Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12
Print
Author  (Read 12548 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #120 on: June 29, 2006, 07:42:30 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Muskurane de use tere aashiyaane ko jalaakar,
Usne ek achha kaam kiya duniya ko roshan banakar ...


Nice One Bhai,..

Ujaala Mangne Aaya Tha Roshni Ki Bheek,..
Hum Apna Ghar Na Jalaate To Kya Karte,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #121 on: June 29, 2006, 08:52:55 AM »
Nice One Jaan Bhai And JHL Ji-
Appke Jaisa To Hum Likh Nahi Sakte Phir Bhi Koshish Karte Hain-

Na Din Ko Sakoon Hai Shakeer-
Na Raat Ko Sakoon Hai-
Ye Kaisa Hum Pe Umar-
Ishq Ka Junoon Hai-
Jo Rachaaye Hain Tune Haath Mehandi Se-
Wo Mehandi Nahi Hai Mere Dil Ka Khoon Hai-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #122 on: June 30, 2006, 05:19:40 AM »
Quote from: "Kismat ke Maare"
Nice One Jaan Bhai And JHL Ji-
Appke Jaisa To Hum Likh Nahi Sakte Phir Bhi Koshish Karte Hain-

Na Din Ko Sakoon Hai Shakeer-
Na Raat Ko Sakoon Hai-
Ye Kaisa Hum Pe Umar-
Ishq Ka Junoon Hai-
Jo Rachaaye Hain Tune Haath Mehandi Se-
Wo Mehandi Nahi Hai Mere Dil Ka Khoon Hai-


Are Bhai Ye To Ata Ulaah Khan Ji Ki Shayari Hai,..
Nice One,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #123 on: July 01, 2006, 07:35:11 AM »
Bhar Gaya Hai Dil Apna Chotein Kha Khakar,..
Ke Ab Dil Mein Koi Jagaah Nahi Zakhmon Ke Siwaa,..

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #124 on: July 01, 2006, 10:51:18 AM »
wah kaya baat hai Lil Bro... 2 good......

good one JHL JI and KKM Ji
Logged
Tosha
Guest
«Reply #125 on: July 01, 2006, 11:10:44 AM »
bahut khoob :D
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #126 on: July 01, 2006, 05:11:58 PM »
Thanks everyone here ...
Everyone else have too written well ...
Keep it up all ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #127 on: July 01, 2006, 05:17:46 PM »
Ho jaane de duniya ko roshan us roshni se,
Jo uthi hai tere aashiyane ko jalakar,
Bhar jaane uski aankhon ko aansu se,
Jo nikle tere chehre ko bhulakar ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #128 on: July 02, 2006, 05:49:28 AM »
Shukriya Pooja sis..
And Tosha Sis,..

Gar App Kuch Likhte To Seekhne Ka maukha Milta
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #129 on: July 02, 2006, 05:53:49 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Ho jaane de duniya ko roshan us roshni se,
Jo uthi hai tere aashiyane ko jalakar,
Bhar jaane uski aankhon ko aansu se,
Jo nikle tere chehre ko bhulakar ...


Bahoot Khoob kaha hai Bhai,..

Khuda Uske Aankhon Mein Kabhi Aansoon Na Laaye,..
Mile Bhi Gham Use Kabhi Yahan To Wo Muskuraaye,...

Mera Mukkaddar Hai Ke Mile Hai Zakham Mujhe Chahat Mein,..
Meri Barbaadi Par Yaaron Ab Naa Koi Aansoon Bahaaye...

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #130 on: July 02, 2006, 07:11:43 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
wah kaya baat hai Lil Bro... 2 good......

good one JHL JI and KKM Ji


thanks pankhuri-
Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #131 on: July 02, 2006, 07:13:54 AM »
Teri Bewaafi Ka Aashiqui Ka Matam Hai-
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai-
Andhera Hai Ghar Mein Mere Roshni Ka Matam Hai-
Zindagi Ki Raahon Mein Zindagi Ka Matam Hai-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #132 on: July 02, 2006, 07:31:28 AM »
Bahoot Khoob Likha Hai Kismat Bhai Apne,..

Matam Meri Barbaadi Ka Ho Raha Hai Ghar Mein Mere,..
Udhar Unke Jaane Ki Khushi Mein Sare Sheher Mein Jashn Manaye Jaa Rahe Hain,..

______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #133 on: July 02, 2006, 11:25:43 AM »
Thanks a lot Janasheen for appreciation ...
And nice one too ...
Nahut hi khoob likha hai ...
Keep it up ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #134 on: July 02, 2006, 01:14:47 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Thanks a lot Janasheen for appreciation ...
And nice one too ...
Nahut hi khoob likha hai ...
Keep it up ...


Shukriya Bhai,..

Logged
Pages: 1 ... 5 6 7 8 [9] 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:42:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer