Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 29
Print
Author  (Read 25447 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #105 on: June 14, 2006, 10:23:36 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Hamari har ek khushi ko aapke dard se kharid lo,
Khushi lekar hamari tumhara har zakhm bhar jayega,
Zindagi ko ek mauka do khushi se jeene ka,
Phir use dekh aapka bewafa aashiq bhi kidhar jayega ...



koi dard ke badle khusi deta nhi hai
khusi ke pal leker wo derd de jaate rahe.
humne bhoolne ki unko her roj kosis ki
per wo to humko her waqt yaad aate rahe
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
Pooja
Guest
«Reply #106 on: June 14, 2006, 03:18:30 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Thanks a lot Pooja for appreciation ...
You too have written good here ...

Hamari har ek khushi ko aapke dard se kharid lo,
Khushi lekar hamari tumhara har zakhm bhar jayega,
Zindagi ko ek mauka do khushi se jeene ka,
Phir use dekh aapka bewafa aashiq bhi kidhar jayega ...



dosto ki khushi se dard nahi sambhala jaata
dosto ki khushi se jakham bhara nahi karta
mouka zindagi hi ab dena nahi chahati
jahan bhi ho Pooja, khushi waha door door tak nahi aati
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #107 on: June 17, 2006, 02:50:42 PM »
Quote from: "Pooja"
Quote from: "Just_Hate_Love"

Thanks a lot Pooja for appreciation ...
You too have written good here ...

Hamari har ek khushi ko aapke dard se kharid lo,
Khushi lekar hamari tumhara har zakhm bhar jayega,
Zindagi ko ek mauka do khushi se jeene ka,
Phir use dekh aapka bewafa aashiq bhi kidhar jayega ...



dosto ki khushi se dard nahi sambhala jaata
dosto ki khushi se jakham bhara nahi karta
mouka zindagi hi ab dena nahi chahati
jahan bhi ho Pooja, khushi waha door door tak nahi aati



kaantoon ke bistar mein bhi hum so jaate hai.
doston ki khusi mein bhi khush ho jaate hai.
sharab ki jagah ab gum piye jaate.
jaisi bhi ho zindgi bas jiye jaate hai.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #108 on: June 18, 2006, 01:24:07 PM »
Thanks a lot Pooja and Bhondu for replying ...
Both of you have written cool here ...
Keep it up both ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #109 on: June 19, 2006, 04:37:43 AM »
JHL ji .... not fair,, hume likhane ko kahte hai khud bina likhe app chale jaate hai... do lines hi likh diya kare... acha lagta hai...

jee rahe zindagi, uske armaan se
jo khush hai hamare nuksaan se
ansoo hamari per wo hanse jaata hai
jeene ki her umind bhi liye jaata hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #110 on: June 19, 2006, 07:25:41 AM »
Really nice all of u.....Sabney bahut achha likha hai... =D>  =D>  =D>


Yeh dard merey, chaley jayegey merey sath hi,
Mera gum aur merey dil key yeh zazbaat bhi...
Jayengey sang merey yeh merey haalaat bhi...

Phir bhi terey hothon par meri kahaani reh jayegi...
Yaad karogey dekh key tasveer meri,
aur padh kar meri nazm baar baar.....
Dekhna tanhaii meri... teri jubaani ban jayegi....

Yeh sard raat, akelepan ki, tujh par noor barsayegi...
Ashk hongey teri palkon par...
Aur hothon par mera hi naam....
Meri wafa phir bhi rahegi terey sath..
Terey ghayal dil ko yeh malham lagayegi....

Aaj tum bhool chukey ho jisey,
Baar Baar yehi bhool tujhko yaad aayegi....
Mita di hai tumney apni muhabbat lekin,
Ishq mey merey woh dum hai sathiya...
Dekhna dil par terey merey ishq ki nishaani reh jayegi........

[/b]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #111 on: June 19, 2006, 03:46:54 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
JHL ji .... not fair,, hume likhane ko kahte hai khud bina likhe app chale jaate hai... do lines hi likh diya kare... acha lagta hai...

jee rahe zindagi, uske armaan se
jo khush hai hamare muksaan se
ansoo hamari per wo hanse jaata hai
jeene ki her umind bhi liye jaata hai


jee  rahe hai zindgi uske armaan se,
chal rahi hai saase uske naam se.
jitne bhi dukho mein pada rahe bhondu,
aa jaati hai rahat uske ek paigaam se.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #112 on: June 19, 2006, 04:23:12 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
JHL ji .... not fair,, hume likhane ko kahte hai khud bina likhe app chale jaate hai... do lines hi likh diya kare... acha lagta hai...

jee rahe zindagi, uske armaan se
jo khush hai hamare nuksaan se
ansoo hamari per wo hanse jaata hai
jeene ki her umind bhi liye jaata hai


Galti ho gayi Pooja ...
Actually i was in hurry yesterday ...


Jeene de zindagi ko bina kuchh bataaye,
Aa jayege use wafa nibhana bina kuchh sikhaye,
Hasne se khushi zaahir nahi hoti kabhi,
Dhua uth raha hai aankhon se uski bina kuchh jalaye ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #113 on: June 19, 2006, 04:33:46 PM »
Good job Shikha and Bhondu ...
Keep up the good work ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #114 on: June 20, 2006, 06:21:10 AM »
wah shikha kaya baat hai, bahoot khoob dost Kavi and shukariya JHL ji!!

Uska chehra dil ko sakoon de jaata hai
magar dil mai ek khanjar bhi chubh jaata hai
yaad her ek uska zulam phir atta hai
ek nafart ka saya dil mai lahra jaata hai
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #115 on: June 20, 2006, 09:16:16 AM »
Shukriya JHL and Pankhuri ji....

Aur

Aapney bhi bahut achha likha hai...Bhondu ji, JHl ji and Pankhuri ji...
[/b]
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #116 on: June 20, 2006, 01:59:35 PM »
Quote from: "Pankhuri2"

Uska chehra dil ko sakoon de jaata hai
magar dil mai ek khanjar bhi chubh jaata hai
yaad her ek uska zulam phir atta hai
ek nafart ka saya dil mai lahra jaata hai


uska chehra ankho ko sukoon de jaata hai.
uski baatein dil ko rahat de jaati hai.
dard kitna bhi de unki yaadein magar,
phir bhi unse pyaar kerne ki chahat de jaati hai.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #117 on: June 20, 2006, 02:03:10 PM »
thankz all of u , for the appriciation
Logged
Pooja
Guest
«Reply #118 on: June 20, 2006, 02:58:03 PM »
payaar hai dil mai, tabhi to tadap hai
zulm uske aor diye jakhmo ki bhi had hai
thund hai ajj bahoot, hawa bhi bahoot sard hai
bahoot jee li Pooja, bas ab uski rukhsatika waqat hai
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #119 on: June 21, 2006, 06:26:59 PM »
Quote from: "Pooja"
payaar hai dil mai, tabhi to tadap hai
zulm uske aor diye jakhmo ki bhi had hai
thund hai ajj bahoot, hawa bhi bahoot sard hai
bahoot jee li Pooja, bas ab uski rukhsatika waqat hai


nice...
hamare dil me bhi tadap hai jo pyar ka ijhar karti hai
zakhm idhar bhi hai jo aap ke julm ikhtiyar karte hai
hawa me bhi aaj dard hai jo aap ke dard ka etbar karti hai
yaha bhi jeene ki chahat nahi hum bhi maut ka intzar karte hai
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 29
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:16:16 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer