- Ek Daaga Tum Kar Do -

by Meena is back on June 07, 2006, 04:22:52 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2941 times)
nirbhay
Guest
«Reply #30 on: July 10, 2006, 11:11:41 AM »
Wah wah wah  =D> !

Rasm mehmaan Nawazi ki Nibhatye chaliye
Kash-m-kash hai muhabaat ye, Kismat apni apni aazmatey chaliye..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
- Vishwas Ka Daaga - by Meena in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
ranjana
Guest
«Reply #31 on: July 10, 2006, 01:49:06 PM »
bahut khoob neer  and meena..........

kismat jab bhi hamne apni aazamai   hai
zamaane bhar ki thokar hamne  khaai ha
shikva kya karenge kisi se ab hum
jab bhi haath badaya hai apna kuch paane ke liye
toh mere haath sirf pachhayi aayi hai.........!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: July 11, 2006, 10:12:22 AM »
Quote from: "Meena is back"
shukriya ranjana ji and janasheen bhai... aap dono acha likha.

ashkon ka sagar pyar ke badle mila,
mohabbat ka woh phool phir kabhi na khila,
kabhi tanhai me khush te aj mehefil me hai tanha,
jane meri kushiyon  se Khuda ko kya hai gila!


Shukriya Meena Sis,.
Nirbhay Bhai Aur Ranjana Sis Bahoot Khoob,..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #33 on: July 11, 2006, 04:14:41 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob neer  and meena..........

kismat jab bhi hamne apni aazamai   hai
zamaane bhar ki thokar hamne  khaai ha
shikva kya karenge kisi se ab hum
jab bhi haath badaya hai apna kuch paane ke liye
toh mere haath sirf pachhayi aayi hai.........!!!!!!



Yoon Housla na hariye aye humsafar
Ye raastey hain manzil ke, kuch to kariye inki kadar


Bahut shukriya Ranju mom & Azeem Bhai...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #34 on: July 11, 2006, 04:42:08 PM »
shukriya neer ......bahut khoob azeem bhai ......

mazile kab ke kho chuki hain apne nishaan
har kadam per ek dhoka ek fareb hain yahan

hosolo ko bhi hum kab tak sambhal ke rahte apne
jab apne hi dene lage mujhe dard ki roz ek nayi dastaan
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #35 on: July 11, 2006, 05:18:34 PM »
=D>  =D>  =D>

Very nice everyone... Meena, Nikki, Neer, Azeem and Ranju di....
[/b]
Logged
ranjana
Guest
«Reply #36 on: July 12, 2006, 04:48:17 AM »
shukriya Shikha
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #37 on: July 12, 2006, 11:30:52 AM »
Azeem bhai ji.... shukriya ji

Shiku sis... thank u ji thank u

nirbhay ji... bohot acha likha apne, apke last sher pe:

manzile jal chuki hai gum ki aag me,
rasto pe giri hai armano ki rakh hai,
phir bhi chale ja rahe hai un ratso par,
jinki rakh se milti humare paon ko sirf daag hai!

ranjana ji...thank u and nice one as well:

apno ki baat na karo hume kuch afsane yaad ate hai,
gair kya, apna kya hum to har ek se rishta nibate hai,
koi daaga de hume, yah seene se laga le hume,
hum to sab  hi se baat karte hai aur muskurate hai.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: July 12, 2006, 12:11:48 PM »
Quote from: "ranjana"
shukriya neer ......bahut khoob azeem bhai ......

mazile kab ke kho chuki hain apne nishaan
har kadam per ek dhoka ek fareb hain yahan

hosolo ko bhi hum kab tak sambhal ke rahte apne
jab apne hi dene lage mujhe dard ki roz ek nayi dastaan


Shukriya Ranjana Sis,..

Na Mila Jab Kisi Ka Saath Mujhe,..
Sabse Fareb Khaana Seekh Liya,..

Manzil Ka To Hume Bhi Pataa Nahi,..
Aaj Humne Bhi Tanha Safar Karna Seekh Liya,..

Sab Dete Rahe Mujhe Zakham Har Mord Pe,..
Dekho "Jaanasheen: Aaj Humne Bhi Muskuraana Seekhliya,..

__________________-Azeem_________________
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #39 on: July 19, 2006, 11:47:52 AM »
bohot khoob azeem bhai

 :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #40 on: July 19, 2006, 01:23:38 PM »
Quote from: "Meena is back"
bohot khoob azeem bhai

 :D


Shukriya Meena Sis,..
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 08:29:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer