duaa ka asar to nahin... Intezar !

by Intezar on May 16, 2012, 06:19:03 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1204 times)
Intezar
Guest


Kahin ye mujhse teri zafa ka asar to nahin
Kahin ye mere aab-e-rawaa ka asar to nahin
 
chehre par tere ye jhalak rahi hai jo maayusi
kahin ye meri khamosh sada  ka asar to nahin
 
Jo rukh par khinch gayi hai lakeer aansuo ki
kahin ye tark - e -darmayan ka asar to nahin
 
gharonde dhoondhte ho saahilon par jaakar
kahin ye dil me uthe tufaan ka asar to nahin
 
Chah kar bhi na juda kar sake wajood se apne
Kahin ye meri masoom wafa ka asar to nahin
 
Jo maangi thi tumne raato ko uthkar ‘Intezar’
Kahin ye maut meri, us duaa ka asar to nahin…!
 
 
Shukriya
Intezar !

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
**Intezar Nahin** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
MAA KI DUAA ME ITNAA ASAR HAI... ! NARESH MEHRA by Anshumali in Ghazals
Muntazir main bhi kam nahin... Intezar ! by Intezar in Shairi - E - Zindagi
tere milne ki duaa mein... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
agar nahin intezar kisi ka... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #1 on: May 16, 2012, 06:23:26 PM »


Kahin ye mujhse teri zafa ka asar to nahin
Kahin ye mere aab-e-rawaa ka asar to nahin
 
chehre par tere ye jhalak rahi hai jo maayusi
kahin ye meri khamosh sada  ka asar to nahin
 
Jo rukh par khinch gayi hai lakeer aansuo ki
kahin ye tark - e -darmayan ka asar to nahin
 
gharonde dhoondhte ho saahilon par jaakar
kahin ye dil me uthe tufaan ka asar to nahin
 
Chah kar bhi na juda kar sake wajood se apne
Kahin ye meri masoom wafa ka asar to nahin
 
Jo maangi thi tumne raato ko uthkar ‘Intezar’
Kahin ye maut meri, us duaa ka asar to nahin…!
 
 
Shukriya
Intezar !


good Applause Applause Applause Applause
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: May 16, 2012, 06:27:18 PM »
GD


Kahin ye mujhse teri zafa ka asar to nahin
Kahin ye mere aab-e-rawaa ka asar to nahin
 
chehre par tere ye jhalak rahi hai jo maayusi
kahin ye meri khamosh sada  ka asar to nahin
 
Jo rukh par khinch gayi hai lakeer aansuo ki
kahin ye tark - e -darmayan ka asar to nahin
 
gharonde dhoondhte ho saahilon par jaakar
kahin ye dil me uthe tufaan ka asar to nahin
 
Chah kar bhi na juda kar sake wajood se apne
Kahin ye meri masoom wafa ka asar to nahin
 
Jo maangi thi tumne raato ko uthkar ‘Intezar’
Kahin ye maut meri, us duaa ka asar to nahin…!
 
 
Shukriya
Intezar !

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: May 17, 2012, 03:39:38 AM »
 Applause Applause
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #4 on: May 19, 2012, 11:54:18 AM »
 Applause Applause Applause  khub
Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #5 on: May 19, 2012, 10:09:14 PM »
Khoob!
Logged
Intezar
Guest
«Reply #6 on: June 07, 2012, 08:18:21 PM »
aap sabhi dosto ka bahut bahut shukriya aapn sabhi ne pasand farmaaya...

Intezar !
Logged
laaiba
Guest
«Reply #7 on: June 09, 2012, 03:31:41 PM »
bohat khoob ...
Logged
Intezar
Guest
«Reply #8 on: June 09, 2012, 06:13:09 PM »
Shukriya laaiba ji...

Intezar !

bohat khoob ...
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #9 on: June 09, 2012, 06:16:54 PM »
waah janab boht khub
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: June 09, 2012, 06:18:12 PM »


Kahin ye mujhse teri zafa ka asar to nahin
Kahin ye mere aab-e-rawaa ka asar to nahin
 
chehre par tere ye jhalak rahi hai jo maayusi
kahin ye meri khamosh sada  ka asar to nahin
 
Jo rukh par khinch gayi hai lakeer aansuo ki
kahin ye tark - e -darmayan ka asar to nahin
 
gharonde dhoondhte ho saahilon par jaakar
kahin ye dil me uthe tufaan ka asar to nahin
 
Chah kar bhi na juda kar sake wajood se apne
Kahin ye meri masoom wafa ka asar to nahin
 
Jo maangi thi tumne raato ko uthkar ‘Intezar’
Kahin ye maut meri, us duaa ka asar to nahin…!
 
 
Shukriya
Intezar !


veriiiiiiiiiiiiiiiiiiii naaaaaaaaaaaaaice one rau
Logged
Intezar
Guest
«Reply #11 on: June 09, 2012, 06:24:23 PM »
Shukriya Saahill ji...

Intezar !

waah janab boht khub
Logged
Intezar
Guest
«Reply #12 on: June 09, 2012, 06:31:14 PM »
khamosh ji shukriya... aapne ne pasand kiya aur... hausla afzaayi ka bhi bahut bahut shukriya !

Intezar !

veriiiiiiiiiiiiiiiiiiii naaaaaaaaaaaaaice one rau
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:00:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer