Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29
Print
Author  (Read 25185 times)
versaygulf
Guest
«Reply #360 on: December 18, 2007, 08:12:48 PM »
BEKARAR TANHAIYON KA SILSILA RAH JAYEGA,
TERE MERE DARMIYAN EK FASLA RAH JAYEGA,
LOG SO JAYENGE KHAMOSHI KI CHADAR ODH KAR
AUR CHAND BADALON ME KAHI JHANKTA RAH JAYEGA

MUJHKO MERE HAMSAFAR, AISA SAFAR DARPESH HAI,
RASTA KAT BHI GAYA TO EK KHALA RAH JAYEGA.
 
                      JAKIR KHAN
                      (GUMSUM)
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
Roja
Guest
«Reply #361 on: December 19, 2007, 12:58:05 AM »
Quote from: Just_Hate_Love

Kaash ye sapna, sapna na hota,
Kaash wo kabhi apna na hota,

Kaash ki duniya mein kabhi pyaar na hota,
Kaash ki aankhon mein kisika intezaar na hota,

Kaash pyaar mein kabhi koi gum na hota,
Kaash gairo ki baahon mein mera sanam na hota,

Kaash unka hum par se bharosa toota na hota,
Kaash ki wo humse kabhi rootha na hota,

Kaash ki us raat ko main soya na hota,
Kaash ki us raat chaand roya na hota,

Kaash ki mera janaza kisine uthaya na hota,
Kaash ek aakhri baar wo mera mooh dekhne aaya hota ...

bahut hi lajawab likha hai JHL ji...

kaash ye sapna hota ...
wo kisi aur ke bahon mein na jaati
kisi gair ke sang mere sapne na sajati
aakho ko zindgi bhar rulai na milti
mujhe pyaar mein bewafaii na milti

kash ye sapna hota
wo humsafar mera apna hota

kash ye sapna hota to ek hansi khil jaati
kassh ye sapna hota to mujhe zindgi mil jaati
kaash ki wo sapne mein bhi mujhse pyaar kerti
kassh sapne mein wo bahon mein bharti

is hansi sapne main aapni haqiqat khota
kaash ye sapna hota.

bahut hi umda reply diya hai aapne bhondu ji.

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #362 on: December 19, 2007, 03:29:59 PM »
BEKARAR TANHAIYON KA SILSILA RAH JAYEGA,
TERE MERE DARMIYAN EK FASLA RAH JAYEGA,
LOG SO JAYENGE KHAMOSHI KI CHADAR ODH KAR
AUR CHAND BADALON ME KAHI JHANKTA RAH JAYEGA

MUJHKO MERE HAMSAFAR, AISA SAFAR DARPESH HAI,
RASTA KAT BHI GAYA TO EK KHALA RAH JAYEGA.
 
                      JAKIR KHAN
                      (GUMSUM)
last ki lines kamaal ki thi zakir ji ki..per unper kuch kehna gustakhi hogi..per ker raha hu..

na roko in asko ko
ki aaj sarita beh jaayegi.
na girana inko sahi mein ki
sahil mein hulchal mach jaayegi.
ek khamoshi se girte
hai ye dard band ansoo.
jidhar bhi girenge.
ek nishani reh jaayegi.....
Logged
kudrat
Guest
«Reply #363 on: December 19, 2007, 03:36:07 PM »
Quote from: Just_Hate_Love

Kaash ye sapna, sapna na hota,
Kaash wo kabhi apna na hota,

Kaash ki duniya mein kabhi pyaar na hota,
Kaash ki aankhon mein kisika intezaar na hota,

Kaash pyaar mein kabhi koi gum na hota,
Kaash gairo ki baahon mein mera sanam na hota,

Kaash unka hum par se bharosa toota na hota,
Kaash ki wo humse kabhi rootha na hota,

Kaash ki us raat ko main soya na hota,
Kaash ki us raat chaand roya na hota,

Kaash ki mera janaza kisine uthaya na hota,
Kaash ek aakhri baar wo mera mooh dekhne aaya hota ...

bahut hi lajawab likha hai JHL ji...

kaash ye sapna hota ...
wo kisi aur ke bahon mein na jaati
kisi gair ke sang mere sapne na sajati
aakho ko zindgi bhar rulai na milti
mujhe pyaar mein bewafaii na milti

kash ye sapna hota
wo humsafar mera apna hota

kash ye sapna hota to ek hansi khil jaati
kassh ye sapna hota to mujhe zindgi mil jaati
kaash ki wo sapne mein bhi mujhse pyaar kerti
kassh sapne mein wo bahon mein bharti

is hansi sapne main aapni haqiqat khota
kaash ye sapna hota.

bahut hi umda reply diya hai aapne bhondu ji.


Logged
kudrat
Guest
«Reply #364 on: December 19, 2007, 03:37:28 PM »
bhondu ji accha ehasaas hai aapka
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #365 on: December 23, 2007, 12:16:17 PM »
kudrat ji ye to doosri title ki post per sukriya
Logged
akela
Guest
«Reply #366 on: December 25, 2007, 01:45:20 PM »
nice work all of you
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #367 on: December 26, 2007, 03:46:50 AM »
all of you have very good collections.

I have nothing to say more except appreciate it.

Prem Chawla
Logged
aankhain
Guest
«Reply #368 on: January 04, 2008, 06:59:48 PM »
pooja ap hmesha hi bohat acha likhti ho :)aor bohat hi acha likhti ho . aor ap ny bohat acha likha ha. aor baki sb b acha likha ha:) .poja ap kesi ho?
Logged
Pooja
Guest
«Reply #369 on: January 05, 2008, 09:17:25 AM »
good one dost Kavi ji!!

Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #370 on: January 10, 2008, 03:25:12 PM »
pooja ji aap kuch likhti ho to aage likhne ka man kerta hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #371 on: January 10, 2008, 03:32:00 PM »
sorry kal bahoot tired thi... 2.20 am ghar pahunchi aor 5.40 am job per thi.. Ajj kuch koshish karati hu...

her baat kyun tujh per hi aa jaati hai
her chees kyun teri hi nishani ban jaati hai
ankhon se door, dil ke kareeb basera hai tera
mere aks mai ajj bhi teri hi parchai najar atti hai
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #372 on: January 10, 2008, 03:38:01 PM »
vo na jane kyun bat ko aaj bhi usi andaz se sunati hai
jaise dil me basi yad hame phirse rulati hai

sholon se jal rahe is dil par
unke asoon ki sabnam dil to thoda aur jalati hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #373 on: January 10, 2008, 03:42:03 PM »
ankhon ki shabnam mai shole hai bahoot
is jakhami dil mai chale hai bahoot
her baat mai ussi ki kyun hai yaad ayye
her ek yaad mai ansoo hai bahoot!!
Logged
niraj_191
Guest
«Reply #374 on: January 10, 2008, 03:51:51 PM »
yadonko teri seene me rakhkar main jeena nahi chahta
badnami hogi teri yahi soch kar main peena nahi chahta
bewafai ki teri logon ko yakeen na ho jaye
ye soch kar main marna nahi chahta
Logged
Pages: 1 ... 21 22 23 24 [25] 26 27 28 29
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 03:03:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer