Ek Ajeeb Chaand Dekhta Hoon,. {AS}

by Azeem Aarzu on October 26, 2012, 07:25:09 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1031 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Bohat Dino Baad Ek Nazm Likhnd Ki Koshish Ki Hai,.
Kahin Galti Dikhe To Maaf Karna
Duaaon Ki Darkhwaast,.
Phir Chaand Raat Aai, Maine Dhoonda Tujhe Sitaaron Mein ,.
Ek Hasrat Liye Dil Mein, Pyaas Aankhon Mein Liye,.
Khwaabon Ko Toot-ta Dekhta Hoon,.
Ab Ke Baras Main Ek Ajeeb Chaand Dekhta Hoon,.

Na Koi Tamanna Zinda Hai, Na Kisi Khwaaish Ko Roshni Mili,.
Ye Chaand Raat Mere Aangan Kyun Khamosh Utri,.
Ab Ke Baras Kyun Ajeeb Chaandni,.

Sitaaron Ki Chamak Mein Sannate Mehsoos Karoon, Chandni Ki Thandak Mein Chuban Kaanton Ki,.
Ab Ke Baras Ek Ajeeb Chaand Dekhta Hoon,.

Ek Hi Aasmaan, Ek Hi Zameen Ke Tale Hain,.
Phir Bhi Milon Ke Faasle Hain,.
Khuli Aankhein Na Kar Saki Deedaar Jab,.
Palkein Band Karke Hum Mile Hain,.

Chaand Ko Main Bhi Dekhoon, Wo Bhi Dekhe,.
Main Dhoondu Use Chaand Sitaaron Mein,.
Wo Mujhe Dhoonde Ujde Bahaaron Mein,.
Ab Ke Baras Chaand Bhi Ajeeb Hain Chaandni Bhi Udaas Hai,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jidhar dekhta hoon khizaa dekhta hoon by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Ye Kya Dekhta Hoon Main,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Taare Dekhta Hoon,. by Azeem Azaad in Ghazals « 1 2  All »
dekhta hoon ab teri by saahill in Ghazals
.{ main chaand hoon chaand }. by Omi-Shru in Shayri for Khumar -e- Ishq
ParwaaZ
Guest
«Reply #1 on: October 26, 2012, 07:43:20 PM »
Azeem Bhai aadaab O as salaam!

Janab Eid ki bahut bahut mubbarakbad kabul kijiye...
Aur is nazm ke kia kaheN, aapke ahsaas hai dil ko
lagne lazeem hai... Usual Smile

Achchi nazm rahi.. dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: October 26, 2012, 08:33:07 PM »
 Applause Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: October 27, 2012, 12:51:42 AM »
bahut khoob
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #4 on: October 27, 2012, 12:57:43 AM »
Azeem ji mubarik,rachana kay liye Aur Eid kay liye.
sheel didi
Logged
aqsh
Guest
«Reply #5 on: October 27, 2012, 03:58:50 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut hi umda likha hai apne
Logged
kapilnarula
Guest
«Reply #6 on: October 27, 2012, 04:36:01 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: October 28, 2012, 03:38:48 PM »
waah waah behatreen peshkash
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: October 29, 2012, 01:17:55 PM »
Azeem Bhai aadaab O as salaam!

Janab Eid ki bahut bahut mubbarakbad kabul kijiye...
Aur is nazm ke kia kaheN, aapke ahsaas hai dil ko
lagne lazeem hai... Usual Smile

Achchi nazm rahi.. dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Likhate rahiye... aate rahiye...

Shaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile


Walaikum As Salaam Bhai,.

Aapko Bhi Eid Ki Dheron Mubarakbaadiyaan,.

May Allah Bless You Bro,.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: October 29, 2012, 07:48:10 PM »
 Applause Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 16, 2012, 12:07:34 PM »
Applause Applause Applause Applause
Shukriya Hriday Ji,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 04:34:31 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer