DIL NE KAHA SHIKAYAT KAR KHUDA SE

by waheed_rose2004 on July 24, 2004, 05:47:32 AM
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 28
Print
Author  (Read 31685 times)
Pooja
Guest
«Reply #240 on: November 20, 2004, 05:57:03 AM »
Nice!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Uss ne kaha....main ne kaha by socha na tha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
maine kaha khuda se... by aru12 in Shairi - E - Zindagi
maine kaha khuda se by aru12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
maine khuda se kaha by Dineshkumarjonty in Miscellaneous Shayri
KHUDA ne mujse kaha Bande.. DOST na bana.. by RAJ SOLANKI in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #241 on: November 20, 2004, 04:59:21 PM »
Quote from: "diljala"
Thanks To All

Uraz Hai

jab wo bat kartai thai ishro.n se kartai thai
ham jab bat unki kartai thai nazaro.n se kartai thai
hawaqut kahkasha si bhikri hui thi chaman mai.n
jab bhi guzrai chamn se waar nazaro.n se katai thai
hum kya thai ye patanahi humai.n unke
k.unki baat to wo hazaro.n se kartai thai
ek bat kya kahi pata nahi humne.n
hum to ishq katai hai.n na jane wo kya kartai thai


thanx pooja........nice diljale

manzil ke karib aake bhi lagta mai door hoon.
tere milne ki khwahish main karti zaror hoon.
yeh janti hoon main ke tu na hoga kabhi mera.
khwahish ke samundar mein utarti zaroor hoon............
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #242 on: November 21, 2004, 10:34:00 AM »
very good all...

tum ne deikha hay kabhi dil k gehray zakhm ko...
tum ne deikha hay kabhi dil k tukray hotey..
hum ne hurr lamha jissay chaha jissay samjha apna....
kia khaber thi k woh bi day jaye gaa daghaa.....
beidard zamaney mein abb tou hurr koi beidard hay yahan....
kisi k ghum ko samajhnay ki inn mein salahiyat kahan......
keh dou zamaney waloun se k abb chhor dein UMMED-E-WAFA ...
k wafa ki AAS mein kuch nahin milta DIL K ZAKHM k siwa.....!!!!!
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #243 on: November 21, 2004, 06:04:52 PM »
good one Waheed and Sadiqa...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #244 on: November 21, 2004, 11:22:33 PM »
Kya khoob likha hai Waheed, yasir, diljala, Sadiqa and everyone.. Bohat achey!
Logged
SADIQA JAWED
Guest
«Reply #245 on: November 22, 2004, 06:58:41 AM »
THNK U YASIR N ARYAN....

TUJH SY LAFZOON KA NAHI ROOH KA RISHTA HAI MERA
TO MERI SANSOON MAIN TEHVEEL HAI KHUSHBU KI TARHAN
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #246 on: November 22, 2004, 08:54:02 AM »
Bohat khoob sadiqa..

Aankhon mein aansoo aa jaatey hain
Phir bhi labon pe hansi rakhni parti hai
Yeh mohabbat bhi kya chiiz hai yaaro
Jis se karte hain ussi se chupaani parti hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #247 on: November 22, 2004, 07:34:41 PM »
wah!!! bahoot khoob!!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #248 on: November 23, 2004, 04:15:50 PM »
Thanx Pooja.Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #249 on: November 25, 2004, 03:47:28 PM »
Quote from: "SADIQA JAWED"
THNK you YASIR N ARYAN....

TUJH SY LAFZOON KA NAHI ROOH KA RISHTA HAI MERA
TO MERI SANSOON MAIN TEHVEEL HAI KHUSHBU KI TARHAN


Thanx Sadiqa........Pooja.....Aryan ....Yasir Bhai...Amit Bhai.....

wowwow sadiqa bahot bahot  touching words likha aap ne....aryan bhai bhi la jawaab likha hai..........diljale ne bhi utna hi khoobsurat likha hai....

bahot khoob.........

Yeh hayaat ki kahani hai fana ka ek sagher
too labon se muskra kar issi jaam ko laga le.........
Logged
immi
Guest
«Reply #250 on: November 25, 2004, 07:51:14 PM »
Bahot khoob all of you !!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #251 on: November 27, 2004, 04:51:16 PM »
Thanx Immi.............
Logged
Nino
Guest
«Reply #252 on: November 27, 2004, 06:42:04 PM »
Quote from: "Aryaan"
Aankhon mein aansoo aa jaatey hain
Phir bhi labon pe hansi rakhni parti hai
Yeh mohabbat bhi kya chiiz hai yaaro
Jis se karte hain ussi se chupaani parti hai



Kaun kahataa hai mohabbat kii zubaan hotii hai
ye haqiiqat to nigaahon se bayaan hotii hai

vo na aaye to sataatii hai Khalish sii dil ko
vo jo aaye to Khalish aur javaan hotii hai

ruuh ko shaad kare dil ko jo puranuur kare
har nazaare mein ye tasnviir kahaan hotii hai

zabt-e-sailaab-e-mohabbat ko kahaan tak roke
dil mein jo baat ho aankhoon se ayaan hotii hai

zindagii ek sulagatii sii chitaa hai "Nino"
sholaa bantii hai na ye bhuj ke dhuaan hotii hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #253 on: November 28, 2004, 04:02:48 PM »
wah!!!!!!!!!!!!!!!!  very nice nino..................
Logged
Nino
Guest
«Reply #254 on: November 29, 2004, 03:59:01 PM »
waheed bhai once again thanks
Logged
Pages: 1 ... 13 14 15 16 [17] 18 19 20 21 ... 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
September 27, 2024, 10:39:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by ASIF
[September 06, 2024, 07:19:37 PM]

[September 05, 2024, 02:50:37 AM]

[August 23, 2024, 06:35:34 AM]

[August 22, 2024, 06:28:13 AM]

[August 22, 2024, 06:27:09 AM]

[August 20, 2024, 06:14:40 PM]

[August 20, 2024, 06:06:24 PM]

[August 20, 2024, 05:55:44 PM]

[August 20, 2024, 05:50:31 PM]

[August 20, 2024, 05:36:24 PM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8503 Real Poets and poetry admirer