dosti-- betuke afsaane pe ~~~~ Saahil

by salil2002 on April 27, 2009, 08:37:47 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2569 times)
angel4u
Guest
«Reply #15 on: April 30, 2009, 07:55:27 AM »
Nice once again salil...

Teri atkheliyon se kabhi pareshan ho jaati thi main,
par na jaane kyon aaj wohi shararat karne ko dil karta hai...
Logged
salil2002
Guest
«Reply #16 on: April 30, 2009, 08:22:24 AM »
Nice once again salil...

Teri atkheliyon se kabhi pareshan ho jaati thi main,
par na jaane kyon aaj wohi shararat karne ko dil karta hai...
good one.huzena ji

yeh toh ittefaaq hai kii tum mere dost ho
zindgi bhar humsafar nahin dhooda jaata
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #17 on: April 30, 2009, 08:37:36 AM »


nice reply shwetha dear


aa gaya teri mehfil main
dekh kaahin tamasha na ban jaaye mera
tohfa nahin laaya hoon main is dil k siwa
ise qabool kar , kii AASHIQ hai yeh tera
Thanks Dear......

unki pyaar bahri najar mil jaye
phir kisi tohfe ki jarurat kya hai
unhe yaad kiya wo aaye hamari mehfil me
is se badi hum par unki Inayat kya hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #18 on: April 30, 2009, 08:53:56 AM »
Thanks Dear......

unki pyaar bahri najar mil jaye
phir kisi tohfe ki jarurat kya hai
unhe yaad kiya wo aaye hamari mehfil me
is se badi hum par unki Inayat kya hai

bahut achche jannat ji mehfil main bulaane ka andaaz bhi khoob hai


ek noor hai ajab sa teri palkon k saaye main
isliye tere mukhde se nazrein nahin hata paata
mil jaun tujhse jaise samandar mein gir k lehrein
par kya karoon mujhe dil ka haal kehna nahin aata
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #19 on: April 30, 2009, 09:36:09 AM »
bahut achche jannat ji mehfil main bulaane ka andaaz bhi khoob hai


ek noor hai ajab sa teri palkon k saaye main
isliye tere mukhde se nazrein nahin hata paata
mil jaun tujhse jaise samandar mein gir k lehrein
par kya karoon mujhe dil ka haal kehna nahin aata
Very nice salil......

shamo sehar unki yaadon me khoya rahta hai
aankhen kehti hain kuch aur mann kuch kehta hai
jage jage sota hai soye soye jaagta hai
ajeeb hai na ye ishq....
chhah kar bhi dil par jor nahi chalta hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: April 30, 2009, 07:48:03 PM »
wah wah wah kay abaat hai ek se bar kar ek... Good work Salil, Jannatjahan and Angel!!!
Logged
salil2002
Guest
«Reply #21 on: May 01, 2009, 04:44:18 AM »
Very nice salil......

shamo sehar unki yaadon me khoya rahta hai
aankhen kehti hain kuch aur mann kuch kehta hai
jage jage sota hai soye soye jaagta hai
ajeeb hai na ye ishq....
chhah kar bhi dil par jor nahi chalta hai

bahut achche jannat dil ko chhu liya aapne

yoon na chhedo taar dil k
toote toh phir dard hoga
mohabbat hai tumse par
kismat pe na bharosa hoga
jab bhi chaha kissii ko dil se maine
duniya ne kaha tere sath dhokha hoga
Logged
salil2002
Guest
«Reply #22 on: May 01, 2009, 04:45:49 AM »
wah wah wah kay abaat hai ek se bar kar ek... Good work Salil, Jannatjahan and Angel!!!


thanks a lot sis.........
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: May 01, 2009, 04:50:49 AM »
nice lines salil
Logged
salil2002
Guest
«Reply #24 on: May 01, 2009, 07:48:44 AM »
nice lines salil
thanks u again sis
Logged
angel4u
Guest
«Reply #25 on: May 01, 2009, 07:51:43 AM »
good one.huzena ji

yeh toh ittefaaq hai kii tum mere dost ho
zindgi bhar humsafar nahin dhooda jaata

bahut khoob salil...

zindagi bhar ka saath maanga tha maine us Khuda se,
ke pal bhar me zindagi mukammal ho jayegi socha na tha...
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #26 on: May 02, 2009, 11:32:25 AM »
bahut achche jannat dil ko chhu liya aapne

yoon na chhedo taar dil k
toote toh phir dard hoga
mohabbat hai tumse par
kismat pe na bharosa hoga
jab bhi chaha kissii ko dil se maine
duniya ne kaha tere sath dhokha hoga
Bahut achhe Dear...pata hai tumhe reply karne se pehle mujhe hazaron baar sochna padta hai...Itna achha likhte ho....yun hi likha karo...mujhe bhi kuch kuch likhna aa jaega......

 Jane kyun Dil ka dard bhi bada sukun deta hai
jinhe dhundh aati hai najarein saare jahan me
wo shaks dil ke kareeb hota hai
ye mana mohabbat ka dusra naam hi Dhokha hai
par mohabbat me dhokha bhi kahan sabke naseeb me hota hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #27 on: May 05, 2009, 01:39:15 PM »
bahut khoob salil...

zindagi bhar ka saath maanga tha maine us Khuda se,
ke pal bhar me zindagi mukammal ho jayegi socha na tha...


is haseen raat main jab chand k aagosh mein chandni aati hai
sach kehta hoon sanam teri yaad bahut aati hai
Logged
salil2002
Guest
«Reply #28 on: May 05, 2009, 01:41:46 PM »
Bahut achhe Dear...pata hai tumhe reply karne se pehle mujhe hazaron baar sochna padta hai...Itna achha likhte ho....yun hi likha karo...mujhe bhi kuch kuch likhna aa jaega......

 Jane kyun Dil ka dard bhi bada sukun deta hai
jinhe dhundh aati hai najarein saare jahan me
wo shaks dil ke kareeb hota hai
ye mana mohabbat ka dusra naam hi Dhokha hai
par mohabbat me dhokha bhi kahan sabke naseeb me hota hai

bahut achche jannat aapse kuch aise hi andaaz kii ummeed thi

lagta hai chot kha kar dil bhi tumhe sukoon aaya hai
chalo mohabbat kar k dekhi, kya hua jo khali haath aaya hai
ye daur chalta rahega dilon k tootne aur judne ka
humein yakeen hai tu apni takdeer , haseen likhwa k laaya hai
Logged
msanjusethi
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 1
Offline Offline

Waqt Bitaya:
1 days, 16 hours and 6 minutes.

Posts: 235
Member Since: Aug 2012


View Profile
«Reply #29 on: April 11, 2013, 10:26:03 PM »
 Applause Applause gooood
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:52:08 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer