DIL NE KAHA SHIKAYAT KAR KHUDA SE

by waheed_rose2004 on July 24, 2004, 05:47:32 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 28
Print
Author  (Read 31682 times)
diljala
Guest
«Reply #225 on: October 16, 2004, 09:57:05 AM »
thanks waheed_rose2004

urj hai

unka cherha hur waqut mahtab lagata tha
muha se nikla hur lafz hizab lagta tha
ek roj poocha tha use kayamat se pahle
ke ek adad mai.n kya unko sawal lagta tha
waise to hur sawal ka jawab hota hai hussan walo.n ke pass
kya ma.n ek sawal unhe lajawab lagta tha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Uss ne kaha....main ne kaha by socha na tha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
maine kaha khuda se... by aru12 in Shairi - E - Zindagi
maine kaha khuda se by aru12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
maine khuda se kaha by Dineshkumarjonty in Miscellaneous Shayri
KHUDA ne mujse kaha Bande.. DOST na bana.. by RAJ SOLANKI in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
yasir_sensitive
Guest
«Reply #226 on: October 16, 2004, 01:57:10 PM »
bohot khoob^^
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #227 on: October 16, 2004, 01:58:12 PM »
Naa koi gham hai naa khushi hai tere jaane ki
ab to yaad nahi aati beete zamaane ki

main apne kal ko bhool jaaoon yahi behtar hai
kya zarurat hai apne aaj ko jalaane ki

khaaye hain dhokhe maine jaan bhooj kar tumse
jaane kya chaah thi mujhe pathar ko khuda banaane ki

ki tumne chaaha kabhi mujhko ek pal bhi nahi
yahi haqeeqat hai mere pyaar ke fasaane ki

kehte hain koshishein ho jaati hain kaamyaab aksar
is liye main bhi kar rahi hoon koshish tumhein bhulaane ki
Logged
diljala
Guest
«Reply #228 on: October 17, 2004, 06:35:13 AM »
Thanks to all

urj hai

sunte hai jab awaje yarr to mausiqui se lagti hai
jab bhi baithe ghar ke samne unke to mahfil se lagti hai
ab to ajmana hai apne intezare zor ko
dikhe ga kya cherha jab talak annkh lagti hai
aaj phir ja baithe maka.n ke samne dedareyarr ko
waqut nahi kata,intezar ajab deewar se lagti hai
nasseb hai mera gar dedare yarr ho
warna yahi zindgi band kitab se lagti hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #229 on: October 18, 2004, 04:55:19 PM »
wah!!!!!!!!!  diljale......yasir bhai......
Logged
Pooja
Guest
«Reply #230 on: October 18, 2004, 05:09:15 PM »
wowowowow Good work all!!!!
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #231 on: October 21, 2004, 08:45:41 AM »
good work all
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #232 on: October 23, 2004, 06:50:58 AM »
"Koi kabhi un chehron ko parhay
Jo afsaanon ki tarha hotay hain
Woh ankhein jin mein shokhion ki jagha
Gehray gehray samandar hotay hain
Woh hont jinhon ne hansi ki bajaye
Chup ki chaadurain orhi hoti hain
Woh dil jin mein hazar khuahishain nahi
Tootay huway armaan chupay hotay hain".........................
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #233 on: October 23, 2004, 08:10:35 AM »
mnfardeen bhayi tum toh shayar ban bhigaye ho




qubh dekho ayese izhaar na karooooooo

lough jaltaen hain sanam iz har na karoooooo
Logged
Amit Janglan
Guest
«Reply #234 on: October 23, 2004, 08:11:44 AM »
nice 1 waheed g
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #235 on: October 24, 2004, 09:45:38 AM »
thanx amit..........

A Mery Fan Kay Parstaar Tujhay Kia Maloom,
Kitnay Dokh Sehta Hai Fankar Tujhay Kia Maloom,
Raat Jab Jashn-E-Chiraaghaan Main Magan Thi Dunia  
Kaun Roaya Pas-E-Diwar Tujhay Kia Maloom.........................
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #236 on: October 31, 2004, 04:51:33 PM »
JANA THA HUM SE DOUR BAHANE BANA LIYE .
AB TUM NE KITNI DOUR THIKANE BANA LIYE .
RUKSAT KAY WAKT TUM NE JO ANSOO HUMEN DIYE .
ON ANSOON SE HUM NE FASANE BANA LIYE .
DIL KO MILE JO DAAGH JIGER KO MILE JO DARD .
IN DAULATON SE HUM NE KHAZANE BANA LIYE .
JANA THA HUM SE DOOR TO BAHANE BANA LIYE .
AB TUM NE KITNI DOOR THIKANE BANA LIYE .........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #237 on: November 19, 2004, 11:14:20 AM »
Gum Ne Hansne Na Diya
Zamaane Ne Rone Na Diya
Is Uljhan Ne Chain Se Jine Na Diya
Thakk Kar Panah Lee Jab Sitaro Se
Neend Aayi To Unki Yaad Ne Sone Na Diya..............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #238 on: November 19, 2004, 05:18:55 PM »
wah!!!! bahoot khoob!!!!
Logged
diljala
Guest
«Reply #239 on: November 20, 2004, 05:54:48 AM »
Thanks To All

Uraz Hai

jab wo bat kartai thai ishro.n se kartai thai
ham jab bat unki kartai thai nazaro.n se kartai thai
hawaqut kahkasha si bhikri hui thi chaman mai.n
jab bhi guzrai chamn se waar nazaro.n se katai thai
hum kya thai ye patanahi humai.n unke
k.unki baat to wo hazaro.n se kartai thai
ek bat kya kahi pata nahi humne.n
hum to ishq katai hai.n na jane wo kya kartai thai
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
September 27, 2024, 10:30:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]

[August 20, 2024, 06:14:40 PM]

[August 20, 2024, 06:06:24 PM]

[August 20, 2024, 05:55:44 PM]

[August 20, 2024, 05:50:31 PM]

[August 20, 2024, 05:36:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8503 Real Poets and poetry admirer