Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28 29
Print
Author  (Read 25294 times)
Pooja
Guest
«Reply #390 on: January 11, 2008, 03:43:19 PM »
simple words with deep meaning.. good one khwaish ji...

yaandon ke diye se roshani hoti nahi
mit kar bhi yah chaht khatam hoti nahi
lakh chaha ki samjh le yah dil haqiqat
haqiqat ki khawabo per kuch chalati nahi....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #391 on: January 11, 2008, 03:54:35 PM »
DIL MEIN UTAR JAATA HAI HAR ALFAAZ AAPKA "POOJA"
DARD MEIN DUBKAR AAPKI KALAM CHALTI HAI
AAPKI SHAYARI PADKE YAKEEN AATA HAI "KHWAISH" KO
SHAYARI YAKEENAN DARD,HALAAT,MAJBOORIYON
SE SAJI DUNIYA SE NIKALTI HAI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #392 on: January 11, 2008, 04:00:28 PM »
ab kaya jawab du mai apki is shayri ka...

dard dete hai alfaaz aor armaan nikal jaate hai
na jaane kab kaha, is kalam se hum kaya kaya likh jaate hai
dekh kar duniya ke rang, berang ho gai zindagi itani
jahan se bhi nikle, dard ke jharne hi najar atte hai....
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #393 on: January 14, 2008, 03:44:00 PM »
Log bhool jaate hai kuch dino ke baad
kon rakhta hai yaad waqat nikal jaane ke baad
rahte hai sif zakham pyar karne walo ke pass
rah jaati hai bas nishania waqat nikal jaane ke baad

hi pooja ji... nice one trying to reply
bhool gaye wo humko, per chehra unko aaj bhi yaad hai.
wo to ker gaye thay mera dil jalaker per yadon se aaj bhi unki ye aabad hai.
tasveer mein aab bhi wo dulare lagte hai..
aur... shayed isliye hi ye pyaar ke zakhm mujhe pyare lagte hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #394 on: January 14, 2008, 03:50:45 PM »
wah kaya baat hai bahoot khoob...

pyar ajj bhi unka mujhe payra hai
unki yaadon ka hi sahara hai
tasveer mai dikhati uski parchai hai
bin unke her taraf tanhai hi tanhai hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #395 on: January 14, 2008, 03:52:43 PM »
dard had se bad jaaye to saroor aa jaata hai
lakh chupye dard, lafzo mai nikal jaata hai
dekhtein hai jab mehfil mai dilo main dard
na chahte hue bhi dard-e-bayan nikal jaata hai!!!
bahut hi aacha laga pooja ji...

ye dard ka karwa kabhi rukta nhi hai
dard chupane se chupta nhi hai...
dard ke aadi hai hum dard seh jaate hai.
zada khusi milti hai to ashq nikal aate hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #396 on: January 14, 2008, 03:59:14 PM »
Ashako ko ab dard aor khushi ka antar nahi pata
gumo ko ab dard aor khushi ka antar nahi pata
khamosh nigaho ko rang aor berang ka antar nahi pata
is jismo jaan ko, zindagi aor mout ka natar nahi pata
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #397 on: January 14, 2008, 04:05:32 PM »
ab kaya jawab du mai apki is shayri ka...

dard dete hai alfaaz aor armaan nikal jaate hai
na jaane kab kaha, is kalam se hum kaya kaya likh jaate hai
dekh kar duniya ke rang, berang ho gai zindagi itani
jahan se bhi nikle, dard ke jharne hi najar atte hai....

bahut aacha hai ji... aapki is baat ka samarthan hum kerte hai..

pata nhi kyn. khud ko dekhker dil jalta hai..
jidhar bhi gaye hum bas dard hi dard milta hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #398 on: January 14, 2008, 04:17:00 PM »
shayad dard dekhene ke hum itne aadi ho gaye
sari jahan ke dard lagta hai humare sathi ho gaye
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #399 on: January 14, 2008, 04:37:10 PM »
shayad dard dekhene ke hum itne aadi ho gaye
sari jahan ke dard lagta hai humare sathi ho gaye
pyaaar nhi humara pura hota hai..
kaun kehta hai saath dard ka bura hota hai.
maana ki khusi se dard ka andaaaz thoda juda hota hai .
per sach hai per shayer(kavi) ka dard hi khuda hota hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #400 on: January 14, 2008, 04:39:26 PM »
yah to khud per hai kisko khuda bana daale
jisne diye dard ussi ko dunia bana daale
her ek ke payar mai apni pani hai chahat
kuch karte rahe payar aor kuch pyar ko nafrat mai badal daale
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #401 on: January 14, 2008, 04:44:40 PM »
yah to khud per hai kisko khuda bana daale
jisne diye dard ussi ko dunia bana daale
her ek ke payar mai apni pani hai chahat
kuch karte rahe payar aor kuch pyar ko nafrat mai badal daale
bahut hi aachi reply...
pyaar to nafrat ka doosra pelu hai.
paar hai to nafrat bhi zaruri hai.
pyaar aur.. nafrat dono ek hi dil mein samati hai..
isliye jo jitna pyaara rehta ,ussay utni hi nafrat ho jaati hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #402 on: January 14, 2008, 04:46:21 PM »
mujhe kyun kisi se nafarat hoti nahi
kaya mere dil mai koi pyar ki boli nahi
athah payar dekar, dard hi jab paaya hai
tab bhi na jaane kyun, uss per pyar hi ayya hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #403 on: January 14, 2008, 04:51:40 PM »
mujhe kyun kisi se nafarat hoti nahi
kaya mere dil mai koi pyar ki boli nahi
athah payar dekar, dard hi jab paaya hai
tab bhi na jaane kyun, uss per pyar hi ayya hai
aap nafrat ki jagah ro leti ho..
nafrat ke bhao ko asho se dho leti ho.
pyaar mila nhi poora so pyaar ki aas hai.
ab bhi kisi nazar mein pyaar ki talash ha.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #404 on: January 14, 2008, 04:53:48 PM »
rone se dil behla leti hu
ansoo mai gum chupa leti hu
ab kisi najar ki koi talash nahi
apni yaandon se khud ko samjha leti hu
Logged
Pages: 1 ... 23 24 25 26 [27] 28 29
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 01:47:04 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer