dua deta hai.....

by ranjana on August 06, 2006, 11:41:35 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1921 times)
waheed_rose2004
Guest
«Reply #15 on: August 19, 2006, 03:15:15 PM »
wah  wah   Ranjana  ....  tushar.........   aap dono ne  abhot  khoob likha.........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Khuda jab Husn Deta hai..........! by sharmaarunkumar in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 3  All »
hans deta hoon (gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
rab jab husn deta hai by niteshdudhat in Other Languages
^~^ Kabhi Hasa Deta Hu Kabhi Rula Deta Hu ^~^ by Matrix Guy in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
chor deta(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
badnaam_shayar
Guest
«Reply #16 on: August 19, 2006, 05:03:16 PM »
Dua dete hai woh aisi.....
Jo kabhi Kubool hoti nahi......

Jal jaati hai Zindagi ban Raakh meri......
Woh kehte hai Tumse kabhi kyu koi Bhool hoti nahi.......

Kya farak hai ab tujhme aur mujhme.......
Sab kehte hai Mahobbat me Jismo se Jaan juda hoti nahi........!!!!!!!!!!!!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #17 on: August 19, 2006, 05:36:37 PM »
Quote from: "ranjana"
mere kaano mein chupke se kaun sada deta hai
mere ander bujhi hui raakh ko kaun hawa deta hai

har dard aur har gham ko basa rakha hai hamne seene mein
yeh dard hi hai jo har pal jeene ka maza deta hai

beet rahi hai meri umar ek tanha se dard ke saath
uski yaado ka madhur ujala ismein koi deep sa jala deta hai

jab bhi ki hamne kisi se bhallai ki baat  is zamaane mein
woh hi hame sabke saamane gunhagaar bana deta hai

jab bhi dekha kisi ke dil mein jhaank kar hamne toh  ek dard hi paaya
yeh dard ka rishta bhi kabhi kabhi logo ko mila deta  hai

mera dil bhi kitna masoom aur bhola hai  
yeh khud  ko  dard dene wale ko bhi dua deta hai


 =D>   =D>   =D>   =D>

 :prayer:   :prayer:   :prayer:
Logged
ranjana
Guest
«Reply #18 on: August 20, 2006, 02:27:47 AM »
shukriya Nitesh .....bahut khoob Gaurav ...

yeh raat yun hi katati jaati hai
fir bhi kyu ek umeed ki kiran  kyu nahi bujh paati hai

main sunti rehti hun khud hi apni sargoshiyaan
unse milan ki aas dil mein badti si jaati hai

kab paayenge hum apni manzilo ko ab
waqt ki yeh reit mere haatho se fisalti si jaati hai
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:34:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer