ek andekhe anjaane ke lie bhi likhta hun

by @kaash on February 22, 2009, 06:40:43 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 887 times)
@kaash
Guest



ek andekhe anjaane ke lie bhi likhta hun
ye bhi ek sach hai jisse nahi mukar sakta hun


vo bekhyaali se nikli ek awaaz ek shakhs bana
kaisa shayar hun jo nahi uska intzaar karta hun


bisaal kaisa firaak kaisi kaun samjhaye kisko
apni dunia ko in baaton se bekhabar rakhta hun


tasavvur angdaayi leta hai tanhaaiyun ke badhne se
kya kahun tanhaayi ko aisi masroofiyat bakhshta hun


khyaal khwaabon me aate hain ya khwaabon ko laate hain
siyaahi'e'kalam ko in baaton se beasar rakhta hun


sapno ki zameen par hamesha hi hariyaali si aise rahti hai
haqeeqat ke aasmaan ko jab dekhun ek shajar padhta hun






Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
anjaane logon...... by amritflora in Shayri-E-Dard
Kitne paigam likhta hoon by chahat in Shayri for Khumar -e- Ishq
~~'Likhta Rehta Hoon"~~ by Sammual in Shayri for Khumar -e- Ishq
anjaane mein by saahill in Shayri-E-Dard
...BANYE NA ANJAANE BHEE.....Hasan by F.H.SIDDIQUI in Shayri-E-Dard
Roja
Guest
«Reply #1 on: February 22, 2009, 06:53:58 AM »
ek andekhe anjaane ke lie bhi likhta hun
ye bhi ek sach hai jisse nahi mukar sakta hun

vo bekhyaali se nikli ek awaaz ek shakhs bana
kaisa shayar hun jo nahi uska intzaar karta hun

bisaal kaisa firaak kaisi kaun samjhaye kisko
apni dunia ko in baaton se bekhabar rakhta hun

tasavvur angdaayi leta hai tanhaaiyun ke badhne se
kya kahun tanhaayi ko aisi masroofiyat bakhshta hun

khyaal khwaabon me aate hain ya khwaabon ko laate hain
siyaahi'e'kalam ko in baaton se beasar rakhta hun

sapno ki zameen par hamesha hi hariyaali si aise rahti hai
haqeeqat ke aasmaan ko jab dekhun ek shajar padhta hun

Wah  Applause Applause

Bahut khoob kaash ji  Thumbs UP
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:04:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.088 seconds with 20 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer