Ek mai akela tha

by clicksahil on August 11, 2005, 07:38:56 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2184 times)
clicksahil
Guest
been a long time visitor to yoindia....again i am trying to hidin for yoindia and starting wid dis such a nice ghazal.....N/M


Manziley bhi usi ki thi Raasta bhi usi ka tha
Ek mai akela tha Qafila bhi usi ka tha
Saath saath Chalne ki soch bhi usi ki thi
Phir Raasta badalne ka faisla bhi usi ka tha
Aaj kyu akela hu dil sawaal karta hai
Log to usi ke they kiya Khuda bhi usi ka tha
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
kal bhi mann akela tha aaj bhi akela hai by vipin malviya in Songs & Lyrics
AKELA HO KE BHI AKELA HO PATA NAHIN....bansi by BANSI DHAMEJA in Miscellaneous Shayri
akela akela safar (nam) by poonamA in Shayri for Dard -e- Judai
AKELA AR MAI AKELA******" by Dineshkumarjonty in Shayri-E-Dard
nikki
Guest
«Reply #1 on: August 11, 2005, 08:19:26 PM »
wow its such a wonderfull nazam..............welcum again to yoindia..its been long time aapne kuch likha
Logged
tanha dil tanha safar
Guest
«Reply #2 on: August 12, 2005, 10:54:53 AM »
Quote from: "clicksahil"
been a long time visitor to yoindia....again i am trying to hidin for yoindia and starting wid dis such a nice ghazal.....N/M


Manziley bhi usi ki thi Raasta bhi usi ka tha
Ek mai akela tha Qafila bhi usi ka tha
Saath saath Chalne ki soch bhi usi ki thi
Phir Raasta badalne ka faisla bhi usi ka tha
Aaj kyu akela hu dil sawaal karta hai
Log to usi ke they kiya Khuda bhi usi ka tha


very nice.......................................

iss pyar mein kuch kar guzarne ka jasba bhi usi ka tha
wahaan main akela that lekin kasba bhi usi ka tha
sun na saka woh fariyaad mere dil ki shayad
woh sabki khabar rakne wala masiha bhi usi ka tha.......................
Logged
jochahohojayein
Guest
«Reply #3 on: August 12, 2005, 11:23:59 AM »
Quote from: "clicksahil"
been a long time visitor to yoindia....again i am trying to hidin for yoindia and starting wid dis such a nice ghazal.....N/M


Manziley bhi usi ki thi Raasta bhi usi ka tha
Ek mai akela tha Qafila bhi usi ka tha
Saath saath Chalne ki soch bhi usi ki thi
Phir Raasta badalne ka faisla bhi usi ka tha
Aaj kyu akela hu dil sawaal karta hai
Log to usi ke they kiya Khuda bhi usi ka tha



very good dost nice work

 
hum bhi kisi ke sath chale the hum safar samaj ke
pata nahi kyu usne dil mera toda bewafa bann ke
abh to akela chalne ki adat si ho gayee hai
dar lagta hai saye se bhi, dekhate hai use gair samak ke
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:03:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer