~~*Dil-E-Gulzar*~~

by badnaam_shayar on June 08, 2006, 04:58:42 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3849 times)
badnaam_shayar
Guest
«Reply #15 on: June 11, 2006, 04:40:43 PM »
Gud Job Gumnam bhai and Hannu..keep it up man

Dard ki tum kya baat karte ho.....
Yaad me unki humne Dil jala rakha hai......

Na basar kia khushion ke mele me toh kya......
Humne Dard ka Ashiana saja rakha hai......

Dil-E-Gulzar na sahi toh kya.....
Humne tumhe Raah Guzar toh bana rakha hai......

Dekhna kabhi apni palkein utha ke tum bhi.....
Humne tumhari Yaadon ka Samander bana rakha hai.........!!!!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Gulzar Lagta Hai by FAREE in Shayeri for Dard -e- Bewafai
gulzar by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Gulzar - Baat Pashmine Ki - Part 1 by Roja in Share Video
Uzda Gulzar..!! by Áɑѕӈίգ in Ghazals
Dil ki bagiya gulzar hai by Dhani in Shayri for Khumar -e- Ishq
ranjana
Guest
«Reply #16 on: June 11, 2006, 04:48:47 PM »
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
shukriya Gumnam ji..........

un tute taaro mein dekha maine akas tumhara
lage they hamko woh tutate taare bhi payare.
WAHHHHHHHHHHHHHH.........

Tum tut gaye taaro ko na bhul jana ye HUMNASHI,
Ki hum bhi un taaro mein se hi hai,jo karte hai deedar tera....


khub.............

ek khawish rahi meri ki gagan ko chum  lu
haath bada ke apne khawabo ko chhoo lu
par jab haath badaya toh sirf andhera tha
woh tutata taara na tera thaa na mera thaa
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #17 on: June 11, 2006, 04:54:20 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
shukriya Gumnam ji..........

un tute taaro mein dekha maine akas tumhara
lage they hamko woh tutate taare bhi payare.
WAHHHHHHHHHHHHHH.........

Tum tut gaye taaro ko na bhul jana ye HUMNASHI,
Ki hum bhi un taaro mein se hi hai,jo karte hai deedar tera....


khub.............

ek khawish rahi meri ki gagan ko chum  lu
haath bada ke apne khawabo ko chhoo lu
par jab haath badaya toh sirf andhera tha
woh tutata taara na tera thaa na mera thaa


GUd Reply Ranju

Tum taaron ki kya baat karte.....
Tumhare liye hum Chand sirr Zameen par le ayenge......

Dekh ke Pyar mera......
Iss Dunia ke Nafrat bhare Dil bhi pighal jayenge.......

Mahobbat me Dard ka bhi ek hissa hai.....
Sunata hai jab koi toh Dard bhi ek kissa hai.......!!!!!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #18 on: June 14, 2006, 03:14:18 PM »
Quote from: "ranjana"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
shukriya Gumnam ji..........

un tute taaro mein dekha maine akas tumhara
lage they hamko woh tutate taare bhi payare.
WAHHHHHHHHHHHHHH.........

Tum tut gaye taaro ko na bhul jana ye HUMNASHI,
Ki hum bhi un taaro mein se hi hai,jo karte hai deedar tera....


khub.............

ek khawish rahi meri ki gagan ko chum  lu
haath bada ke apne khawabo ko chhoo lu
par jab haath badaya toh sirf andhera tha
woh tutata taara na tera thaa na mera thaa
bahut khub....


Kal shaam jab dard-e-judai jabt ki had se gujra tha,
tab meri aankhein chhalki thi,tab koi taara tuta tha.
jo aapke daaman tak na pahucha,wo aansu mera apna tha,
un aansuo ki kimat kuchh bhi na thi,par aapka daaman ujla tha.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 09:06:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer