Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Author  (Read 12391 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #150 on: July 18, 2006, 12:39:21 PM »
Doli Ye Teri Deti Hai Sadaa Meri Barbaadi Ki,..
Ke Kis Kadar Tune Meri Khushiaan Chin Kar Khushi Manaai Hai,..

Dekhle Humne Bhi Tujhpe Har Khushi Lootaane Ki Kasam Khaai Hai,..
Tu Kehti Thi Ke Tujhe Bhool Jaaon Main, Aaj Jaane Kyun Teri Yaad Phir se Aai Hai,..

________________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #151 on: July 18, 2006, 12:44:24 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Kahi uski khushbu saanso se nikal na jaaye,
Isiliye humne saanso ko lena chhod diya,
Kahi usko hamari nazar na lag jaaye us darr se,
Humne apne har khwaab ko apni palko pe hi tod diya ...


Bahoot Khoob JHL Bhai,..
Nice One,.'

Har Khwaab Toot Jaate Hain Sone Se Pehle,..
Aansoon Nikal Aate Hain Aankhon Se Rone Se Pehle,..
Ishq Ek Sazaa Hai Sab Kehte Hain,..
Kaash Koi Rokta Mujhe Ishq Hone Se Pehle,..

________________________________-Jaanasheen=-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #152 on: July 18, 2006, 01:49:37 PM »
Surkh Joda Pehen Kar Shaadi ka,..
Meri Mayyat Par Kyun Tum Haste Ho,..
Kaise Zalim Ho Tum,..
Apne Aashiq Ki Muft Mein Bekaasi Udaate Ho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #153 on: July 20, 2006, 01:39:59 PM »
Mukaddar Nahi Mera Ke Use Apni Dulhan Banaa Sakoon,..
Shayad Isliye Khuda ne Uske Doli Par Baith te Hi, Mujhe Maut De Diya,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #154 on: July 23, 2006, 07:56:50 AM »
Apni kismat ko tu khud hi bana darr mat,
Khuda bhi tera saath dega is nek kaam mein,
Khuda ne bhi waqt hame kam diya hai,
Kaise use dulhan banaau main is ek shaam mein ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #155 on: July 23, 2006, 08:18:18 AM »
wah kaya baat hai JHL JI and JSheen
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #156 on: July 23, 2006, 03:25:57 PM »
Thanks Pooja for appreciation ...
Why havent you wrote anything Huh?
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #157 on: July 24, 2006, 10:29:27 AM »
Bahoot Khoob JHL And Shukriya Pankhuri Ji..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #158 on: July 24, 2006, 10:32:41 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Apni kismat ko tu khud hi bana darr mat,
Khuda bhi tera saath dega is nek kaam mein,
Khuda ne bhi waqt hame kam diya hai,
Kaise use dulhan banaau main is ek shaam mein ...


Wah bahoot Khoob,..

Ishq Mein Hum Tumhe Kya Bataein Kis Kadar Chot Khaaye Hue Hain,..
Maut ne Humko Maara hai Aur Hum Zindagi Ke Sataaye Hue,.

Usne Shaadi Ka Joda pehankar Sirf Choomaa Tha Mere Kafan ko,..
Bas Usi Din Se Jannath Ki Hoorein Mujhko Dulha Baanaye Hue Hain,..

Hoorein= Apsara,..
Lady Of The Heaven,..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #159 on: July 29, 2006, 05:11:33 PM »
Wowww ....
Its really a fantastic ...
Beautiful lines Janasheen ...
Really i can learn more from you ...
You are mind blowing ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #160 on: July 29, 2006, 05:15:33 PM »
Kyu hamare zikr par bhi wo khafa hone lage,
Baawfa jo the kabhi kyu bewafa hone lage,
Har gali har rehguzar mein saaye the apne kabhi,
Waqt ne phrei jo nazar sab juda hone lage ......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #161 on: August 01, 2006, 09:37:52 AM »
Shukriya Bhai Aur Bahoot Khoob,..

Bewafaa Kehkar Jaane Waale,..
Tujhe Kya Khabar Hai Ke Kis Kadar Humne Wafaa Nibhaai Hai,..

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #162 on: August 05, 2006, 05:40:24 PM »
Wafa nibhana to hamari fitrat mein likh hai,
Humko pasand hi nahi bewafa kehlana,
Wo hame bhool gaye is baat ka hame gum nahi,
Par hum nahi bhoole apne chehre ko aansuo se nehlana ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #163 on: August 07, 2006, 10:07:53 AM »
Bahoot Khoob Bhai,..

Jaan Kar Bhi Wo Mujhe Jaan Na Paaye,..
Meri Chahaton Ko Wo Pehchaan Na Paaye,..
Khud Se Aaj Karli Bewafaai Humne "JHL",..
Taaki Unpar Koi Ilzaam Na Aaye,..

____________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #164 on: August 12, 2006, 05:24:59 PM »
Jaan pehchaan to pehli mulaqat mein hoti hai,
Wo waqt tune ilzaam lagane mein barbaad kiya,
Wafa karke to sabhi jee lete hai zindagi ko,
Par humne bewafa bankar uska ghar aabaad kiya ...
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:33:10 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer