Dushma Bana ke tu Chah na ker

by harashmahajan on April 06, 2007, 06:02:02 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 1915 times)
harashmahajan
Guest
«Reply #30 on: April 15, 2007, 04:28:38 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Harsh ji...

alag nahi bahoot sathi dekhain hai
dard se tadpate, humrahi dekhain hai

ro pardte hai jo mere gum per
apne gumo per mujhko rulane wale dekhain hai

yaadein uski nasoor jakham
umeend per tikte dekhain hai

dekha nahi koi bhi majnu, farihaad
yah kisse to sirf Kitabo mai dekhain hai

waah pooja ji.....is kadi maiN aapne ek our nazm ko joda hai.....hamne toh socha tha abhi tak kyuiN  ye kagaz kora hai.......

Hum haiN ki hameiN khafa hona nahi ata
tum ho ki apne ZaknoN pe rona nahi ata

Rulane ki kerte baat zakhmoN ko dikha ke
HameiN phir bhi sahil tumeh khona nahi ata

yadoN ki duhayii nasoor hue woh zakhm
UmeedoN ko teri yuiN ddona nahi ata

Dekhe toh honge farihaad our woh majnu
per yadoN ko unki yuiN sanjona nahi ata

Harash
[/b][/color]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Dost bana na koi Rakeeb bana by Nino in Ghazals
na chahne ki chah mai by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Hamnawa ki chah by Rajiv'sshayri in Shayri-E-Dard
Chah Ko Raah by suman59 in Miscellaneous Shayri
pushp24
Guest
«Reply #31 on: April 15, 2007, 06:17:24 PM »
Quote from: "harashmahajan"

khud ko ba-wafa keh use be-wafa karaar de diya
khud phooloN pe use kaanto ka shumaar de diya
Uske ZakhamoN ka nahi dekha koi hisaab tumne
use bina parkhe hi umra bhar ka intzaar de diya

Harash
[/i][/b]

hajoor ye to hum hi jjante hain ...

ye khitaab be_wafa ka mila kisko, hum jaante hain,
kisko phool mile, kisko mile kaante, hum jaante hain,
zakhmon ka hi to hisaab nahin, JO DIYE USNE HARASH BHAI...
har jakham kitna parkha muhobbat mein, hum jaante hain...

[/size]
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #32 on: April 16, 2007, 01:57:55 AM »
Quote from: "pushp24"
Quote from: "harashmahajan"

khud ko ba-wafa keh use be-wafa karaar de diya
khud phooloN pe use kaanto ka shumaar de diya
Uske ZakhamoN ka nahi dekha koi hisaab tumne
use bina parkhe hi umra bhar ka intzaar de diya

Harash
[/i][/b]

hajoor ye to hum hi jjante hain ...

ye khitaab be_wafa ka mila kisko, hum jaante hain,
kisko phool mile, kisko mile kaante, hum jaante hain,
zakhmon ka hi to hisaab nahin, JO DIYE USNE HARASH BHAI...
har jakham kitna parkha muhobbat mein, hum jaante hain...

[/size]

Waah ..push brother...great you are....itna sunder jawaab diya aapne....mujhe maloom tha kutchh aisa hi jawaab aane wala hai...bade hi sunder tareeke se aapne apne aapko pesh kiya....hamara toh aise hihai ...kambakhat kalam pata nahi kya kya likhe chali jaati hai....

Aah Gareeb ki na khaali jaaye gi
YuiN hi kamaan zulm per taani jaye gi
Na do saza is tarah us Gamjada ko dost
woh rooh hameshaan be-wafa jaani jaye gi.

Harash
[/b][/color]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #33 on: April 16, 2007, 02:44:00 AM »
bahoot khoob Harsh ji and Pushap ji
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #34 on: April 16, 2007, 02:48:33 AM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Harsh ji and Pushap ji

Shukriya pooja ji...kya haipooja ji sirf bahoot khoob se hi kaam chhala liya.... Usual Smile ....God bless you always

harash
Logged
pushp24
Guest
«Reply #35 on: April 16, 2007, 05:31:57 PM »
Quote from: "harashmahajan"

Aah Gareeb ki na khaali jaaye gi
YuiN hi kamaan zulm per taani jaye gi
Na do saza is tarah us Gamjada ko dost
woh rooh hameshaan be-wafa jaani jaye gi.

Harash
[/b][/color]

wah harash bhai...
bahut achha likha hai..

sunta nahin aah gareeb ki khuda , sab jaante hain,
sehta hai julm sabke , phir bhi chhup rehta hai wo, sab jaante hain...
chup rehna humne bhi seekh liya muhobbat mein HARASH BAHI,
bas mashhoor ho gaye muhobbat kar ke us bewafa se,
naam mera is shehar mein ab, sab jaante hain...
[/size]
Logged
Pooja
Guest
«Reply #36 on: April 16, 2007, 06:47:08 PM »
Quote from: "harashmahajan"
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Harsh ji...

alag nahi bahoot sathi dekhain hai
dard se tadpate, humrahi dekhain hai

ro pardte hai jo mere gum per
apne gumo per mujhko rulane wale dekhain hai

yaadein uski nasoor jakham
umeend per tikte dekhain hai

dekha nahi koi bhi majnu, farihaad
yah kisse to sirf Kitabo mai dekhain hai

waah pooja ji.....is kadi maiN aapne ek our nazm ko joda hai.....hamne toh socha tha abhi tak kyuiN  ye kagaz kora hai.......

Hum haiN ki hameiN khafa hona nahi ata
tum ho ki apne ZaknoN pe rona nahi ata

Rulane ki kerte baat zakhmoN ko dikha ke
HameiN phir bhi sahil tumeh khona nahi ata

yadoN ki duhayii nasoor hue woh zakhm
UmeedoN ko teri yuiN ddona nahi ata

Dekhe toh honge farihaad our woh majnu
per yadoN ko unki yuiN sanjona nahi ata

Harash
[/b][/color]

bahoot hi acha jawab likha hai apne Harsh ji.... ek koshish meri bhi...

Her shabad tera dil ko chu jaata hai
Phir bhi Ahsaas na jaane kaha kho jaata hai

Rona ajj tera kyun, mujko rulata nahi
Koi bhi bayan tera, is dil ko bhata nahi

Such kah rahe hoge tum, mujko kyun yakin nahi
Hu main ajj bhi wahin, magar lagati kayun khud ko wo nahi

Ajeeb sawal hai, jinke jawab ajj dil dhoond pata nahi
Bilkh rahe ho tum. Is dil ko kayun yakin atta nahi……

Band hai raste, jabardasti dil mai koi samata nahi
Utha hai charo taraf tufaanm, ek katra ansoo bhi ajj atta nahi
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #37 on: April 16, 2007, 07:54:47 PM »

Pooja ji...bahoot hi Gumjada lagte ho....bahoot khoob likhte haiN aap....Ghazal ke saath poori tehreer utaar di..waah.......
Agar mail pasand nahi toh aansoohi sahi....aapki nazer

Koi jo roye toh woh muskra ker dekhtehaiN
chalo toh aaj hum aansoo baha ke dekhte haiN

Suna hai unko bhulaker hi mout aayegi,
Toh aaj hi se hum unko bhula je dekhte haiN.

Suna hai jaake wahaan se koi nahi ata,
Toh unke paas jara hum bhijaake dekhte haiN.

Harash
[/b][/color]
Logged
paani
Guest
«Reply #38 on: April 17, 2007, 04:47:39 AM »
Harsh n Pushp.. both So nice.. bahut acha laga pad kar.. keep it up
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #39 on: April 17, 2007, 02:48:46 PM »
Bahoot bahoot shukriya paani ji.....

harash
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 01:23:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer