*Ek Dard*

by honeyrose on January 29, 2009, 12:45:49 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1477 times)
honeyrose
Guest
Ek dard se joh tadap rahe umar bhar
Us dard ne humhe aaj ruswa kar diya

Jis roz se tum mile the khwabon mein
Us roz se meine dard sehena chodd diya

Aab bhi zakhm taza hai dil-o-dimaag mein
Humne tumare saare sikhwa door kar diya

Humen hasil na hue duniya ki khushiyan
Tumari khatir humne iss duniya se ristha tohd diya

*Honeyrose*
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dard by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
dard dard ki had mein by husain52 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Dard ne itna dard diya by Ricky in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ek dard yahan hai ek dard wahan hai by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Dard Ko Dard Men Dekha by syednaami in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: January 29, 2009, 12:58:11 PM »
Well written Honey..... Clapping Smiley

Jis kisi ne bhi tera dil dukhaya hoga
Man na man tere shero ke bohat kam aaya hoga

               -SG-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 29, 2009, 01:08:07 PM »
Well written Honey..... Clapping Smiley

Jis kisi ne bhi tera dil dukhaya hoga
Man na man tere shero ke bohat kam aaya hoga

               -SG-


Wonderfull lines sajid ji... Thumbs UP
Shukriya Sajid ji aapko pasand aaya... Usual Smile


Hum aaj bhi uske kareeb hai woh jaante kyun nahi
Mere aankhon se jo ashq nikalte hai woh dekhte kyun nahi

*HR*


Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #3 on: January 29, 2009, 01:18:51 PM »
Wonderfull lines sajid ji... Thumbs UP
Shukriya Sajid ji aapko pasand aaya... Usual Smile


Hum aaj bhi uske kareeb hai woh jaante kyun nahi
Mere aankhon se jo ashq nikalte hai woh dekhte kyun nahi

*HR*



Tu bhi jhoothi, tere aasoo bhi jhoothe hain
Tujhe zahir nahi karte, par tujhse aaj bhi roothe hain

                            -SG-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: January 29, 2009, 01:24:47 PM »
Tu bhi jhoothi, tere aasoo bhi jhoothe hain
Tujhe zahir nahi karte, par tujhse aaj bhi roothe hain

                            -SG-


Humse roothne wale aaj bhi humse sawal karte hain
Hum aaj bhi aapne dard duniya se chupate hain
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: January 29, 2009, 01:26:23 PM »
Hmmmmmmmm.,/
Bohat Achche Didi,.
Nice One,.

Khush Raho,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: January 29, 2009, 02:07:46 PM »
Hmmmmmmmm.,/
Bohat Achche Didi,.
Nice One,.

Khush Raho,.

Thanks bhai jaan...
Logged
cara
Guest
«Reply #7 on: January 29, 2009, 03:53:46 PM »
Humse roothne wale aaj bhi humse sawal karte hain
Hum aaj bhi aapne dard duniya se chupate hain

honey ji....
tumse roothne wale aaj bhi tumse sawal karte hain,
kyun tumne unka dil dukhaya tum se poochte hain.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: January 29, 2009, 04:22:30 PM »
honey ji....
tumse roothne wale aaj bhi tumse sawal karte hain,
kyun tumne unka dil dukhaya tum se poochte hain.

cara ji

Humse roothne wale be-shaq humse sawal kar humen koi gila nahi
Honeyrose ne doston ko khushi di hai humen koi gila nahi   
Logged
cara
Guest
«Reply #9 on: January 29, 2009, 05:03:38 PM »
cara ji

Humse roothne wale be-shaq humse sawal kar humen koi gila nahi
Honeyrose ne doston ko khushi di hai humen koi gila nahi   

cara ji

Humse roothne wale be-shaq humse sawal kar humen koi gila nahi
Honeyrose ne doston ko khushi di hai humen koi gila nahi   

honey ji...
tumse roothne wale toh tumse hi sawal karege hamse nahin,
aapne doston ko khushi di hogi,par hame nahin.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: January 29, 2009, 05:56:49 PM »
honey ji...
tumse roothne wale toh tumse hi sawal karege hamse nahin,
aapne doston ko khushi di hogi,par hame nahin.

Cara ji...

Aapse hum kyun kafa hone lage aap koi ghair nahi
Aapno se koi roothe hai woh zindagi koi zindagi nahi
Logged
angel4u
Guest
«Reply #11 on: January 29, 2009, 09:12:55 PM »
Quote
Humse roothne wale aaj bhi humse sawal karte hain
Hum aaj bhi aapne dard duniya se chupate hain



Dost hone ka dawa karte hai jo wo yun dard ki numayish nia karte,
badi badi baatein karke dost ya dushman ki aazmaayish nia karte,
dekhke ye haal teri duniya me rishto ke fareb ka ya rab,
ab hum dosti ke bazar me paakeezgi ki khwahish nai karte...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: January 29, 2009, 09:19:09 PM »
Maaf Karna, Sajid Bhai, Jaya Didi,.

Khush Raho Aabaad Raho,.
Logged
cara
Guest
«Reply #13 on: January 30, 2009, 05:02:34 AM »


Dost hone ka dawa karte hai jo wo yun dard ki numayish nia karte,
badi badi baatein karke dost ya dushman ki aazmaayish nia karte,
dekhke ye haal teri duniya me rishto ke fareb ka ya rab,
ab hum dosti ke bazar me paakeezgi ki khwahish nai karte...


dost hone ka dawa karte hai jo, wo doston ko yun dard nahin dia karte,
badi badi baatein karne wale,dosti kahan nibaya karte.
dekhlo duniya mein,dosti ka yeh haal hai ya rab,
ab ham dosti ki bazaar mae,umeed nahin rakhte.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: January 30, 2009, 10:32:21 AM »
dost hone ka dawa karte hai jo, wo doston ko yun dard nahin dia karte,
badi badi baatein karne wale,dosti kahan nibaya karte.
dekhlo duniya mein,dosti ka yeh haal hai ya rab,
ab ham dosti ki bazaar mae,umeed nahin rakhte.


 Applause Applause

Wah wah bohat khoob cara ji...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 12, 2025, 12:19:17 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]

[January 03, 2025, 09:08:25 AM]

[January 03, 2025, 09:00:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer