DIL NE KAHA SHIKAYAT KAR KHUDA SE

by waheed_rose2004 on July 24, 2004, 05:47:32 AM
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28
Print
Author  (Read 32265 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #390 on: November 09, 2005, 07:28:27 PM »
thanxxxxxxxx.........  tushu.........excellent  reply...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Uss ne kaha....main ne kaha by socha na tha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
maine kaha khuda se... by aru12 in Shairi - E - Zindagi
maine kaha khuda se by aru12 in Shayri for Khumar -e- Ishq
maine khuda se kaha by Dineshkumarjonty in Miscellaneous Shayri
KHUDA ne mujse kaha Bande.. DOST na bana.. by RAJ SOLANKI in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #391 on: November 16, 2005, 06:18:38 PM »
Isey Tarha Sey Har Ik Zakham Khushnuma Dekhye
Wo Aaye Tu Mujhe Ab Bhi Hara Bahra Dekhye

Guzar Gaye Ham Bahoot Din Rafaqat Shab Men
Ik Umer Ho Gaye Cherha Wo Chand Sa Dekhye

Mery Sakoot Sey Jis Ko Gily Rahy Kia Kia
Bicharty Waqt Un Ankhon Ka Bolna Dekheye

Tery Siwa Bhi Kaye Rang Khush Nazar They Magar
Jo Tujh Ko Dekh Chuka Ho Wo Oor Kia Dekhy

Bas Ik Reyt Ka Zara Bacha Tha Ankhon Men
Abhi Talak Jo Musafir Ka Rasta Dekhy

Usy Sey Pocheye Koi Dast Ke Rafaqat Jo
Jab Ankh Kholy Paharoon Ka Silsila Dekhy

Tujhy Aziz Tah Oor Men Ne Us Ko Jeet Lia
Mery Taraf Bhi To Ik Pal Tera Khuda Dekhe.....nm
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #392 on: November 17, 2005, 06:30:59 PM »
AAj Beetay Huay Lamhoon Ne Sataia Hai Mujhay
Boohla Hua Koi Yaad Aaia Hay Mujhay

Ek Kasak Jo Dil Ki Khalwatoon Mein Chupi Hoi Thi
Aa Baad-e-Saba Usay Jaga Kar Kia Mila Hai Tughay

Mein Us Ki Lagawat Ko Zandigi Bhar Ka Hasil Samagh Betha
EK Bhool Ne Ta-Umer Is Aag Mein Jalaia Hai Mughay

Muqaam Us Ka Tha Mere Ehsas Ke Darechoon Mein
Zandigi Ki Is Khawhish Ne Bara Rullaia Hai Mughay

Mein Teri Khawhish Zaroor Tarak Kardoonga Teri Kasam
Apnay Aangan Mein Parday Ki Oot Se Ik Bar Phir Bhulaia Hai Mughay

Aapnay ASAD Ko Kitna Kamzor Samagh Betha
Ek Baar Bhi Na Tune Aazamia Mughay............nm
Logged
Pooja
Guest
«Reply #393 on: November 17, 2005, 06:32:52 PM »
wowoow Good one waheed!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #394 on: November 17, 2005, 08:27:23 PM »
Bohat khoob Waheed...kya baat hai..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #395 on: November 19, 2005, 06:01:53 PM »
Thanxxxxxxxxxx Pooja.............Aryan.......:lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #396 on: December 03, 2005, 06:38:34 PM »
jaane kab tak teri tasweer nigahon mein rahi
ho gei raat tere aks ko taktey taktey
main ney phir terey tasawwur ke kisi lamhe mein
teri tasweer peh lab rakh diye ahista se........
Logged
Princess21
Guest
«Reply #397 on: December 06, 2005, 03:19:52 AM »
buhat ache waheed!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #398 on: December 07, 2005, 04:16:18 PM »
Thanxxxx alot  Neha.............tongue3    Moti...........
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #399 on: December 08, 2005, 06:41:43 PM »
Aaankh khule to jaag uthe hasratain tamaam
usko bhe kho diya jise paya tha khwaab mein....
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #400 on: December 11, 2005, 07:44:50 PM »
Kaun si cheez dil key bas mein nahin
dil magar apni dastaras mein nahin

yeh to hum hain, jo khar-o-khas mein hain
manzil-e-gul to khaar-o-khas mein nahin

kab sey aankhein talashti hain ussey
eik din, jo kisi baras mein nahin

jism kitni badi haqeeqat ho!
dil ki taskeen magar hawas mein nahin

kamran, aashqi ki manzil mein
hai wohi dil jo pesh-o-pas mein nahin

dekh li jantri zamaney ki
vasl ka din kisi baras mein nahin............nm
Logged
Saba_Saba
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.

Posts: 2239
Member Since: May 2005


View Profile
«Reply #401 on: December 11, 2005, 09:02:02 PM »
Wowwww sab ne bohat achha likha hai
Keep it up Dears...... Usual Smile

Quote from: "waheed_rose2004"
hahaha  kahan lagi Saba....... tongue3   thanx........

yeh dil ki raah main urta gubaar kis ka hai
Woh ja chuka hay too phir intizaar kis ka hai
Nahin woh apna magar us ki raah bhi dekhoon
Dil-o-nazar pe bhala ikhtiyaar kis ka hai......................


Waheed seedhe dil par lagi .... Winking tongue3

Jise jaan se barh kar hum chahte hai
Uski har nishani sambhal rakhi hai
Woh intezar ke pal ho ya yaadein purani
Hum ne dil se laga rakhi hai
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #402 on: December 12, 2005, 05:15:37 PM »
Quote from: "Saba_Saba"
Wowwww sab ne bohat achha likha hai
Keep it up Dears...... Usual Smile

Quote from: "waheed_rose2004"
hahaha  kahan lagi Saba....... tongue3   thanx........

yeh dil ki raah main urta gubaar kis ka hai
Woh ja chuka hay too phir intizaar kis ka hai
Nahin woh apna magar us ki raah bhi dekhoon
Dil-o-nazar pe bhala ikhtiyaar kis ka hai......................


Waheed seedhe dil par lagi .... Winking tongue3

Jise jaan se barh kar hum chahte hai
Uski har nishani sambhal rakhi hai
Woh intezar ke pal ho ya yaadein purani
Hum ne dil se laga rakhi hai


Thanxxxxxxxxxxxxxx   alot Saba,..........nice  reply  Saba....wonderfull....

ghum  ke  pataal  mein  tumhein  chaaha hai
humne   har  haal mein  tumhein  chaaha hai
jab darakhton mein  phool  aaye   the
bus  usi  saal mein  tumhein chaaha  hai ..........
Logged
Sonu
Guest
«Reply #403 on: December 13, 2005, 03:45:35 AM »
sabney bhut he acha likha hai dosto...

saba... waheed wonderful...

Ek nahi cahat mey girphtar huye hum
Teyri julph ki janzir key shikhar huye hum
Teyri baho mey samaney ki khvaesh leya
Her lemha jaan gavaney ko teyaar huye hum…
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #404 on: December 13, 2005, 04:28:30 PM »
Na jaane kyun dil se
ye awaaz aayi,
Milan se hai badke,
Tumhari judai,
In aankhoan k aansu,
Na kehlate moti,
Agar tum na hote
     Agar tum na hote...........................(nm)
Logged
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:34:41 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer