Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 29
Print
Author  (Read 25450 times)
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #225 on: September 10, 2006, 04:37:27 PM »
Good one Bhondu ...
And thanks a lot for replying ...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #226 on: September 11, 2006, 02:40:28 AM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Good one Bhondu ...
And thanks a lot for replying ...


thanks & wel-come jhl ji....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #227 on: September 18, 2006, 05:21:58 PM »
Ishq dariya hai jo taire wo khaali haath rahe,
Wo jo doobe the kisi aur kinare nikle,
Dhoop ki rutt mein koi chhaav ugata kaise,
Shaakh phuti thi ki hamsaayo mein aare nikle ...(nm)
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #228 on: September 24, 2006, 03:33:42 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"

Ishq dariya hai jo taire wo khaali haath rahe,
Wo jo doobe the kisi aur kinare nikle,
Dhoop ki rutt mein koi chhaav ugata kaise,
Shaakh phuti thi ki hamsaayo mein aare nikle ...(nm)


ishq dariya hai per do boond nhi aata hai,
jalte rehte hai din bhar sukoon nhi aata hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #229 on: September 25, 2006, 09:28:54 AM »
kahi ander dard mai sama gaya
wo shakas jo hath apna chura gaya
pal pal mai beet gaye kaise barso
barso ka sath, jhootha wo bata gaya

kab hua milan, kab judai bhi aa gai
kayun itna zalim, apne dil ko wo bana gaya
waqat ka dariya to bahta hi jayega
jakham magar wo bahoot gahra bana gaya
Logged
Pooja
Guest
«Reply #230 on: October 01, 2006, 06:04:01 AM »
dard hai dard mai hi simat jaat ahai
kaise ek shakas duniya badal jaata hai
kuch palo ka sath, umarbhar ki yaad mai simat jaata hai
umarbhar na bhare, aisa jakham ban kar rah jaata hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #231 on: October 01, 2006, 07:28:32 AM »
wah kaya baat hai SSK JI BAHOOT KHOOB....

kharee pani mai bhi payaar wo hi rahta hai
badal jaaye kitne hi mosam, armaan wo hi rahta hai
mile moti ya phir mille toofaan kitne
dil ka dard wahin ke wahin rahta hai
Logged
angel4u
Guest
«Reply #232 on: October 01, 2006, 05:08:02 PM »

HuM Ko Kiske GaM Ne Maara Ye Kahani Phir Sahi,
Kisne Toda Dil HaMara Ye Kahani Phir Sahi,

Dil Ke Lautne Ka Sabab Puchho Na Sab Ke SaMne,
NaaM Aayega TuMhara Ye Kahani Phir Sahi,

Nafraton Ke Tair Kha Kar Doston Ke Shaher Mein
HuM Ne Kis Kisko Pukara Ye Kahani Phir Sahi,

Kya Batayein Pyar Ki Baazi Wafa Ki Raah Mein,
Kaun Jeeta Kaun Haara Ye Kahani Phir Sahi,

HuM Ko Kiske GaM Ne Maara Ye Kahani Phir Sahi,
Kisne Toda Dil HaMara Ye Kahani Phir Sahi...
* * * * *
Logged
Pooja
Guest
«Reply #233 on: October 02, 2006, 11:12:29 PM »
good one angle
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #234 on: October 03, 2006, 05:59:02 AM »
Na rahe ab wo phoolo bhare ped na rahe patte,
Ab kuchh baaki na raha bikherne ko keh do hawa ko,
Hum mar nahi sakte badnaami ke toofan mein doobkar,
Hame maut ko taalna hoga sach karne uski dua ko ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #235 on: October 04, 2006, 04:53:23 AM »
le gaya wo sab kuch, yaad na le ja paya
diye bahoot hi dukh usne, sukh kayun uske jaane ke baad na ayya
socha karu baith kar, zindagi ka matlab samjh na ayya
bewafa, bedard wo, phir kayun mujko ussi per payaar ayya
Logged
angel4u
Guest
«Reply #236 on: October 04, 2006, 05:33:19 PM »
Thanks pooja ji, and nice one jhl and pooja ji..


Ishq Jab Meharbaan Ho To Kya Kijiye,
Husn Ki Maghfirat Ki Dua Kijiye,

Is Saliqe Se Unse Gila Kijiye,
Jab Gila Kijiye To Hans Diya Kijiye,

Doosron Par Agar Tabsarah Kijiye,
SaMne Aaina Rakh Liya Kijiye,

Koi Dhoka Na Kha Jaye Meri Tarah,
Aise Khul Kar Na Sabse Mila Kijiye,

Aap Chain Se Hai Tarq-E-Talaq Ke Baad,
Itni Jaldi Na Ye Faisla Kijiye,

Zindagi Kat Rahi Hia Bade Chain Se,
Aur GaM Ho To Wo Bhi Ata Kijiye,

Dil-O-DiMag Apni Apni Kahein Jab KhuMar,
DiMag Ki Suniye Dil Ka Kaha Kijiye...
* * * * *
Logged
angel4u
Guest
«Reply #237 on: October 04, 2006, 05:35:01 PM »

Na Koi Khwab Na Saheli Thi,
Is Mohabbat Mein Main Akeli Thi,

Ishq Mein TuM Kahan Ke Sache The,
Jo Tanhaiya Thi HuMne Jheli Thi,

Yaad Ab Kuch Nahi Raha Lekin,
Ek Dariya Tha Ya Haweli Thi,

Jisne Uljha Ke Rakh Diya Dilko,
Wo Mohabbat Thi Ya Paheli Thi,

Main Zara Si Bhi KaM Wafa Karti
TuM Ne To Meri Jaan Le Li Thi,

Waqt Ke Saanp Kha Gaye Usko,
Mere Aangan Mein Ek Pyaari Si ChaMeli Thi,

Is Shab-E-GhaM Me Kisko Batlaun,
Kitni Roshan Meri Hatheli Thi...
* * * * *
Logged
kuchtohai
Guest
«Reply #238 on: October 06, 2006, 03:37:44 PM »
Quote from: "Pooja"
Meri yandon mai, ek unkahi kahani rah jayegi
kuch palo mai beeti, sari zindgaani rah jayegi

Kuch palo mai, mai to chal doogi duniya chor kar
tamaam umar teri najaro mai, ek nishani rah jayegi

mai to chal doogi chor kar yandon ka safar
teri zindagi mai ek tanhaai si rah jayegi

kab talak, apni kalam se khud ko zindagi mai du
panna (kagaj\ paper) panna ho jaye, to bhi meri shayri rah jayegi!

jakhamo ka hisaab to hamesha hi behisaab raha "Pooja"
kam se kam ek ankh to yah nami de jayegi!!!




WAH WAH WAH WAH WAH POOJA. JITNA TUMHE PADHTI HOON, UTNA KHUSH HOTI HOON YE SOCHKAR KI, "KAVITA" MERA SHAUK HI NAHI PASSION HAI. IS LIYE TUMHAARI KAVITAAON KO PADHHKAR SAMAJHNE KA JO NASHA CHAA TA HAI MUJH PAR, YE SIRF MAI MEHSOOS KAR SAKTI HOON. AAJ MERI AUR SE, APNE AAP KO, IS KAVITA KE LIYE, PYAAR KAR LENA.

BYE DEAR,
KUCHTOHAI.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #239 on: October 06, 2006, 03:50:54 PM »
beautiful  poem written.........Angel   and Pooja sis.
Logged
Pages: 1 ... 12 13 14 15 [16] 17 18 19 20 ... 29
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:34:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer