Dil

by klaskar on April 07, 2010, 03:47:38 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1243 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
kalam to bas ek bahana hai,
ehsaas-e-mohabbat likhta hai dil,
saanson ka bandhan aksar tut jaata hai,
chalti hai kalam aur rota hai dil...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: April 08, 2010, 09:09:50 AM »
Bahut umda Kapil Ji
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #2 on: April 08, 2010, 01:03:54 PM »
Wah Kya Baat Hai Kapil Bhai.. Bahut Hi Lajawab Alfaaz Likhe hain Dost.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #3 on: April 08, 2010, 01:11:39 PM »
Bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut umda Kapil Ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: April 08, 2010, 01:13:10 PM »
Bahut bahut shukriya Mann bhai...!!!

Wah Kya Baat Hai Kapil Bhai.. Bahut Hi Lajawab Alfaaz Likhe hain Dost.. Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
neelgold
Guest
«Reply #5 on: April 08, 2010, 10:44:28 PM »
Wah KApil ...... Kya likha hai
"KAMAL" words.... Beutiful ehsas...

Yeh love9(DIL)to fir  love9 hai
Iske tootne ka Gum na Kar..
Aur bi Gum hai duniya main Mohobat ke sifa,
Ek Mohobat lut gaye to yeh ankhain num na kaar..
Mohabbat hi hai Ehsas tumre likhne ka
Yeh nahi rehi to kya hua par Tu yeh Janon kum na kar.....
kalam to bas ek bahana hai,
ehsaas-e-mohabbat likhta hai dil,
saanson ka bandhan aksar tut jaata hai,
chalti hai kalam aur rota hai dil...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: April 09, 2010, 03:02:48 PM »
Bahut bahut shukriya Neel... aapka "Kamal" kehna hamari kavita ki khoobsurti ko aur badha deta hai... bahut bahut shukriya Neel...

Aur aapne ne bahut khoob likha hai ... bahut pyare alfaz likhe hain...

chahte ghazal likhna hum mohabbat k naam hain,
par kalam chalti hai to kuch aur hi likhta hai,
hum to uski mohabbat ko kab ka bhula chuke hain,
par ab mohabbat k naam pe sirf gham hi dikhta hai,

afsos is baat ka nahi hai ki wo hamare na huye,
afsos to ye hai ki wo ab bhi khwabon me dikhte hai,
junoon to kalam me kal bhi tha aaj bhi hai,
par ab hum kalam se bas dard hi likhte hai...


Wah KApil ...... Kya likha hai
"KAMAL" words.... Beutiful ehsas...

Yeh love9(DIL)to fir  love9 hai
Iske tootne ka Gum na Kar..
Aur bi Gum hai duniya main Mohobat ke sifa,
Ek Mohobat lut gaye to yeh ankhain num na kaar..
Mohabbat hi hai Ehsas tumre likhne ka
Yeh nahi rehi to kya hua par Tu yeh Janon kum na kar.....

Logged
cara
Guest
«Reply #7 on: April 09, 2010, 03:12:38 PM »
Wah kya baat hai       Klaskar ji......


kalam kya likh payenga
kisi ka ehsaas-e-mohabbat
kalam toh wo hi likhega
jo likhne ko kahega "DIL"
jis din "DIL" ka dharakna band hojayega
us din sey kalam kahan likh payenga....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: April 09, 2010, 03:59:28 PM »
Bahut bahut shukriya Cara ji... aur aapne bhi khoob likha hai...

kabhi dil ki sunke likh lete hain hum,
kabhi dhadkane kuch kehti hain humse,
dil ne agar dhadakna band kar diya to ,
us din maut ko mohabbat ho jayegi humse...

Wah kya baat hai       Klaskar ji......


kalam kya likh payenga
kisi ka ehsaas-e-mohabbat
kalam toh wo hi likhega
jo likhne ko kahega "DIL"
jis din "DIL" ka dharakna band hojayega
us din sey kalam kahan likh payenga....
Logged
kamal.shayari
Guest
«Reply #9 on: April 09, 2010, 04:39:15 PM »
Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai…
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: April 09, 2010, 06:30:53 PM »
Bahut khoob Kamal ji...

dhadakne ko tute dil me bhi dhadakte hain,
pehle akele dhadakta tha, ab tukdo me dhadakta hai...

Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai…
Logged
neelgold
Guest
«Reply #11 on: April 09, 2010, 09:41:35 PM »
Wah Kamal Ji apP KA TO NAAM hi Kamal hai aur vaise hi app ne likha bi hai
Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai…
Logged
neelgold
Guest
«Reply #12 on: April 09, 2010, 09:47:47 PM »
Aap ka Ehsas bi khobsorat hai,
AAp ka haar Kalam khoobsorat hai ,
Aap Mohabat ka naam likho Ya Gum ke naam..
AAp ka haar Anadaz Behad khoobsorat hai !!!!!!!!!!

Aap vaikye main hi "KAmal" HAap baat ka aap ke paas jawab hai ...
Bahut bahut shukriya Neel... aapka "Kamal" kehna hamari kavita ki khoobsurti ko aur badha deta hai... bahut bahut shukriya Neel...

Aur aapne ne bahut khoob likha hai ... bahut pyare alfaz likhe hain...

chahte ghazal likhna hum mohabbat k naam hain,
par kalam chalti hai to kuch aur hi likhta hai,
hum to uski mohabbat ko kab ka bhula chuke hain,
par ab mohabbat k naam pe sirf gham hi dikhta hai,

afsos is baat ka nahi hai ki wo hamare na huye,
afsos to ye hai ki wo ab bhi khwabon me dikhte hai,
junoon to kalam me kal bhi tha aaj bhi hai,
par ab hum kalam se bas dard hi likhte hai...


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: April 10, 2010, 12:07:36 AM »
bahut khoob likha hai aapne bhi Neel...

hamare har ehsaas ko khoobsurat aapne banaya hai,
hamare har ghazal ki khoobsurti aapse hi hai,
hamare andaaz ko khoobsurat aapne banaya hai,
hamare haseen aaj ki shuruwaat aap se hi hai.....


Aap ka Ehsas bi khobsorat hai,
AAp ka haar Kalam khoobsorat hai ,
Aap Mohabat ka naam likho Ya Gum ke naam..
AAp ka haar Anadaz Behad khoobsorat hai !!!!!!!!!!

Aap vaikye main hi "KAmal" HAap baat ka aap ke paas jawab hai ...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: April 10, 2010, 12:31:56 AM »
Achchhi mehfil jamai hai aap dono ne Kapil Ji Aur Neel Ji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:16:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer