Do Lafz The Ik Baat Thi.

by majid on June 08, 2009, 08:16:24 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2048 times)
madhuwesh
Guest
«Reply #15 on: June 10, 2009, 10:16:32 AM »
very very nice Shihab ji,Bahut acha likha sabhi ne. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
aik lafz by gulzargul in Miscellaneous Shayri
do lafz(gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
lafz(gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ghazal:maiN baat dil se kahta huuN yah baat merii maaniYe! by divyam in Ghazals
LAFZ.............(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
shab
Guest
«Reply #16 on: June 12, 2009, 11:35:17 AM »
AAPKA QALAAM KAABIL-E-TAARIF HAI SHIHAAB SAHAB.
UMMID HAI AAP ISI TARAH IS MEHFIL ME RAUNAK LAAYE
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #17 on: February 05, 2010, 10:11:19 AM »
OMG kya Baat hai Shihab .. MashaAllah Bahoot Bahoot Umda Peshkash.. Lajawaab creation !

Maine kaise isse Miss kar diya !

Bahoot Khoob Azeem , Pooja and Sanam ji.. Aaplogo ne tho Mehfil me char chand laga diye !
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #18 on: February 05, 2010, 03:36:30 PM »
Usual Smile

Teri Chahat hi Meri Nazm Hai Yaara
Ab tumare Siwa koi lagta Nahi Pyaara !!

Divya !



Logged
malli
Guest
«Reply #19 on: February 11, 2010, 01:33:45 PM »
Tum The To Jaise Khushiyon Ki Bahaar Thi.
  Zindagi Bhala Aise Kahan Ghumkhwaar Thi.

  Dil Ki Deewaron Pe Woh Teri Yaadon Ki Kirne
  Labon Pe Tabassum Ki Kaliyan Beshumar Thi

  Sazti Thi Aksar Mehfilein Unhi ke Naam Se
  Aise To Na Khamoshiyan Humpe Sanwaar Thi.

  Socha Na Tha Tu Karega Ruth Ne Ka Yun Faisla
  Do Lafz The Ik Baat Thi Aisi Kahan Taqraar Thi.



Bahut bahut khoob ..... Maine aaj hi dekha ye post dear majid... bahut khoob. sorry for late reading and commenting.
Logged
malli
Guest
«Reply #20 on: February 11, 2010, 01:36:28 PM »
Teri umeed per jeene se hasil kuch nahi, lekin

Agar yu bi na dil ko aasra dete, to kya hota?
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #21 on: February 11, 2010, 06:59:30 PM »
Tum The To Jaise Khushiyon Ki Bahaar Thi.
  Zindagi Bhala Aise Kahan Ghumkhwaar Thi.

  Dil Ki Deewaron Pe Woh Teri Yaadon Ki Kirne
  Labon Pe Tabassum Ki Kaliyan Beshumar Thi

  Sazti Thi Aksar Mehfilein Unhi ke Naam Se
  Aise To Na Khamoshiyan Humpe Sanwaar Thi.

  Socha Na Tha Tu Karega Ruth Ne Ka Yun Faisla
  Do Lafz The Ik Baat Thi Aisi Kahan Taqraar Thi.



bahut khoob shihab ji..aur baaki  sab ne bhi bahut hi achi mehfil jamayi hai..lajwaab..
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #22 on: February 11, 2010, 07:08:46 PM »
Shukriya shihab ji..ji zarur main bhi kuch likhne ki koshish karti hu...

Khud ko gamo k hawale kar diya tha humne,
har taraf bus yado ki baraat thi,
kuch beete lamhe the guzre kuch khayalat the..
ankahe se do lafz the aur ansuni si ik baat thi......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #23 on: February 11, 2010, 07:42:25 PM »
bahut khoob ji...shihab ji ek chhoti si request hai..jab kabhi aap likhte ho tou unme kuch urdu words use hotee hai main chahungi ki aap un lafzo ka matlab bhi agar likh diya kare tou asani rehti hai smjhne mein..kayi aese alfaz hai urdu k jinse main wakif nhi hu aur bhi kayi members honge jo wakif nhi honge..tou aap plzz meanings bhi sath mein likh de tou badi meherbani hogi ji...khair aage badhte hai...


Maine use bus itna kaha ki mujhe terri zarurat hai,
merri tanhai mein bus terri hi murat hai,
usne kaha mujhe terri nhi kisi aur ki chaht hai..
terri mhbt se zyada maut kahiin zyada khubsurat hai......
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #24 on: February 11, 2010, 09:13:42 PM »
ok thik hai ji...

Ek bedard ko humne dil kya de diya,
sara zamana hi badla nazar aane laga,
hum baithe rahe diye k jalne ki aas mein..
aur vo kahiin aur hi apni lau jalane laga......
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:13:14 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.147 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer