Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
Print
Author  (Read 12550 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #135 on: July 02, 2006, 01:21:24 PM »
Kismat Mein Nahi Hai Jab Pyaar Kisi Ka,..
To Kis Baat Par Kare Afsos Aur Kis Baat Par Pachtaana Hai,..

Deti Hai Zakham Ye Duniya Ek Baar Hasakar Yaaron,..
Ghamon Ko Dil Mein Choopakar Aaj Phir Muskuraana Hai,..

Bade Armaan The Mere Ke Use Apna Banaoon Kabhi,..
Afsos Ke Aaj Mujhe Uska Naam Dil Se Mitaana Hai,..

Yaadein Jiski Bani Thi Sahara Mere Jeena Ka Kabhi,..
Aaj Dekho Yaaron Uski Har Cheez Ko Mujhe Bhoolana Hai,..

___________________-Azeem-_________________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #136 on: July 03, 2006, 10:51:54 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob Likha Hai Kismat Bhai Apne,..

Matam Meri Barbaadi Ka Ho Raha Hai Ghar Mein Mere,..
Udhar Unke Jaane Ki Khushi Mein Sare Sheher Mein Jashn Manaye Jaa Rahe Hain,..

______________________________________________-Jaanasheen-
shukriya jaan bhai-

Logged
Kismat ke Maare
Guest
«Reply #137 on: July 03, 2006, 10:54:05 AM »
Udhar Surk Joda Hai Unke Badan Par-
Idhar Tann Ko Dhampa Hai Maine Kafan Se-
Idhar Laash Par Meri Matam Hai Ishrat-
Udhar Banke Dulhan Wo Jaane Lage Hain-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #138 on: July 04, 2006, 05:53:38 AM »
Ur Welcome Kismat...
And Nice One,.

Doli Jab Gayi Uski Mera Janazaa Ruk Gaya,..
Ye Bhi Adab Tha Hamara ,Ke Use Mere Maut Ki Bhi Na Khabar Pahoonche,..

__________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #139 on: July 07, 2006, 01:28:33 PM »


Yaad Aayenge Tujhe Meri Chahat Ke Geet Kuch Is Tarah-
Tu Jinhe Chahkar Bhi Bhoolaana Sakogi-


________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #140 on: July 08, 2006, 08:29:22 AM »
Mili Hai Doli Tujhe Bahaaron Ki,..
Hume Mila Janaaza Apne Armaano Ka,..
Zameen Ki Khakh Tha Main Jo Khakh Mein Mil Gaya,..
Dekha Jo Sapna Kabhi Maine Aasmaano Ka,..

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #141 on: July 10, 2006, 04:51:35 PM »
Fantastic one Kismat and Janasheen ...
Keep it up both ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #142 on: July 10, 2006, 04:55:45 PM »
Dekha tha khwaab zameen mein dafn hone ka,
Jo pura kabhi ho na saka,
Socha tha unki uthti doli ke aaga jaan denge,
Par aisa kabhi ho na saka,
Ummeed thi ki wo kabr pe roz chadhayega,
Par unka aana kabhi ho na saka ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #143 on: July 11, 2006, 10:31:20 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Fantastic one Kismat and Janasheen ...
Keep it up both ...


Shukriya JHL bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #144 on: July 11, 2006, 10:32:52 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Dekha tha khwaab zameen mein dafn hone ka,
Jo pura kabhi ho na saka,
Socha tha unki uthti doli ke aaga jaan denge,
Par aisa kabhi ho na saka,
Ummeed thi ki wo kabr pe roz chadhayega,
Par unka aana kabhi ho na saka ...


Bahoot Khoob,..

Marne Ka Irada Tha Mujhe, Jab Tu Doli Par Baithi.,.
Kahin Teri Khushiaan Na Cheen Jaaye, Ye Sochkar Zinda Hoon,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #145 on: July 11, 2006, 02:48:36 PM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob.....

Teri saanse na ruk jaaye kahin meri saanso ke rukane se
le rahi hu her saans bas isi soch ke sath........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #146 on: July 12, 2006, 11:58:57 AM »
Quote from: "Pooja"
wah kaya baat hai, bahoot khoob.....

Teri saanse na ruk jaaye kahin meri saanso ke rukane se
le rahi hu her saans bas isi soch ke sath........


Waah Sis Bahoot Khoob,..

Kahin Tu Ruswaa Na Hojaaye Mehfil Mein,..
Isliye Maine Tera Naam Lena Chord Diya,..
Kaha Tha Tune Kabhi Mujhse Ke Tu Meri Saanson Mein Basi Hai,..
Dekh "Jaanasheen" Aaj Humne Saan Bhi Lena Chord Diya,.

_____________________________________-"Jaanasheen"
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #147 on: July 16, 2006, 05:12:02 PM »
Good one Janasheen and Pooja ...
Keep it up both ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #148 on: July 16, 2006, 05:15:27 PM »
Kahi uski khushbu saanso se nikal na jaaye,
Isiliye humne saanso ko lena chhod diya,
Kahi usko hamari nazar na lag jaaye us darr se,
Humne apne har khwaab ko apni palko pe hi tod diya ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #149 on: July 18, 2006, 12:37:52 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Good one Janasheen and Pooja ...
Keep it up both ...


Shukriya JHL Bhai.,..
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 02:48:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer