Ek nishani rah jayegi............

by Pooja on February 20, 2006, 09:49:10 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 29
Print
Author  (Read 25446 times)
_Vicky_
Guest
«Reply #90 on: May 12, 2006, 12:40:12 PM »
bahut khoob POOJA JI aur JHL JI.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
amar ho jayegi by qayda in Shayri-E-Dard
dosti bikhar jayegi by myloveosho in Shayri for Dard -e- Judai
ZINDAGI PHIR SAWAR JAYEGI by kyon dil aaj dukha hai in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Chali Jayegi To Ye Dhadkan Rook Jayegi...........Touhid by Mohammad Touhid in Shayri for Dard -e- Judai
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #91 on: May 16, 2006, 05:00:11 PM »
Thanks a lot Vicky for appreciation ...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #92 on: May 17, 2006, 02:27:31 AM »
sapne ab haqiqat se takraaty hai
band ankhon mai ansoo laaty hai
her dua wahan se laut aatti hai
khali hatho mai, sirf ek nishani rah jaati hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #93 on: May 18, 2006, 09:03:08 AM »
Quote from: "Pooja"

Meri yandon mai, ek unkahi kahani rah jayegi
kuch palo mai beeti, sari zindgaani rah jayegi

Kuch palo mai, mai to chal doogi duniya chor kar
tamaam umar teri najaro mai, ek nishani rah jayegi

mai to chal doogi chor kar yandon ka safar
teri zindagi mai ek tanhaai si rah jayegi

kab talak, apni kalam se khud ko zindagi mai du
panna (kagaj\ paper) panna ho jaye, to bhi meri shayri rah jayegi!

jakhamo ka hisaab to hamesha hi behisaab raha "Pooja"
kam se kam ek ankh to yah nami de jayegi!!!


bahut aacha likha hai pooja ji, kya jawab de pata nhi chal raha hai.

kahani banker tum meri yaadoon se jaa nhi sakte.
kertein hai kitna pyaar tumse batla nhi sakte.

kaise chorker chali jaaogi yaadoon ke safar se.
hum is jagah se kaarwa lauta nhi sakte.

yuhi kalam aapko deta rahe her roz nayi zindgi.
ye sabhdoon ko koi jala nhi sakte.

zakhoom ka hisaab to sach mein behisaab hai.
ye dil ke zakm kisi ko dikha nhi sakte.

yadi soochou tere bina hi chal dunga is suniya se.
per "pooja" ke bina to hum swarg paa nhi sakte.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #94 on: May 18, 2006, 04:46:44 PM »
Quote from: "Pooja"
sapne ab haqiqat se takraaty hai
band ankhon mai ansoo laaty hai
her dua wahan se laut aatti hai
khali hatho mai, sirf ek nishani rah jaati hai


Continue ...

Jab bhi yaad aati hai uski hame,
Wo rago se khoon banke beh jaati hai,
Kuchh na kahe to naraaz ho jaati hai,
Aur jab kuchh kahe to sharmaati hai ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #95 on: May 20, 2006, 11:18:28 PM »
bahoot hi khoobsurat likha hai apne Kavi Dost!!

payaar tere ka ahsaas, teri judai karati hai
kab chupke se is dil mai jagah banaye jaati hai

bahoot jee liye magar, ab her saans rulati hai
zindagi, din b din badtar hui jaati hai

hisaab ab kaise, sab khatam hone ko hai
maaf karna, Lash kab kaha kisi ka sath nibhati hai!!!
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #96 on: May 20, 2006, 11:22:47 PM »
JHL ji!!! apki lines kamal ki hai, magar app last do wali pahle likhty to dard-e-shayri ho jaata, magar abhi khumar-e-ishaq ho gaya lagta hai... meri najar mai... aisa laga, isliye apko likh diya!!

yaad uski lahoo mai bas kar rulane lagi
naam uska lete hi saan thum jaane lagi
bewafa bhi nahi hua aor wafa bhi na milli usse
zindagi bas unhi khatam ho jaane lagi!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #97 on: May 21, 2006, 04:45:45 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
JHL ji!!! apki lines kamal ki hai, magar app last do wali pahle likhty to dard-e-shayri ho jaata, magar abhi khumar-e-ishaq ho gaya lagta hai... meri najar mai... aisa laga, isliye apko likh diya!!

yaad uski lahoo mai bas kar rulane lagi
naam uska lete hi saan thum jaane lagi
bewafa bhi nahi hua aor wafa bhi na milli usse
zindagi bas unhi khatam ho jaane lagi!!



Sukriya is baat ka ehsaas dilane ke liye ...
Ab se hum dhyaan mein rakhenge ...


Zindagi ko yuhi khatm na hone dena,
Abhi to hame bahut si mohabbat nibhani hai,
Roke apna dard kam karne se kya hoga,
Naam uska lekar bahut si chote khaani hai ...
Logged
Pankhuri2
Guest
«Reply #98 on: May 22, 2006, 02:30:56 AM »
bahoot khoob JHL JI!!! Bahoot hi acha likha hai apne!!

kha chuke chot, ab koi dard kaya satayega
her dard is jakham ke samne chota pad jayega
naam uska jab bhi juban per ayya hai
zindagi ka dard us pal mai simat ayya hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #99 on: May 23, 2006, 10:53:24 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

payaar tere ka ahsaas, teri judai karati hai
kab chupke se is dil mai jagah banaye jaati hai

bahoot jee liye magar, ab her saans rulati hai
zindagi, din b din badtar hui jaati hai

hisaab ab kaise, sab khatam hone ko hai
maaf karna, Lash kab kaha kisi ka sath nibhati hai!!!



kaash mere pyaar ka ehsaash meri moujodgi karati.
tab to shayed hum mein ye judaii na aati.

dil mein agar mil jaati thodi jagah rahne ki.
waqt ki bewafaai is kadar nhi rulati.

her saans aaj bhi tumhari yaad laati hai.
zindgi hai jub tak teri yaad nhi jaati.

her hisaab aaj katam ker dena.
bina "pankhuri" ke foolon (bhondu) ki laash jalai nhhi jaati.
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #100 on: May 23, 2006, 11:04:30 AM »
Quote from: "Pankhuri2"

kha chuke chot, ab koi dard kaya satayega
her dard is jakham ke samne chota pad jayega
naam uska jab bhi juban per ayya hai
zindagi ka dard us pal mai simat ayya hai


dard mila itna ki dard mujhe... chahiye.
bhula de jo usko wo marj mujhe chahiye.
uski ek jhalak ka her waqt talabgaar hu.
dard kya hai usper to mar jaane ko taiyaar hu.
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #101 on: May 23, 2006, 11:35:50 AM »
wah wah BHONDU JI aur PANKHURI JI....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
r
«Reply #102 on: May 23, 2006, 05:13:38 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
bahoot khoob JHL JI!!! Bahoot hi acha likha hai apne!!

kha chuke chot, ab koi dard kaya satayega
her dard is jakham ke samne chota pad jayega
naam uska jab bhi juban per ayya hai
zindagi ka dard us pal mai simat ayya hai



Thanks a lot Pooja for appreciation ...
You too have written good here ...

Hamari har ek khushi ko aapke dard se kharid lo,
Khushi lekar hamari tumhara har zakhm bhar jayega,
Zindagi ko ek mauka do khushi se jeene ka,
Phir use dekh aapka bewafa aashiq bhi kidhar jayega ...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #103 on: May 23, 2006, 05:15:48 PM »
Well written Bhondu ...
Keep it up ...
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #104 on: May 23, 2006, 05:23:37 PM »
bahot  khoob  Bhondu.... Pnakhuri.................
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 29
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:15:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer