Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12
Print
Author  (Read 12396 times)
Pooja
Guest
«Reply #105 on: June 12, 2006, 02:33:54 PM »
wah bahoot khoob JHL ji last line kamal ki likhi hai apne... bahoot khoob JSheen!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #106 on: June 13, 2006, 06:23:57 AM »
Shukriya Pooja Sis,..
Gar App Kuch Likh Dete To Seekhne Ka Maukha Milta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #107 on: June 13, 2006, 06:32:02 AM »
Khabar Mere Marne Ki Sunte Hi Dekho,..
Wo Haathon Mein Mehandi Rachaane Lage Hain,..
Safar Akhri Hai Koi Unse Kehde,..
Janaaza Mera sab Uthaane Lage Hain,..

Udhar Surkh Joda Hai Unke Badan Par,..
Idhar Tann Ko Dhampa Hai Maine Kafan Se,..
Idhar Meri Mayyat Par Matam Hai Ishrat,..
Udhar Banke Dulhan Wo Jaane Lage Hain,..

________________________________-Ata Ullah Khan-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #108 on: June 17, 2006, 08:18:24 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Saaye ka saath jitna zaroori hai,
Utna hi saath roshni ka bhi zaroori hai,
Raat mein taaro ka chamakna,
Unki zaroorat nahi majboori hai ...


Chamakte Hain Taare Jaane Kya Unki Majboori Hai,..
Mil Nahi Paate Wo Zameen Ko Itni Unki Doori Hai,..

Hum To Taaron Ka Bhi Samna Karna Sake,..
Roshan Hokar Bhi Kisi Ko Ujaala De Na Sake,..

Ye Apni Majboori Hai Ya Mukaddar Apna,..
Jisko Chaha Tha Uske Bhi Hum Ho Na Sake,..

_______________________________-Kismat-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #109 on: June 17, 2006, 08:20:18 AM »
Quote from: "vikas2210"
Jaanasheen ji great.........

bahut dard seh chuke hai ab
yun na muskurao ke mujhe
phir zindgi se payar ho jayee


Zindagi Se Ab Hume Pyaar Na Raha-
Chahe Tum Muskuraa Lo Jitna Bhi-
Mare Hue Kabhi Wapas Nahi Aate Vikas-
Chahe Tum Bulaa Lo Jitna Bhi-

-Kismat-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #110 on: June 17, 2006, 08:21:32 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Shukriya Vikaas Bhai,..

Ye Dard To Tere Mere Pyaar Ki Nishaanian Hain,..
Tere Muskuraate Hi Kaise Bhoola Doon Main Ise,..


Bhoona Pardhta Hai Dost Kabhi Kisi Ke Dard Ko-
Warna Zindagi Bhar Ke Liye Muskuraa Na Bhool Jaaoge-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #111 on: June 18, 2006, 10:05:29 AM »
Nice One Kismat Bhai,..
Lage Raho,..

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar Ke Hawaale Humne,..
Hum Ko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,..
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,...

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #112 on: June 18, 2006, 11:36:36 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Kismat Bhai,..
Lage Raho,..

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar Ke Hawaale Humne,..
Hum Ko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,..
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,...

____________________________________-Jaanasheen-


shukriya jaan bhai for appreciating.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #113 on: June 18, 2006, 12:41:37 PM »
Ur welcome Brother,..

Yaad Aate Hain Wo Baatein,..
Jo Tum Mere Kaan Mein Kehte The,..
Yaad Aate Hain Wo Geet,..
Jise Har Waqt Tum Gungunaate The,..

Ab To Bas Yaadein Baakhi Hai,.
Carwaan Mohabbat Ka Kho Gaya,..
Jab Pehan Kar Jodaa Shaadi Ka,..
Tu Kisi Begaane Ka Jo Gaya,..

_____________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #114 on: June 18, 2006, 01:15:52 PM »
Thanks a lot Janasheen and Pooja for appreciation ...
And good job Janasheen and Kismat ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #115 on: June 18, 2006, 01:21:34 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "Jaanasheen"
Mehandi Ka Rang Jo Chada Tere Haathon Mein,..
Khuda Use Yun Hi Salamath Rakhe,..
Hum To Bad Dua Bhi Nahi De Sakte Tujhe,..
Ke Tujhe Humne Hi Kaha Tha Kabhi Mehandi Lagaane Ko,..
Afsos ke Ab Us Mehandi Par Naam Hamara Na Raha,..

___________________________________-Jaanasheen-


Naam jo tera nahi us mehandi par,
To rang kaise chadega mehandi ka haatho par,
Khuda use hamesha salamat rakhege,
Uske liye dua jo hai tere dono haatho par ...


Bahoot Khoob JHL Bhai.,..

Lagakar Mehandi Haathon Par Gair ke Naam Ki,..
Tune Mere Chaman Ko Veeraana Bana Diya,...
Jo Haqeeqat Thi Mohabbat Ki Apni,..
Usko Tumne Sar-e-Aam Fasaana Bana Diya,..
Ab Dekh Idhar Zara, Ke Teri Bewafaai Ne Mujhe,..
Kis Kadar Chot Di Dil Par, Aur Mujhe Deewana Bana Diya,..

_____________________________________-Jaanasheen-


Veerana to mera aashiyaan hai abhi tere bin,
Tune khud hi apni zindagi ki gardan marodi hai,
Deewana tujhe uski chot ne nahi tanhaai ne banaya hai,
Tujhe aur tadpayegi wo ki ab wo jaan gayi hai kya teri kamzori hai ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #116 on: June 20, 2006, 06:44:49 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Janasheen and Pooja for appreciation ...
And good job Janasheen and Kismat ...
Keep it up ...


Shukriya Bhai Appne Bhi bahoot acha Likha Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #117 on: June 20, 2006, 06:47:30 AM »
Thi Veeraane Mein Jis Ke Dum Se Roshiniaan,..
Ab Wohi Mere Ashiaane Ko Jalaakar Muskura Raha Hai,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #118 on: June 25, 2006, 05:15:31 PM »
Muskurane de use tere aashiyaane ko jalaakar,
Usne ek achha kaam kiya duniya ko roshan banakar ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #119 on: June 29, 2006, 07:40:03 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Muskurane de use tere aashiyaane ko jalaakar,
Usne ek achha kaam kiya duniya ko roshan banakar ...


Bahoot Khoob JHL Bhai,..

Raste Khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi Pathar Ke Hawaale Humne,..
Hum Ko Maloom Nahi Kya Shaai Hai Mohabbat,..
Ghar Apna Phoonk Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 09:17:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer