ek jaisa hai..Peshawar..sana afroz

by sana Afroz on December 17, 2014, 04:57:34 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2207 times)
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
Ashq aankhon Mein meri ya teri,
rang ho boo ho ek jaisa hai...

jazba e ranj ho alam chahey,
main hoon ya too ho ek jaisa hai.

qatl bachchon ka aurton ka karein,
hain ye naamard Jo mardon se darein.

qatl apnon ka ho ya ghair ka ho,
karb kaisa ho  ek jaisa hai..

kaash taareekh palat kar dekhein,
yun mujahid ko na badnaam karein.

koi mazhab ho koi maktab ho,
dars  e    eemaan to ek jaisa hai..

shewa e kufr qatl o ghaarat hai,
shaan e momin to bas muhabbat hai.

mere dil Mein 'sana' ya dil Mein tere,
dard  har soo  to ek jaisa hai.....
Logged
vimmi singh
Guest
«Reply #1 on: December 17, 2014, 05:31:24 PM »
bahut khoob farmaaya...
Logged
RAJAN KONDAL
Guest
«Reply #2 on: December 17, 2014, 05:31:28 PM »
bahoot khooob
Logged
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
«Reply #3 on: December 17, 2014, 05:41:51 PM »
bahut khoob farmaaya...

shukriyaaaa!!!!
Logged
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
«Reply #4 on: December 17, 2014, 05:42:27 PM »
bahoot khooob

shukriyaaaa!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: December 17, 2014, 09:21:29 PM »
Ashq aankhon Mein meri ya teri,
rang ho boo ho ek jaisa hai...

jazba e ranj ho alam chahey,
main hoon ya too ho ek jaisa hai.

qatl bachchon ka aurton ka karein,
hain ye naamard Jo mardon se darein.

qatl apnon ka ho ya ghair ka ho,
karb kaisa ho  ek jaisa hai..

kaash taareekh palat kar dekhein,
yun mujahid ko na badnaam karein.

koi mazhab ho koi maktab ho,
dars  e    eemaan to ek jaisa hai..

shewa e kufr qatl o ghaarat hai,
shaan e momin to bas muhabbat hai.

mere dil Mein 'sana' ya dil Mein tere,
dard  har soo  to ek jaisa hai.....

Bilkul Sahi Kaha, Islam Ne Jung Mein Bhi Aurton Bachchon Budhon Ko Maarne Se Manaa Kiya Hai,
Jo Mujahid Hain Wo Kabhi Aisa Kaam Na Karenge,.

Jinhone Ye Kaam Kiya Hoga Wo Janwar Hain,.

Very Sad,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: December 17, 2014, 09:22:32 PM »
A Very Sad Moment Of Peshawar,.

Zameen Kaam'ppi Hogi, Aasmaan Roya Hoga,.
Ek Maasoom Jab Goli Khaakar Soya Hoga,.

Us Maa Ki Kya Haalat Hui Hogi,.
Kaise Nanhe Kafan Ko Baap Ne Dhoya Hoga,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
«Reply #7 on: December 18, 2014, 12:24:56 AM »
A Very Sad Moment Of Peshawar,.

Zameen Kaam'ppi Hogi, Aasmaan Roya Hoga,.
Ek Maasoom Jab Goli Khaakar Soya Hoga,.

Us Maa Ki Kya Haalat Hui Hogi,.
Kaise Nanhe Kafan Ko Baap Ne Dhoya Hoga,.

-Azeem Aarzu,.

bilkul bajaa farmaya aap,e Arzoo shb..
dil cheer deney wala saaneha hai,,,mutassereen maa baap ko dilasa deney k liye alfaz nahin mil rahey hain jaise k lughat khaali ho gaii hai...
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: December 18, 2014, 01:19:32 AM »
waah waah bahut khoob
Logged
khujli
Guest
«Reply #9 on: December 18, 2014, 06:22:38 AM »
Ashq aankhon Mein meri ya teri,
rang ho boo ho ek jaisa hai...

jazba e ranj ho alam chahey,
main hoon ya too ho ek jaisa hai.

qatl bachchon ka aurton ka karein,
hain ye naamard Jo mardon se darein.

qatl apnon ka ho ya ghair ka ho,
karb kaisa ho  ek jaisa hai..

kaash taareekh palat kar dekhein,
yun mujahid ko na badnaam karein.

koi mazhab ho koi maktab ho,
dars  e    eemaan to ek jaisa hai..

shewa e kufr qatl o ghaarat hai,
shaan e momin to bas muhabbat hai.

mere dil Mein 'sana' ya dil Mein tere,
dard  har soo  to ek jaisa hai.....


boss!!!!!!!!!!

one rau for the  remarkable notes and composition dedicated  to those innocents 
Logged
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
«Reply #10 on: December 18, 2014, 06:26:03 AM »
waah waah bahut khoob

shukriyaaaa!!!!
Logged
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
«Reply #11 on: December 18, 2014, 06:27:34 AM »

boss!!!!!!!!!!

one rau for the  remarkable notes and composition dedicated  to those innocents 


Inaayat hai....
shukriyaaaa!!!!!
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #12 on: December 18, 2014, 07:04:34 AM »
  Applause  Beautiful . Bahut khubi se dard ka izhaar kiya hai .
Logged
sana Afroz
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 24
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 8 hours and 22 minutes.
Posts: 173
Member Since: Nov 2014


View Profile
«Reply #13 on: December 18, 2014, 08:04:39 AM »
  Applause  Beautiful . Bahut khubi se dard ka izhaar kiya hai .

shukriyaaaa!!!!!
Logged
jeet jainam
Khaas Shayar
**

Rau: 237
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
60 days, 12 hours and 13 minutes.

my rule no type no life and ,i m happy single

Posts: 10150
Member Since: Dec 2012


View Profile WWW
«Reply #14 on: December 19, 2014, 04:19:41 PM »
Teacher ji bohat dard e gum ka mahool hai baragshta.bhale hi kisi or mulk main ho par dard sabhi ko hota hai.apki peahkash ke liye alfaaz nhi koi mare paas..waah waahi nahi karunga kiyonki ye oon masoomo ko shardhanjli hai.jo be gunah mare gaye
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:48:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer