ek adhura sa khawab.............

by ranjana on July 05, 2006, 10:18:05 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 6785 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: July 11, 2006, 09:14:58 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob Azeem bhai...........

meri zindagi ko kuch lamhe khushi ke dekar kar
na jaane woh shakas fir  kahan chala  gaya

jo bhi mila mujhe kabhi mohabbat ke safar mein
woh hi mujhe tanha aur udas kar gaya

maangi thee haumne apne kuch andharo ke liye roshni
woh aur bhi meri zindagi ko andharo se bhar gaya

jaga diya hamare dil ke armaano ko usne yun hi khel khel mein
woh do pal ke pyaar ke afsaane mein khel yeh kaisa khel gaya

khamosh reh kar hum sunte rahe unke saare shikve
ek pal mein woh meri zindagi ko ek sawal kar gaya

talasha thaa shayad hamne sehera mein paani ko
woh meri payaas ko ek ajab si trishna fir se de gaya


Shukriya Ranjana Sis Aur Bahoot Khoob Likha hai,..
Nice One,..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
adhura hu by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
adhura jeevan............... by ranjana in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
ek adhura khawab by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
adhura aafsana by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Khawab Sirf Khawab Hi Reh Gaye by Devdas_online in Shayri-E-Dard
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #16 on: July 11, 2006, 10:59:16 AM »
bohot achhe..................

jo bhar raha tha meri zindagi ko khushiyon se
wahi isko achanak khali sa ker gaya

uth rahi hain ungaliyaan zamaane ki mujh per
badnami se woh mera daaman kuchh iss trah bhar gaya
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: July 11, 2006, 11:53:06 AM »
Shukriya Tanha Ji,..

Chaaye Hain Kuch Is Kadar Udaasi ke Badal Mere Angan Mein,..
Ke Khushi Bhi Mera Haal Dekh Kar Rone Lagi Hai,..]

______________________________-Jaanasheen-
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #18 on: July 11, 2006, 12:41:10 PM »
mat nikalne do inn aansuon ko ye to uske pyar ki nishani hain
kya tum isko bhi kho dena chahte ho uske chale jaane ke baad.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: July 11, 2006, 12:45:45 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
mat nikalne do inn aansuon ko ye to uske pyar ki nishani hain
kya tum isko bhi kho dena chahte ho uske chale jaane ke baad.


Kho Chuke Hain Sab Kuch Apna Humne Kisi Ki Chahat Mein,..
Bache Hain Do Aansoon Inhe Sambhal Kar Hum Kya Karein,..
Inhein Bhi Loot Jaane Do Kisi Ki Yaad Mein,..

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: July 11, 2006, 02:58:43 PM »
wah kaya baat hai....

kho kar khud ko samjha tha usko pa liya
kho kar usko samjha, yaadein hamari hai
her yaad ne jakham diye umar bhar itne
soch mai hai, yah zindagi hamari hai ya tumahari hai??
Logged
ranjana
Guest
«Reply #21 on: July 11, 2006, 06:07:15 PM »
bahut khub sabne bahut aacha likha....

kabhi unse dur reh kar kabhi unko kho kar hi hamne zindagi ko paaya
yah rasata bahut mushkil thaa ,hamne hans ke har zakham khaya
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #22 on: July 12, 2006, 11:40:46 AM »
kabhi tumko paaya to kabhi tumko khoya
bus yunhi zindagi chalti rahi
ab na tum ho na he tumhara khayal hai
lekin zindagi kuchh aisi behaal hai
na koi mujhe jaanta hai aur na koi samajhta hai
phir bhi ji raha hoon bina kisi sahare ke
jaisi koi andheri raaho mein bhatakta hai...........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: July 12, 2006, 12:03:30 PM »
Quote from: "tanha dil tanha safar"
kabhi tumko paaya to kabhi tumko khoya
bus yunhi zindagi chalti rahi
ab na tum ho na he tumhara khayal hai
lekin zindagi kuchh aisi behaal hai
na koi mujhe jaanta hai aur na koi samajhta hai
phir bhi ji raha hoon bina kisi sahare ke
jaisi koi andheri raaho mein bhatakta hai...........


Bahoot Khoob,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: July 12, 2006, 12:05:03 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khub sabne bahut aacha likha....

kabhi unse dur reh kar kabhi unko kho kar hi hamne zindagi ko paaya
yah rasata bahut mushkil thaa ,hamne hans ke har zakham khaya


Khaaye To Humne Bhi Bahoot Zakham Hain Is Raste Mein Chalkar,..
Jaane Kyun Phir Bhi Har Khushi Mujse Khafaa Hai,..

_________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #25 on: July 12, 2006, 06:18:54 PM »
bahut khoob ....

mohabbat mein dikahwe ki dosti na mila
agar gale nahi milta toh haath bhi na mila

taamam rishto ko chhor diya hamne
fir uske baad mujhe koi ajnabi na mila

khuda ki itni badi kaynaath mein maine
bas ek shaksh ko maanga mujhe woh hi nahi mila.

bahut ajeeb hai yeh nazdikyon  ki dastaan bhi
woh mere saath rahaa aur mujhe  kabhi nahi mila..n/m
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: July 14, 2006, 03:14:03 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ....

mohabbat mein dikahwe ki dosti na mila
agar gale nahi milta toh haath bhi na mila

taamam rishto ko chhor diya hamne
fir uske baad mujhe koi ajnabi na mila

khuda ki itni badi kaynaath mein maine
bas ek shaksh ko maanga mujhe woh hi nahi mila.

bahut ajeeb hai yeh nazdikyon  ki dastaan bhi
woh mere saath rahaa aur mujhe  kabhi nahi mila..n/m


Shukriya Sis Aur Bahoot Khoon.,..

Khush Naseeb Ho Tum Ke Tumhe Is Zamaane Mein Kuch To Milaa,..
Hum To Badnaseeb Hain Jise Gham Bhi Mila To Apno Se Mila,..

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #27 on: July 15, 2006, 02:49:50 AM »
nice ji....

har ek lamaha meri zindagi ka dushwaar thaa unke begair
unki ek aarzu ek sahare hamne apana sara jeevan bita diya
unko kya pata hame kya mila is zindagi se har pal
hamne toh sirf ek jhotha naqab apne chahere per daal liya
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #28 on: July 15, 2006, 07:26:05 AM »
sitare unko chuupane ki koshish karte hai
hum to ye nakab hatane ki gujarish karte hai
Logged
ranjana
Guest
«Reply #29 on: July 15, 2006, 11:46:35 AM »
naqab jo hat gayi toh sab zhakham dikh jayenge
yeh dekh ke aap apne ashqo ko chhipaa na payenge
hat gaya jo naqab hamare  chehare se  kabhi toh
aapke  daaman mein bhi angaare se bhar jaayenge
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:03:17 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer