do dosto

by Himani Agarwal on November 26, 2004, 04:24:27 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 3269 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #30 on: December 01, 2004, 08:34:09 AM »
shukriya arun bhai.............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
SHARYAR DOSTO K NAAM by TANHA in Shayri-E-Dard
Shayri ki dunia ke dosto by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
dosto ke naam (manoj,talat,nishita) by samnoj in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 35 36 »
Yom-e-aazaadee mubaarak ho tumhain ae dosto! by abdbundeli in Occassion Specific Poetry
DOSTO by amarhellboy in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Meena
Guest
«Reply #31 on: December 01, 2004, 04:15:58 PM »
thank u dostoooooo!  Usual Smile

sab ne bohot hi acha likha hai! esp pooja i liked ur sher:

"Is jamane mai, dosto se wafa ki baat karty ho
kis jamane ke ho dost, kaise yah baat karty ho!!!!!"

fantastic!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #32 on: December 04, 2004, 07:29:28 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "Pooja"
Dost niyat nahi, ek insaan hota hai
her insaan, zazbato se bhara tufaan hota hai
jo sambhal na sake apne tufaan ko dost ke khatir
mere dost, wo dosti ke kabil nahi hota hai!!!!


wow pooja...........bahot bhot bahot khoob........ very nice arun bhai........

Maazrat Ban Kar Bhi Usko Mil Hi Saktay Hein Waheed
Yeh Zaroori To Nhi Usko Sazaa Ho Kar Milein..........
wo sham kitni zalim thi jis din usay jana tha
wo udass nighahoon se bar bar mujhay dekh raha tha
us ki ankhian shayed yehee kehna chahti thain
k abhi humharee dosti ka aik hissa baqi hai

usay alwida kertay mujhay aaisa lag raha tha
jasey main hathoon se apna chera chupa raha tha
aaj bhi ye pal yaad aatay hain tu soochta hon
k abhi humaree dosti ka eik kissa baqi hai

mujhay aaj bhi serdiyoon ki wo raat yaad hai
kiasey tanoon se usay main ne chalni kia tha
us pal bhi wo mujh se bas yahi kehta raha
k abhi humaree dosti ka eik lamha baqi hai

jis shaksh ne humharee dosti ko rond dala
jis shaksh ne humharay sapnoon ko toor dala
usi shaksh ki aaj dil main bohat izzat hai
ki abhi humaree dosti ka eik jazba baqi hai

kis qader roshni kis qader zindagi hai yahan
yahee kuch tu wo apnay her khat main likhta hai
aur main isi baat per khush ho jata hoon ai dost
k abhi humaree dosti ka eik silsala baqi hai


shukriya arun bhai........
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #33 on: December 04, 2004, 09:01:10 AM »
very nice vvaheed bhai!!!


pooj ji n nino ji ne bhi bahot achcha likha hai


 :lol:  :oops:  :lol:  :oops:  :lol:
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #34 on: December 07, 2004, 06:10:57 AM »
thanx heart..............
Logged
sharmaarunkumar
Guest
«Reply #35 on: December 09, 2004, 07:35:09 AM »
>>kis qader roshni kis qader zindagi hai yahan
yahee kuch tu wo apnay her khat main likhta hai
aur main isi baat per khush ho jata hoon ai dost
k abhi humaree dosti ka eik silsala baqi hai<<

Wah wah!! Great Lines!!! Bahut Badhiya!!!!Excellent!!Waheed Bhai!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #36 on: December 09, 2004, 07:58:49 AM »
Quote from: "sharmaarunkumar"
>>kis qader roshni kis qader zindagi hai yahan
yahee kuch tu wo apnay her khat main likhta hai
aur main isi baat per khush ho jata hoon ai dost
k abhi humaree dosti ka eik silsala baqi hai<<

Wah wah!! Great Lines!!! Bahut Badhiya!!!!Excellent!!Waheed Bhai!!!


Shukriya Arun Bhai...........Your Most Welcome............. Usual Smile  tongue3
Logged
akela
Guest
«Reply #37 on: December 09, 2004, 08:59:25 AM »
nice all!!!!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #38 on: December 11, 2004, 07:01:43 AM »
shukriya akela.............
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #39 on: July 01, 2005, 09:07:47 PM »
Quote from: "Himani Agarwal"
Do doston ko milane mein hamne ye zakhm paaye hai
wo to ho gaye apne aj ham hi paraye hain.



it's really great himani ji
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #40 on: July 02, 2005, 06:20:33 AM »
Quote from: "Nino"
Thanks pooja ji


Arz kiya hai

Bewaafai  dosti mein nahi insaan mein hoti hai
Zamana kabhi nahi badelta , wo sirf niyaat insaan ki badelti hai


wah kya khoob likha hai sab na.......good good!!!!!
And nino ji 2 lakh kee baat kah dee apna
welcome to yoindia "himani" and "shareef munda"
Logged
waquif ansari
Guest
«Reply #41 on: October 22, 2009, 11:28:45 AM »
Good lines. Keep writing.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:26:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer