Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 12
Print
Author  (Read 12464 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Doli Uthi Hai Uski, Shehnaion Ke Saath,..
Meri Uthi Hai Mayyat, Ruswaion Ke Saath,..

Mayyat Pe Meri Akar Koi Na Ro Raha Tha,..
Sab Has Rahe The Milkar, Harjaion Ke Saath,..

Mera Janazaa Ghar Se Jab Do Kadam Hi Nikla,..
Ghar Jal Utha Tha Mera, Parchaion Ke Saath,..

Shayad Farishte Aakar Mujhko Kabar Mein Bole,..
Kaise Guzar Rahe Hain, Tanhaion Ke Saath,..

Phir Bhi Dua Hai Apni Us Befawaa Ki Khateer,.
Khele Wo Zindagi Bhar Roshion Ke Saath,..

______________-Azeem-________________


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Delicate_Doll
Guest
«Reply #1 on: April 10, 2006, 11:04:52 AM »
bahut khoob jaanasheen jee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 10, 2006, 11:18:21 AM »
Quote from: "salma4u"
bahut khoob jaanasheen jee


Shukriya Salma Ji,..

Gar Jashn Manana Tha Tumhe To Pehle Mujhko Dafnaa Lete,..
Mujhko Chord Ke Sheher Khamosha Mein Phir Baad Mein Jashan Manaa Lete,..

Kuch Din To Guzar Jaane Dete Tum Gair Ki Saij Sajaa Lete,..
Apna Haathon Rukhsat Karke Bashauq Baraat Bulaa Lete,..

____________________-Azeem-________________________
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: April 10, 2006, 11:23:50 AM »
Surkh Joda Pehen Kar Shaadi ka,..
Meri Mayyat Par Kyun Tum Haste Ho,..
Kaise Zalim Ho Tum,..
Apne Aashiq Ki Muft Mein Bekaasi Udaate Ho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: April 10, 2006, 11:52:21 AM »
Kis Kadar Nadaan The Hum Logon Ke Dhoka Khaa Gaye,..
Patharon Ke Sheher Mein Aaina Lekar Aa Gaye,.
Jab Suna Sabne Mere Dil Ka Gham Doston,.
Jis Taraf Bhi Dekha Humne Jaanasheen Gham Ke Badal Chaa Gaye,..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #5 on: April 10, 2006, 11:56:07 AM »
Good ones Janasheen ...
Good job ...
Keep it up ...
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #6 on: April 10, 2006, 11:56:53 AM »
very nice Jaanasheen



roshni ho tumhe mubarak
muje mere saaye ke saath rehne do.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #7 on: April 10, 2006, 11:58:46 AM »
Saaye ka saath jitna zaroori hai,
Utna hi saath roshni ka bhi zaroori hai,
Raat mein taaro ka chamakna,
Unki zaroorat nahi majboori hai ...
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #8 on: April 10, 2006, 12:00:33 PM »
Good one JHL

Majboori meri koi kab samjha
bas khafa hue aur rooth kar chal diya
roothna bhi theek that
gar manane se man jaate to
Logged
mohsin akhter
Guest
«Reply #9 on: April 10, 2006, 01:19:27 PM »
chuki palke khamos lab har waqt kayamat hote hai
na jane teri julf ke sayo main kitne aasiq sote hai
tu mujh se kafa hokar juda ho gai
aur hum bewafai ke ilzaam par rote hai
Logged
chatingforever
Guest
«Reply #10 on: April 10, 2006, 01:23:59 PM »
NAFRAT THI HUMSE TOU PYAR KYU KIYA..

DENA THA ZEHAR TOU IZAHAR KYU KIYA ..

DEKE ZEHAR KHETHE HOOO PENA HOGA ..

JAB PIII GAYE ZEHAR TOU ABB KHETE HO JINA HOGAA...........
-----------------------------------------------------
VERY NICE JANESHEEN
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 12, 2006, 05:57:52 AM »
Shukriya Doston,..

Us Befawa Ki Zaat Pe Mujhko Hai Ye Gilaa,..
Sun Ke Bhi Meri Mout Ka Aaya Na Bewafaa,..
Marke Bhi Uske Waste Apni To Hai Duaa,..
Jisne Mitaa Diya Mujhe Wo Khush Rahe Sadaa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: April 12, 2006, 08:11:10 AM »
Unke Zakham Aise The Ke Hume Har Pal Muskuraana Pada.,..
Dil Mein Lakhon Gham The Phir Bhi Sab Se Choopaana Pada,.

Dil Lagakar Meri Halat Kuch Aisi Kar Di Unhone ,..
Ke Har Ghadi Mujhe Apni Halat Par Pachtaana Pada,..

Kosta Raha Kismat Aur Taqdeer Ko Apni Main Hamesha,..
Dil Mein Lakhon Gham The Mere, Phir Bhi Sab Ko Hasaana Pada,..

Kahin Wo Badnaam Na Hojaaye Meri Khaateer,..
Isliye Sare Ilzaam Mohabbat Ke Mujhko Uthaana Pada,..

Har Pal Main Wafaa Nibhaata Raha Unse Magar Phir Bhi,..
Unki Khateer Mujhe Khudpe Azmaana Pada,..

Unke Liye Maine Zamaane Ko Dushman Banaya,..
Unki Khuhsi Ke Liye Mujhe Gham Se Takraana Pada,..

Jab Zikar Aya Apni Mohabbat Ka Teri Mehfil Mein Jaanasheen,..
To Mujhe Teri Nibhayi Hui Mohabbat Par Sharmaana Pada,..

_______________-Azeem-_____________


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: April 13, 2006, 02:36:05 PM »
Nigahein Milakar Kiya Dil Ko Zakhmi,.
Adaayein Dikhakar Sitam Dhaa Rahe Ho,..
Wafaon Ka Bhi Kya Khoob Badla Diya Hai,..
Tadarpta Hua Chordkar Jaa Rahe Ho,..
[nm]
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 14, 2006, 10:50:35 AM »
Zindagi Ne Meri Mujhe Har Pal Rulaya Hai,..
Maine Bhi Dil Pe Chot Khake Veerane Mein Ghar Basaya Hai,..
Ek Baar jab Main Muskuraya To Umar Bhar Aansoon Bahaya Hai,..
Shayad Khuda Ne Hi Mere Haathon SE Khushi Ki Lakheer Mitaaya Hai,.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:10:35 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer