ek deeya thaa tere pyaar ka maine jalaaya!!!

by ranjana on September 21, 2006, 05:51:04 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2203 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: September 28, 2006, 09:24:25 AM »
Ek khawaish thee dil mein ki bikher de ujaale duniya mein
roshan is dil ke chiraag se duniya hoti rahe
jale bhi sahi hum shama ban kar umar bhar
fir bhi duniaya ki nazaro mein bewafa se hum rahe!!
Logged
vikas2210
Guest
«Reply #16 on: September 28, 2006, 10:04:51 AM »
bewafai ke rasme hum bhi jaan gaye
wafa karke jo naa paa sake they
aaj hum bewafai karke zindgi se paa gaye...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: September 28, 2006, 11:15:56 AM »
dekhi hain kai baar yun hi udaas shaam dhalte hue
kai baar yun hi chupchaap bethe khamoshi ko buna hai
jahan mil jaaye akash se dharti ya shail se koi bhataki si leher
wahi sochate sochate is zindagi ka tamaam waqt yun hi dhala hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: October 01, 2006, 04:26:39 AM »
Nice One Ranjana Sis And Vikas Bhai,..

Raste khud Tabaahi Ke Nikaale Humne,..
Kar Diya Dil Kisi pathar ke Hawaale Humne,..
Humko Maloom Nahi Kya Cheez Hai Mohabbat Yaaron,.
Ghar Apna Phook Ke Dekhe Hain Ujaale Humne,..

Logged
angel4u
Guest
«Reply #19 on: October 01, 2006, 05:25:40 PM »
Mujhe Gale Se Laga Lo Bahut Udaas Hoon Main,
GaM-E-Jahan Se Chura Lo Bahut Udaas Hoon Main,

Ye Intezar Ka Dukh Ab Saha Nahi Jaata,
Tadap Rahi Hai Mohabbat Ab Raha Nahi Jaata,
TuM Apne Paas Bula Lo, Bahut Udaas Hoon Main,

Har Ek Saans Me Milneki Pyaas Palti Hai,
Sulag Raha Hia Badan Aur Rooh Jalti Hia,
Bacha Sako To Bacha Lo Bahut Udaas Hoon Main,

Bhatak Chuki Hoon Main Zindagi Ki Raahon Mein,
Mujhe Ab Aa Ke Bacha Lo TuM Apni Baahon Mein,
Mera Sawal Na Talo Bahut Udaas Hoon Main...
* * * * *
Logged
ranjana
Guest
«Reply #20 on: October 03, 2006, 05:35:47 AM »
nice sharing angel............


har waqt ek saaya kuch yun keh ke gujar jaata hai
kuch udaas sa pal aa ke dil per jam sa jaata hai

hai kyu nahi ek pyaar ka lamaha bhi mera
yeh dil kuch paane ki chaha mein kyu kho sa jaata hai

jeena chahate they hum bhi zindagi  apni jee ke
per gujharata har lamaha mujhe kyu maut ki raha per dhakel jaata hai

bahut tut chuka hai ab mera dil in roz ke haadaso se
kyu mere dard ka pal ab bhi khushi ke pal mein badal nahi paata hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: October 05, 2006, 02:37:55 PM »
nice one husena and ranjana,.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: October 07, 2006, 04:43:26 PM »
shukriya ..azeem bhai ....

har waqt ek umeed ka deep jalaaye rakahiye
ek din woh milne jaraur aayenge yeh yakeen dil mein rakhiye

laut aate hai parinde bhi apne gharo ko
kuch unki beeti baato ki jahlak aanhko mein basaaye rakhiye

baat mooh se nikali toh afsaana na ban jaaye kahi
ishq ki baat hai yeh raaz dil mein chipaaye rakhiye !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: October 09, 2006, 03:56:16 PM »
Ur welcome Sis,..
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:29:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer