Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29]
Print
Author  (Read 25654 times)
Pooja
Guest
«Reply #420 on: May 20, 2008, 04:49:06 PM »
Chah kar bhi sath tera chora nahi jaata
Beeta jo her ek pal sath tere, mora nahi jaata
Achanak mili teri cheese, yaad teri dilaati hai
Bhare man se, ankhon ka ansoo bhi poncha nahi jaata

Door kahin khayalo main, her purani baat kal ki lagati hai
Un sukh-dukh ke palo se, khud ko bachaya nahi jaata
Jeevan beeta jo tere sung, poori ek zindagi sa lagta hai
Phir se nai zindagi main ab kadam uthaya nahi jaata

Waqat dikhata raha hai, her pal ek naya chehra tera mujhko
Tere ajj ke chehre per se, phir bhi wo purana chehra hataya nahi jaata
Na jaane kitne kagaz, likh likh kar, de diye tujhko
Per ajj is akhiri kagaz per, apna naam mujhse likha nahi jaata..

 Chah kar bhi sath tera chora nahi jaata
Beeta jo her ek pal sath tere, mora nahi jaata………………..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
Pooja
Guest
«Reply #421 on: March 06, 2009, 03:54:11 PM »
Wah Pooja Ji Bahut Khoob... !!!!!

Unko Ho Na Ho Par Mujhko, Aaj Bhi Unka Intzaar Hai,
Kash Wo Samajh Pata Zalim, Ki Isi Ka Naam Pyar hai.....!!!!


Bahoot Khoob Mann ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #422 on: March 06, 2009, 04:17:57 PM »
Chah kar bhi sath tera chora nahi jaata
Beeta jo her ek pal sath tere, mora nahi jaata
Achanak mili teri cheese, yaad teri dilaati hai
Bhare man se, ankhon ka ansoo bhi poncha nahi jaata

Door kahin khayalo main, her purani baat kal ki lagati hai
Un sukh-dukh ke palo se, khud ko bachaya nahi jaata
Jeevan beeta jo tere sung, poori ek zindagi sa lagta hai
Phir se nai zindagi main ab kadam uthaya nahi jaata

Waqat dikhata raha hai, her pal ek naya chehra tera mujhko
Tere ajj ke chehre per se, phir bhi wo purana chehra hataya nahi jaata
Na jaane kitne kagaz, likh likh kar, de diye tujhko
Per ajj is akhiri kagaz per, apna naam mujhse likha nahi jaata..

 Chah kar bhi sath tera chora nahi jaata
Beeta jo her ek pal sath tere, mora nahi jaata………………..

Very good one indeed Pooja Ji
Hum bhi aap se prerna lete hain
Logged
Pooja
Guest
«Reply #423 on: March 16, 2009, 09:33:09 PM »
Shukaria Rajesh ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #424 on: July 09, 2009, 01:02:27 AM »
ye dil sawali hota hai
jub zaar-zaar ye rota hai.
hote hai sab saath saath per
phir bhi tanha hota hai.


BAHOOT KHOOB BAADAL JI
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #425 on: July 09, 2009, 07:53:46 AM »

 BAHUT ACHCHA LIKHAA HAI POOJA JI Applause Applause Applause
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #426 on: July 24, 2010, 12:10:47 PM »
Chah kar bhi sath tera chora nahi jaata
Beeta jo her ek pal sath tere, mora nahi jaata
Achanak mili teri cheese, yaad teri dilaati hai
Bhare man se, ankhon ka ansoo bhi poncha nahi jaata

Door kahin khayalo main, her purani baat kal ki lagati hai
Un sukh-dukh ke palo se, khud ko bachaya nahi jaata
Jeevan beeta jo tere sung, poori ek zindagi sa lagta hai
Phir se nai zindagi main ab kadam uthaya nahi jaata

Waqat dikhata raha hai, her pal ek naya chehra tera mujhko
Tere ajj ke chehre per se, phir bhi wo purana chehra hataya nahi jaata
Na jaane kitne kagaz, likh likh kar, de diye tujhko
Per ajj is akhiri kagaz per, apna naam mujhse likha nahi jaata..

 Chah kar bhi sath tera chora nahi jaata
Beeta jo her ek pal sath tere, mora nahi jaata………………..
bahut umda likha hai pooja ji aapne...

beete hue her pal per teri,meri saans chalti hai,
sochte hai tumko aur, ankhon se shabnam nikalti hai,
ashqo ke un shabnam mein ek nishani rehti hai
wo masumiyat bhari teri tasveer purani rehti hai.
beete hue lamho ko mein phir ek baar jeeta hu,
un hasin lamho ke jaam, tanhayee mein peeta hu,
wo lamho mein dekho aaj bhi meri rawangi milegi,
is bewakoof bhondu ki kahani milegi....
Logged
eklovaya
Guest
«Reply #427 on: September 04, 2011, 08:03:56 AM »
good one pooja
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:51:53 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer