Ek Shehar Unka Ek Shehar Apna,.

by Jaanasheen on May 06, 2006, 09:21:53 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 5043 times)
honeyrose
Guest
«Reply #30 on: October 22, 2008, 01:54:25 PM »
Ek Shehar Uska, Jahaan Dil Bhi Ek Khilona Hai,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Dil Ko Thess Pahoonchana Bhi,.
Chain-o-Sukoon Ko Khona Hai,.

Ek shehar uska,jahaan dil ki vyapar hoti hai
Ek shehar aapna,jahaan jazbaaton ki dilon mein nafrat lagaye hai.. 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ik shehar unka by lib80aks in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
Aapkay shehar meh by Anushka in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
TERE HUSAN KA SHEHAR MEIn by GURCHARAN NARANG in Shayari-e-Parastish
main hun tere shehar ton by dil apna punjabi in Pain in Love : Punjabi poetry
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #31 on: October 22, 2008, 03:56:01 PM »
Nice One Sis,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: October 22, 2008, 04:03:10 PM »
Ek Shehar Unka, Jahaan Mohabbat Ki Kadar Nahi,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Har Ghar Se Aashiq Nikalte Hain,..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #33 on: October 23, 2008, 06:06:35 AM »
EK SHEHAR USKA JAHAAN CHAND SIRF ROSHNI
DETA HAI, EK SHEHAR APNA JAHAAN RAATEIN
SITAROON SE BATIYATE HUE GUJARTI HAI...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: October 24, 2008, 04:02:52 AM »
Aise Na The Hum, Jaise Ki Hamari Ruswaai Logon Ne,..
Kuch Tumne Badnaam Kiya, Kuch Aag Lagaai Logon Ne,..

Ho Sakta Hai Tumne Jo Dekha Ho, Wo Nazron Ka Dhoka Ho,..
Ek Zara Si Baat Pe, Kya Kya Baat Banaayi Logon Ne,..

Thokar Mein Is Ko Liye Tordkar Tum Bhi Chali Gayi,..
Tumko Kya Khabar Ke, Shehar Mein Eid Manaayi Logon Ne,..

Ishq Pe Aafat Kya Hai Na Poocho,..
Zakham Tumhaare Haath Ke Hain, Dukh Hame Is Baat Ka Hai,..
Aur Ye Qayamat Saath Tumhare, Milke Uthaayi Logon Ne,..

________________________________-Majrooh Sultanpuri-__


a very good sharing lil bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: October 26, 2008, 11:53:28 AM »
EK SHEHAR USKA JAHAAN CHAND SIRF ROSHNI
DETA HAI, EK SHEHAR APNA JAHAAN RAATEIN
SITAROON SE BATIYATE HUE GUJARTI HAI...

Ek Shehar Uska Jahaan Chaand Ko Sirf Roshni Ka Auzaar Samajhte Hain,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Chaand Ko Mehboob Samjhaa Jaata Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #36 on: October 28, 2008, 09:16:02 AM »
Ek Shehar Unka, Jahaan Apno Par Aitbaar Nahi Karte,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Ajnabiyon Par Zindagi Lootaa Dete Hain,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: October 28, 2008, 09:17:00 AM »
Ek Shehar Unka, Jahaan Wafaa Ki Keemat Kuch Nahi,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Wafaa Ke Naam Par Zindagi Kurbaan Karte hain,.
Logged
k.shael
Guest
«Reply #38 on: October 31, 2008, 07:45:37 AM »
EK SHEHAR UNKA JAHAAN KHAANE PEENE KI
KAMI NAHI,
EK SHEHAR APNA JAHAAN KHAANE ME YAADEIN
AUR PEENE KO AANSOO BESHUMAAR HAI...
BY. K.SHAEL
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #39 on: October 31, 2008, 07:51:22 AM »
EK SHEHAR UNKA JAHAAN KHAANE PEENE KI
KAMI NAHI,
EK SHEHAR APNA JAHAAN KHAANE ME YAADEIN
AUR PEENE KO AANSOO BESHUMAAR HAI...
BY. K.SHAEL
Dil jab tootta hai to aksar aisa hi hota hai

Nice work Shael Ji
Logged
k.shael
Guest
«Reply #40 on: October 31, 2008, 08:13:32 AM »
SHUKRIYA RAJESH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: October 31, 2008, 03:33:24 PM »
EK SHEHAR UNKA JAHAAN KHAANE PEENE KI
KAMI NAHI,
EK SHEHAR APNA JAHAAN KHAANE ME YAADEIN
AUR PEENE KO AANSOO BESHUMAAR HAI...
BY. K.SHAEL

Bahoot Achche,.

Ek Shehar Unka, Jahaan Kisi Cheez Ki kami Nahi,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Mohabbat Ko Sab Taraste Hain,.

Ek Shehar Unka, Jahaan Sabke Aankh Sookhe Hain,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Aankhon Se Ashq Baraste Hain..

Ek Shehar Unka, Jahaan Dilwaalon Ki Kadar Nahi,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Roz Dil Waale Panapte Hain,.

Ek Shehar Unka, Jahaan Har Roz Bajti Hai Khushi Ki Shehnaai,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Har Raat Ghamon Ke Badal Garajte Hain,.

________________________-Jaanasheen-
Logged
k.shael
Guest
«Reply #42 on: November 01, 2008, 05:35:03 AM »
EK SHEHAR UNKA JAHAAN HAR ANDHERI RAAT
ME MEHFILO SE GAMM KI BIDAAYI HOTI HAI,
EK SHEHAR APNA JAHAAN HAR RAAT KO KISI
DILWALE KI KHUSHIYAAN BIDAAYI KE LIYE
SAJAYI JAATI HAI....

EK SHEHAR UNKA JAHAAN SAJNA SAWARNA
SHUMAAR HAI HASRATTON ME, EK SHEHAR APNA
JAHAAN SADGI ME HI HAR SHINGAAR DIKHAYI
DETA HAI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Online Online

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: November 02, 2008, 01:13:13 PM »
Nice One Shally Ji,.

Ek Shehar Unka Jahaan, Sab Ghamo Se Darte Hain,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Saare Log Isi Gham Me Palte Hain,.

Ek Shehar Unka Jahaan Gham Ki Raat Na Aayi Kabhi,.
Ek Shehar Apna, Jahaan Khushi Ki Subhaa Ko Sab Taraste Hain,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 10:06:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer