Dur jana chahta hoon tumse

by klaskar on March 30, 2010, 09:51:10 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 8455 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
jaane kaisa dar hai tumse,
milna nahi chahta main tumse,
kabhi mere tum kareeb na aana,
bas itna kehna chahta hoon tumse,
kabhi mujhe tum khat nahi likhna,
itna kehna chahta hoon tumse,
kabhi mujhe tum phone na karna ,
itna kehna chahta hoon tumse,
tumhaari har ek yaad bhulaake,
dur jana chahta hoon tumse,


kal tak mohabbat thi tum meri,
milne jaata tha main tumse,
chhod gayi tum mujhko jabse,
shikayat hone lagi hai tumse,
dost tumhaare hain kuch aise,
jode huye mujhe ab bhi tumse,
kenha chata hoon main unse ,
dur rehne de mujhko tumse,
tumhaari har ek yaad bhulaake,
dur jana chahta hoon tumse,


tumhaari jo tasveer main dekhun,
milne ka mann karta hai tumse,
tumhaare puraane khat jo dekhun,
kehne ka mann karta hai tumse,
jaane q mujhe chhod gayi tum,
kitna pyaar karta tha tumse,
shaayad kami thi mere pyar me,
tabhi to aaj main dur hoon tumse,
tumhaari har ek yaad bhulaake,
dur jana chahta hoon tumse,


samajhta hoon mai dasha tumhaari,
par keh nahi paata hoon tumse,
bin dekhe main samajh leta hoon,
kaise kahun ye baat main tumse,
kabhi kabhi to mann karta hai,
jaake keh du sab kuch tumse,
keh nahi paata hoon main fir bhi,
jaane kyu darta hoon tumse,
tumhaari har ek yaad bhulaake,
dur jana chahta hoon tumse,


kal tak mujhe pyaar tha tumse,
aaj bhi pyaar karta hoon tumse,
chahe mujhse tum pyaar na karo,
dilo jaan se pyar karunga tumse,
pyaar ko bhulana asaan nahi hai,
tabhi to kehta hoon main tumse,
pyar ho meri tum jaan ho meri,
aaj jhoot keh raha hoon tumse,
ki tumhaari har ek yaad bhulaake,
dur jana chahta hoon tumse...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mar jana chahta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Tumse Pyar Karke Humne Jana by Devdas_online in Shayri for Khumar -e- Ishq
chahta hoon by isha_verma7 in Shayri-E-Dard
chahta hoon aaj by dead heart in Ghazals
Sar rakhkar so jana chahta hu maa.............masoom...... by masoom shahjada in Miscellaneous Shayri
madhuwesh
Guest
«Reply #1 on: March 30, 2010, 10:02:38 PM »
Wah wah Kapil ji apne dil ke ehsaaso ko badi khoobsurti se likha hai aapne.lovely creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: April 02, 2010, 10:01:16 AM »
Bahut bahut shukriya Madhu ji...bahut achcha laga jaanke ki aap hamare ehsaason ko samajh paaye... !!!

Wah wah Kapil ji apne dil ke ehsaaso ko badi khoobsurti se likha hai aapne.lovely creation.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #3 on: April 02, 2010, 10:06:44 AM »
very good . icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: April 04, 2010, 07:56:20 PM »
Thanx a lot Suresh ji...!!!

very good . icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: April 05, 2010, 04:00:44 AM »
Bahut khoob Kapil Ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: April 05, 2010, 01:16:03 PM »
Bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut khoob Kapil Ji
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #7 on: April 08, 2010, 08:31:32 AM »
oh wow bohattt khoob once again :D

Kaash itna asaan hota pyaar ko bhula paana,
teri har yaad ko dil se mitaa paana,
ek pal me na sahi kuch waqt me hi sahi,
kabhi to main tujhe bhula paati,
har baar haar k gire hain is mohabbat me,
jab bhi chaaha hai maine tumse door jaana,
seekh liya hai ab teri yaadon k saath jeena,
jaana hai jabse mumkin nahi is janam tumhe bhula pana.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: April 08, 2010, 08:46:05 AM »
wah wah wah, klaskar ji and nidhi ji... wah wah


jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #9 on: April 08, 2010, 08:48:07 AM »
oh wow bohattt khoob once again :D

Kaash itna asaan hota pyaar ko bhula paana,
teri har yaad ko dil se mitaa paana,
ek pal me na sahi kuch waqt me hi sahi,
kabhi to main tujhe bhula paati,
har baar haar k gire hain is mohabbat me,
jab bhi chaaha hai maine tumse door jaana,
seekh liya hai ab teri yaadon k saath jeena,
jaana hai jabse mumkin nahi is janam tumhe bhula pana.

Very good response Nidhi Ji
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #10 on: April 08, 2010, 09:14:34 AM »
thanx a lot jas ji n rajesh.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: April 08, 2010, 01:24:09 PM »
Bahut bahut shukriya Jasbir ji hamari kavita pasand karne k liye aur hausla badhane k liye...!!!

wah wah wah, klaskar ji and nidhi ji... wah wah


jasbir singh
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: April 08, 2010, 01:42:21 PM »
Bahut bahut shukriya Nidhi ji... aur aapne bhi bahut khoob likha hai...

kaise bhula paunga us mohabbat ko main,
jise maine maanga nahi tha wo to khud hi aayi thi,
apni saanson ko kaise rok paunga main,
wo to mere saanson me har dhadkan me samayi thi,

asaan hota is tarah mohabbat ko bhulana,
to use kab ka bhula chuka hota main,
uski har ek yaad ko dil se mitaake,
shayad aaj bahut khush hota main....

oh wow bohattt khoob once again :D

Kaash itna asaan hota pyaar ko bhula paana,
teri har yaad ko dil se mitaa paana,
ek pal me na sahi kuch waqt me hi sahi,
kabhi to main tujhe bhula paati,
har baar haar k gire hain is mohabbat me,
jab bhi chaaha hai maine tumse door jaana,
seekh liya hai ab teri yaadon k saath jeena,
jaana hai jabse mumkin nahi is janam tumhe bhula pana.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:26:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer