Doli Uthi Hai Uski Shehnaion Ke Saath

by Jaanasheen on April 10, 2006, 11:01:06 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
Print
Author  (Read 12553 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #90 on: May 26, 2006, 07:52:20 AM »
Shukriya Bhai And Nice One,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Pait main ek lahar si uthi hai abhi by zahid.khanz in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
achanak si uthi dil me ye halchal si kyun hai by crazy_dude in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hum Dono Ki Doli Uthi by Devdas_online in Shayeri for Dard -e- Bewafai
uski jafaaein uski ataa hum say poochhyie by ibrahim777 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mera kafan uski doli...(AD) by rayees abdullah in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #91 on: May 26, 2006, 07:54:45 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob JHL Bhai,..

Tum Ansoon Bahaane Ki Baat Karte Ho Humse,..
Hum To Tumhare Liye Dil Ka Khoon Bahayeinge,..

Jo Tumhare Gham Hain Wo Hamare Bhi Gham Hain Dost,..
Ghamon Ke Is Pahaad Ko Hum Tumhare Saath Milke Uthaayeinge,..

Aansoon Kab Ruke Hain Kisi Ke Kehne Se Jaanasheen Yahan Pe,..
Aansoon Ko Charag Banakar Hum Tumhare Liye Mehfil Sajaayeinge,..

________________________-Azeem-_______________________



Mehfil hamari teri baato ke bagair kaise sajegi,
Tere aansu ki boonde meri rago mein khoon banke bahegi,
Khoon mat bahana tum hamare liye, hum iske haqdar nahi par,
Uthayega mere janaze ko Janasheen ye ummeed zaroor rahegi ...



Khuda Na Kare Ke Tumhara Janaza Mere Hathon Se Uthe,..
Kis Ko Khabar Hai Ke Hum Rahe Ya Na Rahein,..
Dard Itne Mile Hain Ke Jeena Bhi Hume Maut Se Bhaari Hai,..
Teri Mehfil Ko Roshan Kar Ne Ke Liye JHL Hum Rahe Ya Na Rahein,..

_______________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #92 on: May 28, 2006, 09:53:13 AM »
O Teri Shaadi Pe Nikla Janazaa Dekh Le,..
Poora Kiya Maine Apna Ye Wadaa Dekh Le,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: May 29, 2006, 08:13:30 AM »
Nata Tune Tord Diya Hai,..
Jeena Maine Chord Diya Hai,..

O Teri Shaadi Pe Nikla Janaaza Dekh Le,..
Poora Kiya Maine Apna Ye Wada Dekh Le,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: May 30, 2006, 01:33:59 PM »
Shehnaaiyan Baj Rahi Hain Yahan Mere Matam Par,..
Aur Banke Dulhan Wo Jaane Lage Hain,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #95 on: June 02, 2006, 06:00:06 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "Jaanasheen"
Bahoot Khoob JHL Bhai,..

Tum Ansoon Bahaane Ki Baat Karte Ho Humse,..
Hum To Tumhare Liye Dil Ka Khoon Bahayeinge,..

Jo Tumhare Gham Hain Wo Hamare Bhi Gham Hain Dost,..
Ghamon Ke Is Pahaad Ko Hum Tumhare Saath Milke Uthaayeinge,..

Aansoon Kab Ruke Hain Kisi Ke Kehne Se Jaanasheen Yahan Pe,..
Aansoon Ko Charag Banakar Hum Tumhare Liye Mehfil Sajaayeinge,..

________________________-Azeem-_______________________



Mehfil hamari teri baato ke bagair kaise sajegi,
Tere aansu ki boonde meri rago mein khoon banke bahegi,
Khoon mat bahana tum hamare liye, hum iske haqdar nahi par,
Uthayega mere janaze ko Janasheen ye ummeed zaroor rahegi ...



Khuda Na Kare Ke Tumhara Janaza Mere Hathon Se Uthe,..
Kis Ko Khabar Hai Ke Hum Rahe Ya Na Rahein,..
Dard Itne Mile Hain Ke Jeena Bhi Hume Maut Se Bhaari Hai,..
Teri Mehfil Ko Roshan Kar Ne Ke Liye JHL Hum Rahe Ya Na Rahein,..

_______________________________________________-Jaanasheen-




Khabar to hame agle pal ki bhi nahi hai,
Hothon mein dua hai par sunne ko khuda nahi hai,
Meri mehfil ko sajane ka vada main bhi nai kar sakta,
Par mehfil se meri maut ka dard juda nahi hai ......
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: June 03, 2006, 10:03:02 AM »
Agaa Apni Maut Se Kauno Bashar Nahi,.
Samaan Sau Baras Ka Pal Ki Khabar Nahi,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: June 07, 2006, 08:32:14 AM »
Na Mana Tu Matam Meri Maut Par Kabhi,..
Ke Main Mar Raha Hoon To Teri Khushi Ke Liye,..
Kabhi Na Rakhna Tu Zindagi Ko Andhere Mein,..
Ke Main Mar Raha Hoon To Teri Roshni Ke Liye,..
Kabhi Agar Yaad Aaoon Main To Bhool Jaana,..
Ye Sazaa Paayi Hai Maine Mohabbat Mein Dil Lagaai Ke Liye.,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #98 on: June 07, 2006, 03:02:21 PM »
Paayi Hai Maine Ye Sazaa Mohabbat Karne Ke Liye,..
Usne Bheja Hai Ab Paigaam Suli Chardne Ke Liye,..
Jinki Zindagi Ke Liye Manga Karte The Hum Duaaein,..
Aaj Maang Rahe Hain Duaa Wo Hamare Marne Ke Liye,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #99 on: June 07, 2006, 03:15:17 PM »
Baj Rahi Hai Shehnaaian Tere Ghar Par,..
Idhar Meri Maut Par Matam Manaya Jaa Raha Hai,..
Kabar Mein Dalne Ke Liye Mujhe, Ho Rahi Hain Tayyariaan,..
Udhar Tere Aane Ke Liye Sab Sajaya Jaa Raha Hai,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: June 08, 2006, 11:25:18 AM »
Mehandi Ka Rang Jo Chada Tere Haathon Mein,..
Khuda Use Yun Hi Salamath Rakhe,..
Hum To Bad Dua Bhi Nahi De Sakte Tujhe,..
Ke Tujhe Humne Hi Kaha Tha Kabhi Mehandi Lagaane Ko,..
Afsos ke Ab Us Mehandi Par Naam Hamara Na Raha,..

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #101 on: June 10, 2006, 05:05:38 PM »
What a fantastic one's Janasheen ...
Its really mindblowing ...
Keep it up ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #102 on: June 10, 2006, 05:08:48 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Mehandi Ka Rang Jo Chada Tere Haathon Mein,..
Khuda Use Yun Hi Salamath Rakhe,..
Hum To Bad Dua Bhi Nahi De Sakte Tujhe,..
Ke Tujhe Humne Hi Kaha Tha Kabhi Mehandi Lagaane Ko,..
Afsos ke Ab Us Mehandi Par Naam Hamara Na Raha,..

___________________________________-Jaanasheen-


Naam jo tera nahi us mehandi par,
To rang kaise chadega mehandi ka haatho par,
Khuda use hamesha salamat rakhege,
Uske liye dua jo hai tere dono haatho par ...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #103 on: June 11, 2006, 08:35:57 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
What a fantastic one's Janasheen ...
Its really mindblowing ...
Keep it up ...


Shukriya Bhai,..
ke Aap Hamari Mehfil Mein Shareek Hue,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #104 on: June 12, 2006, 06:49:03 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Quote from: "Jaanasheen"
Mehandi Ka Rang Jo Chada Tere Haathon Mein,..
Khuda Use Yun Hi Salamath Rakhe,..
Hum To Bad Dua Bhi Nahi De Sakte Tujhe,..
Ke Tujhe Humne Hi Kaha Tha Kabhi Mehandi Lagaane Ko,..
Afsos ke Ab Us Mehandi Par Naam Hamara Na Raha,..

___________________________________-Jaanasheen-


Naam jo tera nahi us mehandi par,
To rang kaise chadega mehandi ka haatho par,
Khuda use hamesha salamat rakhege,
Uske liye dua jo hai tere dono haatho par ...


Bahoot Khoob JHL Bhai.,..

Lagakar Mehandi Haathon Par Gair ke Naam Ki,..
Tune Mere Chaman Ko Veeraana Bana Diya,...
Jo Haqeeqat Thi Mohabbat Ki Apni,..
Usko Tumne Sar-e-Aam Fasaana Bana Diya,..
Ab Dekh Idhar Zara, Ke Teri Bewafaai Ne Mujhe,..
Kis Kadar Chot Di Dil Par, Aur Mujhe Deewana Bana Diya,..

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:49:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer