Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 29
Print
Author  (Read 25299 times)
anjani_si
Guest
«Reply #135 on: July 07, 2006, 07:33:22 PM »
Quote from: "badnaam"
Zindagi Hai Nadan Isliye Chup Hoon..
Dard hi Dard Hai Subah Shamm Isliye Chup Hoon...
Keh To Du Zamane se Dastan Apni...
Lekin Usme Ayega Uska Naam Isliye Chup Hoon...
[/b]

another badnaam.....too goo badnaamji.....rely nice :D:D

zindagi se kya gila hai, dard tu usse mila hai
isse bhari mehfil mein suna tu dhoon apni dataan-e-kahani
parh woh samne mera baitha hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #136 on: July 09, 2006, 07:45:19 AM »
Quote from: "Pooja"
bahoot khoob Dost Kavi, JHL JI and Badnaam ji!!

Dost Kavi ji,

dard hai dard hi pukaar jaata hai
warna app jaise dost ko chor kar kon jaana chahta hai
bhoj ab zindagi ka uthaya nahi jaata
kaise mar  mar kar jiti hu, yah bataya bhi nahi jaata!!!

dard sab ke pass hai,dard sabhi dete hai.
per zindgi ka dard to peena padta hai.
maana aapni zindgi mein saath nhi hai unka,
per zindgi hai zindgi ko jeena padta hai.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #137 on: July 09, 2006, 07:52:29 AM »
Quote from: "badnaam"

Zindagi Hai Nadan Isliye Chup Hoon..
Dard hi Dard Hai Subah Shamm Isliye Chup Hoon...
Keh To Du Zamane se Dastan Apni...
Lekin Usme Ayega Uska Naam Isliye Chup Hoon...
[/b]

zindgi saheli hai zindgi pahei hai.
zindgi nadaan hai zindgi lajiz hai.
tumhare waste jo horte hai zindgi,
tu shayed zindgi se ajiz hai.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #138 on: July 09, 2006, 08:03:36 AM »
Quote from: "BHONDU"
Quote from: "badnaam"

Zindagi Hai Nadan Isliye Chup Hoon..
Dard hi Dard Hai Subah Shamm Isliye Chup Hoon...
Keh To Du Zamane se Dastan Apni...
Lekin Usme Ayega Uska Naam Isliye Chup Hoon...
[/b]

zindgi saheli hai zindgi pahei hai.
zindgi nadaan hai zindgi lajiz hai.
tumhare waste jo horte hai zindgi,
tu shayed zindgi se ajiz hai.

Wah Dost kavi ji...Dil ki baat kahi aapne

Zindagi me likhe aansoon the....
par hum Muskurate kyu rehte hai......

Dard dia tera tha isliye......
Shayad hum harr Shaks ko parakhte rehte hai.......!!!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #139 on: July 09, 2006, 08:08:30 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"

ansoonwo ke sailaab hai
hum muskurate rehte hai
lahuluhaan hai ye dil is dil per
her waqt chot khate rehte hai.
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #140 on: July 09, 2006, 08:13:13 AM »

Yeh Sailaab rakh sambhal ke......
Isme Dushman Dunia ko bahana hai.....

Chot dee jisne Dil pe.....
Uski Tasveer use Seene Cheer ke Dikhana hai....!!!!!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #141 on: July 09, 2006, 02:34:49 PM »

ye sailaab kabhi kam na hoga,
humare marne per bhi unko gum na hoga.
doondhegi nigahe umar bhar unki
per mujh sa to unka sanam bhi na hoga.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #142 on: July 10, 2006, 04:49:04 PM »
Dard ka naam lete hi aankhen bhar jaati hai,
Ghar se nikal ke wo jaane kidhar jaati hai,
Us zaalim ke tevar to qayamat mein yaad aayenge,
Us par lage ilzaam bhi wo hamare naam kar jaati hai ...
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #143 on: July 11, 2006, 01:13:41 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Dard ka naam lete hi aankhen bhar jaati hai,
Ghar se nikal ke wo jaane kidhar jaati hai,
Us zaalim ke tevar to qayamat mein yaad aayenge,
Us par lage ilzaam bhi wo hamare naam kar jaati hai ...

uska naam lete hi aankhe bhar jaati hai.
na jaane kyn khamoshi se ye sare dard sah jaati hai.
ho jaate hai bebas humto un haalat mein
yaadein jub unki mere dil se gujar jaati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #144 on: July 11, 2006, 02:24:13 PM »
bahoot hi khoob badnam shayar ji, Dost kavi and JHL Ji

KAYA SAMA BHANDHA HAI APP SABNE YAHAN PER.... BAHOOT KHOOB!!

Yaad uski aa kar ab bhi thaher jaati hai
loot leti hai chain, ajj bhi bahoot rulaati hai
tadpata dekh kar na jaane kaya sakoon paati hai
uski ek ek nishani, nashtar si chubhi jaati hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #145 on: July 13, 2006, 12:46:44 PM »
Quote from: "Pooja"
bahoot hi khoob badnam shayar ji, Dost kavi and JHL Ji

KAYA SAMA BHANDHA HAI APP SABNE YAHAN PER.... BAHOOT KHOOB!!

Yaad uski aa kar ab bhi thaher jaati hai
loot leti hai chain, ajj bhi bahoot rulaati hai
tadpata dekh kar na jaane kaya sakoon paati hai
uski ek ek nishani, nashtar si chubhi jaati hai

naster chubha rahe hai dil per unki yaado se,
maut bhi aati nhi aaj bhi fariyaado se.
tadapta dekhker tadapta chorti hai.
zindgi jub zindgai se khafa hoti hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #146 on: July 13, 2006, 01:50:32 PM »
bahoot sahi kaha dost!!

zindagi ka rang, zindagi ne bkhubi dikhaya hai
barsa kar kuch palo mai payaar ki barsaat
tamam umar ka sukha dikhaya hai
banjar ban gaya yah dil, jis per ab koi bahar nahi
zindagi jee li is Pooja ne, ab duniya se koi sarokaar nahi!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #147 on: July 14, 2006, 04:58:09 AM »
Quote from: "Pooja"
bahoot sahi kaha dost!!

zindagi ka rang, zindagi ne bkhubi dikhaya hai
barsa kar kuch palo mai payaar ki barsaat
tamam umar ka sukha dikhaya hai
banjar ban gaya yah dil, jis per ab koi bahar nahi
zindagi jee li is Pooja ne, ab duniya se koi sarokaar nahi!!!

zindgi ka rang zindgi dikhati hai.
abhi bhi kai rang zindgi ke baaki hai.
kabhi pyaar kabhi dard laayi hai zindgi.
pata nhi aur. kya kya dekhlayegi zindgi.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #148 on: July 14, 2006, 02:55:14 PM »
dekh chuke zindagi ko ab itna
koi nai baat ab na rula payegi
socha yahi her baar maine
per uski kadvi baat, kisi din jaan laker jayegi
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #149 on: July 15, 2006, 04:00:57 AM »
Quote from: "Pooja"

dekh chuke zindagi ko ab itna
koi nai baat ab na rula payegi
socha yahi her baar maine
per uski kadvi baat, kisi din jaan laker jayegi

kabhi unki baatein pyaar barsati rahi.
dil ki dhadkan bhi unsay sharmati rahi.
badala hai mausam kuch is andaaj mein
ab to yadein hai jo her waqt rulati rahi
Logged
Pages: 1 ... 6 7 8 9 [10] 11 12 13 14 ... 29
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 07:52:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer