Dil To Mera Hai "Khwaish"

by khwaish on May 26, 2012, 03:27:12 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1939 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Mai.n Uss Ke Badal Jaane Ka Yakeen Kaise Kar Loon "Faraaz".....
Suna Hai Phool Murjha Jaate Hai Magar Khushboo Dena Nahi Chodhte..



Adhoori Si Zindagi Mehsoos Hoti Hai
Mujhe Teri Kami Mehsoos Hoti Hai

Yeh Aankhein Shabnami Si Hui Hai Aaj
Inn Mei.n  Ek Namee Si Mehsoos Hoti Hai

Mere HontoN Par Tera Naam Kaampta Reh Gaya
Judai mein Ek Tadap Si Mehsus Hoti Hai

Humesha Saath Rehne Ki Kasame Khaai Thi
Woh KasameTeri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Mera Hai Par Iss Mei.n Dhadkane Teri
Haqeeqat Yeh Bhi Kabhee Mehsoos Hoti Hai

Faasle Bahut Hai Par Phir bhi Hum Door Nahi
Har Jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Yuhii Likh Taa Hai Haal-e-Dil Apna..!!!!
Padhne Mein Yeh Kyon Ghazal Si Mehsoos Hoti Hai


             ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
albelamai
Guest
«Reply #1 on: May 26, 2012, 04:32:28 PM »
jabardast
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #2 on: May 26, 2012, 06:01:59 PM »
Mai.n Uss Ke Badal Jaane Ka Yakeen Kaise Kar Loon "Faraaz".....
Suna Hai Phool Murjha Jaate Hai Magar Khushboo Dena Nahi Chodhte..



Adhoori Si Zindagi Mehsoos Hoti Hai
Mujhe Teri Kami Mehsoos Hoti Hai

Yeh Aankhein Shabnami Si Hui Hai Aaj
Inn Mei.n  Ek Namee Si Mehsoos Hoti Hai

Mere HontoN Par Tera Naam Kaampta Reh Gaya
Judai mein Ek Tadap Si Mehsus Hoti Hai

Humesha Saath Rehne Ki Kasame Khaai Thi
Woh KasameTeri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Mera Hai Par Iss Mei.n Dhadkane Teri
Haqeeqat Yeh Bhi Kabhee Mehsoos Hoti Hai

Faasle Bahut Hai Par Phir bhi Hum Door Nahi
Har Jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Yuhii Likh Taa Hai Haal-e-Dil Apna..!!!!
Padhne Mein Yeh Kyon Ghazal Si Mehsoos Hoti Hai


             ~~~~~Khwaish~~~~~


waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: May 26, 2012, 06:20:09 PM »
bahot khoob Khaish ji
khus rahie
muskurate rahie
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: May 26, 2012, 06:22:00 PM »
khawahish Jee Aadaab!


janab bade khoob aur achche khayaal pesh karte haiN
aap... aapki kalaamoN meiN behad achche ahsaas hote
haiN... Usual Smile

YeH bhi kalaam ke ahsaas O khayaal behad khoob rahe..
Humari dili daad O mubbarakbad kabul kijiye.... Usual Smile

Par janab hume jahaaN tak aapke likhane ke bare meiN
pata hai aap achcha khasaa likhate haiN... tecnicaly
and gramaticaly aapki kalaam lag bhag achchi hi hoti
hai par is kalaam meiN jaane kitni khaamiyaaN aapne
chhod di... ? shayad waqt ki kami ho... Usual Smile

Khair likhate rahiye... aate rahiye..
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile
                  

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: May 27, 2012, 05:03:09 AM »
waah waah bahut khoob
Logged
ripan dev
Guest
«Reply #6 on: May 27, 2012, 12:34:38 PM »
khawahish ji bahut hi zabardast kalam chalai hai aapne ...... dhero daad  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
laaiba
Guest
«Reply #7 on: May 27, 2012, 03:11:21 PM »
Mai.n Uss Ke Badal Jaane Ka Yakeen Kaise Kar Loon "Faraaz".....
Suna Hai Phool Murjha Jaate Hai Magar Khushboo Dena Nahi Chodhte..



Adhoori Si Zindagi Mehsoos Hoti Hai
Mujhe Teri Kami Mehsoos Hoti Hai

Yeh Aankhein Shabnami Si Hui Hai Aaj
Inn Mei.n  Ek Namee Si Mehsoos Hoti Hai

Mere HontoN Par Tera Naam Kaampta Reh Gaya
Judai mein Ek Tadap Si Mehsus Hoti Hai

Humesha Saath Rehne Ki Kasame Khaai Thi
Woh KasameTeri Badi Mehsoos Hoti Hai

Dil To Mera Hai Par Iss Mei.n Dhadkane Teri
Haqeeqat Yeh Bhi Kabhee Mehsoos Hoti Hai

Faasle Bahut Hai Par Phir bhi Hum Door Nahi
Har Jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai

"Khwaish" Yuhii Likh Taa Hai Haal-e-Dil Apna..!!!!
Padhne Mein Yeh Kyon Ghazal Si Mehsoos Hoti Hai


             ~~~~~Khwaish~~~~~

just beautiful matla ghzal ki jaan hai ..waah waah....
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: May 27, 2012, 03:59:43 PM »
Bahut khooob !!
Logged
akashsharma1990
Guest
«Reply #9 on: May 27, 2012, 04:17:19 PM »
bohot khub....
isi baat pr ek rau aur
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: May 28, 2012, 03:05:29 AM »
lajawab khawahish ji dhero daad ..au rau bhi
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #11 on: September 10, 2012, 10:23:07 AM »
Mai.n Uss Ke Badal Jaane Ka Yakeen Kaise Kar Loon "Faraaz".....
Suna Hai Phool Murjha Jaate Hai Magar Khushboo Dena Nahi Chodhte..



Adhoori Si Zindagi Mehsoos Hoti Hai
Mujhe Teri Kami Mehsoos Hoti Hai

Yeh Aankhein Shabnami Si Hui Hai Aaj
Inn Mei.n  Ek Namee Si Mehsoos Hoti Hai                     Applause Applause Applause

Mere HontoN Par Tera Naam Kaampta Reh Gaya
Judai mein Ek Tadap Si Mehsus Hoti Hai                      Applause Applause Applause

Humesha Saath Rehne Ki Kasame Khaai Thi
Woh KasameTeri Badi Mehsoos Hoti Hai            Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Dil To Mera Hai Par Iss Mei.n Dhadkane Teri
Haqeeqat Yeh Bhi Kabhee Mehsoos Hoti Hai                Applause Applause

Faasle Bahut Hai Par Phir bhi Hum Door Nahi
Har Jagah Teri Hi Sar-Zameen Mehsoos Hoti Hai  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

"Khwaish" Yuhii Likh Taa Hai Haal-e-Dil Apna..!!!!
Padhne Mein Yeh Kyon Ghazal Si Mehsoos Hoti Hai       Bohat Khub!  Clapping Smiley


             ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:02:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.437 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer