar nahin aata...! Agar mil jaata mangne se pyar to ............ Pyar ki koi ijjat hi na rahti..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #32 on: June 25, 2005, 12:38:58 PM » |
|
wah rohit
teri khushi ab meri aarzu hai teri yaad hi jeevan-e-junoon hai tere tasavur se hai ye roshan kaynaat warna is dunya me ab kahan sukoon hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amanush...
Guest
|
|
«Reply #33 on: June 25, 2005, 12:40:32 PM » |
|
Wow...Fantastic...! Qaid kiya ounki tasveer ko kitaab e dil main inhin khayaalon main rehkar dil machal sa jaata hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #34 on: June 25, 2005, 12:41:22 PM » |
|
Kya khoub...Samnoj Ji...! Mere pyaar ki madhoshi main tere kadam na laDhkaraye Issi liye tere hanthon main ek khaali paimaana thamaa liyaa! Ab bhi hume unke waade ka etbaar hai............. Hajaar baar jinhe humne ajma liya.......... Ho gaya jab unki yaad mein jina mushkil................ To jaam humne apne haathon mein utha liya...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #35 on: June 25, 2005, 12:42:48 PM » |
|
bahut ache amanush
ager aagaz-e-ishk hi aisa hai samnoj to anjaam-e-ishk kaisa hoga Agar parwaah hi hoti hume anjaam-e-ishq ki.............. To ye aagazh-e-ishq hi na hota................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amanush...
Guest
|
|
«Reply #36 on: June 25, 2005, 12:43:39 PM » |
|
Very good...Aap log kamaal ke hein...! Meri tasveer ko apne dil se youn na outaara karo toumhara bhi dil dil hi to hai koyi deewar to nahin
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #37 on: June 25, 2005, 12:45:28 PM » |
|
wah rohit
teri khushi ab meri aarzu hai teri yaad hi jeevan-e-junoon hai tere tasavur se hai ye roshan kaynaat warna is dunya me ab kahan sukoon hai Roshan kaynaat mana tere Ishq se hai........... Lekin parchhayi bhi isme tere hi dard ki hai.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
samnoj
General Patrol
Mashhur Shayar
Rau: 1
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:19 days, 10 hours and 44 minutes.
always smile
Posts: 15216 Member Since: Aug 2004
|
|
«Reply #38 on: June 25, 2005, 12:45:51 PM » |
|
Very good...Aap log kamaal ke hein...! Meri tasveer ko apne dil se youn na outaara karo toumhara bhi dil dil hi to hai koyi deewar to nahin bahut ache ..............bahut badhya likha hai tum dono ne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #39 on: June 25, 2005, 12:48:27 PM » |
|
Wow...Fantastic...! Qaid kiya ounki tasveer ko kitaab e dil main inhin khayaalon main rehkar dil machal sa jaata hai... Wo dil hi kya jo tere milne ki dua na kare.......... Tujhe bhulkar main jinda rahun khuda na kare.......... Rahega tera pyaar mere saath jindgi bankar......... Ye aur baat hai meri jindgi wafa na kare.............. Sahi hai nahi marta koi kisi ki judai mein........... Par khuda kisi ko kisi se juda na kare.......... Suna hai unki mahobbat duaaein deti hai .......... Jo dil par chot khaaye par kisi se gila na kare...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amanush...
Guest
|
|
«Reply #40 on: June 25, 2005, 12:48:32 PM » |
|
Aap donon ne bhi jabardast likha hai...! Bahout bahout shukriyaa...!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #41 on: June 25, 2005, 12:50:44 PM » |
|
Very good...Aap log kamaal ke hein...! Meri tasveer ko apne dil se youn na outaara karo toumhara bhi dil dil hi to hai koyi deewar to nahin Mana mahobbat hai tujse teri taswir se nbahi......... To shikayat bhi tujhi se hai teri taswir se nahi...........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #42 on: June 25, 2005, 12:51:06 PM » |
|
Very good...Aap log kamaal ke hein...! Meri tasveer ko apne dil se youn na outaara karo toumhara bhi dil dil hi to hai koyi deewar to nahin bahut ache ..............bahut badhya likha hai tum dono ne Thanks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Amanush...
Guest
|
|
«Reply #43 on: June 25, 2005, 12:51:34 PM » |
|
Wow...Fantastic...! Qaid kiya ounki tasveer ko kitaab e dil main inhin khayaalon main rehkar dil machal sa jaata hai... Wo dil hi kya jo tere milne ki dua na kare.......... Tujhe bhulkar main jinda rahun khuda na kare.......... Rahega tera pyaar mere saath jindgi bankar......... Ye aur baat hai meri jindgi wafa na kare.............. Sahi hai nahi marta koi kisi ki judai mein........... Par khuda kisi ko kisi se juda na kare.......... Suna hai unki mahobbat duaaein deti hai .......... Jo dil par chot khaaye par kisi se gila na kare...........Bezabaan kar diya aap ne Amanush ko...! Moudatton ke baad aaj aayi hai wo dar pe hamare Khouda ji ne aaj rakh li hein hanth sar pe hamare
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #44 on: June 25, 2005, 12:51:48 PM » |
|
Aap donon ne bhi jabardast likha hai...! Bahout bahout shukriyaa...! Thanks
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|