Ek Tarfa Pyar

by Meena on January 24, 2005, 05:07:49 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 36905 times)
thycreator
Guest
«Reply #15 on: January 25, 2005, 03:40:20 PM »
Quote from: "Pooja"
Nice thycreator and Meena!!

Thanx Pooja ji!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #16 on: January 25, 2005, 03:45:16 PM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Ikrar karne se pehle hi humne udasi ka jam pi liya hai,
Jab jana ke unone kab ka kisi aur ka pyar pa liya hai,
Hum kyu nahin samajhte ke mohabbat mere naseeb me nahin,
Jo aaj phir se rah-e-ishq ko azma liya hai?

Pyar nahin to dosti hi sahi, unka saath hi to chahate hai,
Par kyu unse bar bar mil kar hum yuh gabrate hai,
Chahat ke phool to khilte hai roz hi magar,
Hume une dil me ek raaz ki tara chupate hai!

Si liye hai hoonth, band kar li hai ankhen,
Aise hi aab wafa-e-dosti adat karte hai,
Duaon me mangi unki kushi aur salamti,
Par khud aab roz gut gut kar marte hai!

wow........ bahut ache
yaar aap sab hi bahut acha likhte hain

Kisi ki kishtiyon ko kinara nahin milta,
Kisi ko dhoodne se sahara nahin milta,
logo ki khushiyan bhi apni
Hamaien to gham bhi hamara nahin milta.

Beautiful Sandhaya ji,

Kyu gam talashte ho tum iss bekarari se,
Gam khud hi aa jata hai badi khumari se.
Gar dhoondhna hi hai toh khushi ko dhoondh mere dost,
Jee mat par jinda toh reh imaandari se.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #17 on: January 25, 2005, 03:51:08 PM »
Quote from: "stalin"
"aadtan tumne kar diye wade aadtan humne aitbaar kiya
 teri rahon mein baar-baar rukkar maine apna hi intejar kiya"

Gud one Stalin,
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #18 on: January 26, 2005, 06:16:39 AM »
Quote from: "amit_is_always_cool"
"terey sang ek omer betaney ko jee chahta hey
her gharee tera dedar kerney ko jee chahta hey
her molakat mien tojh sey bechartey waqt
khoob jee bhar ker roney ko jee chahta hey
yeh kesa ek tarfa pyar tha jo mien ney kya
bin terey mar janey ko jee chahta hey
zaroore to nahien mien mohabat ka ezhar karoon
khamoshee bhi koi cheez hey bataney ko jee chahta hey
gazal samgh ker jissey loog sun rahey hien sehar
yeh meri hakekat-e-zindagee hey bataney ko jee chahta hey''

nm

dil tuh pagal hai na iska tum aitbaar karo
dard deta hai bahut na iske kehne se tum pyar karo
aaj sanjo raha hai sapne kal doyega ga une aansuo se
dard ka sodai hai ye na isske kehne par kissi pe jaan tu nisar karo
na kissi se dil lagao tum na kissi se kabhi pyar karo
dil tuh pagal hai na iska aitbaar karo
bahut acche amit ji
Logged
sandhaya
Guest
«Reply #19 on: January 26, 2005, 06:22:33 AM »
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Ikrar karne se pehle hi humne udasi ka jam pi liya hai,
Jab jana ke unone kab ka kisi aur ka pyar pa liya hai,
Hum kyu nahin samajhte ke mohabbat mere naseeb me nahin,
Jo aaj phir se rah-e-ishq ko azma liya hai?

Pyar nahin to dosti hi sahi, unka saath hi to chahate hai,
Par kyu unse bar bar mil kar hum yuh gabrate hai,
Chahat ke phool to khilte hai roz hi magar,
Hume une dil me ek raaz ki tara chupate hai!

Si liye hai hoonth, band kar li hai ankhen,
Aise hi aab wafa-e-dosti adat karte hai,
Duaon me mangi unki kushi aur salamti,
Par khud aab roz gut gut kar marte hai!

wow........ bahut ache
yaar aap sab hi bahut acha likhte hain

Kisi ki kishtiyon ko kinara nahin milta,
Kisi ko dhoodne se sahara nahin milta,
logo ki khushiyan bhi apni
Hamaien to gham bhi hamara nahin milta.

Beautiful Sandhaya ji,

Kyu gam talashte ho tum iss bekarari se,
Gam khud hi aa jata hai badi khumari se.
Gar dhoondhna hi hai toh khushi ko dhoondh mere dost,
Jee mat par jinda toh reh imaandari se.

thank u creator

hum tuh gum ke sodai hain gum udar lete hain
lekar sabke gum hum tuh khusion ki bahar dete hain
tum baat karte ho immandari se jine ki yaaro
hum tuh dard mein bhi har pal has has ke jeete hain
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #20 on: January 26, 2005, 06:34:04 AM »
Wah! Bohat khoob..Meena, Amit, thycreator, Sandhya & stalin.....
Logged
mohd_i'm
Guest
«Reply #21 on: January 26, 2005, 07:18:59 AM »
i want to serach one girl she like shariya so what's love yaar tellm e someone mohbaat kya hai tum loog ku maloum hai yea nahi bus tiome pass karo gea yea kisu talash karo gea bus istamla kar na k leeya
Logged
thycreator
Guest
«Reply #22 on: January 26, 2005, 08:41:48 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "thycreator"
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "Meena"
Ikrar karne se pehle hi humne udasi ka jam pi liya hai,
Jab jana ke unone kab ka kisi aur ka pyar pa liya hai,
Hum kyu nahin samajhte ke mohabbat mere naseeb me nahin,
Jo aaj phir se rah-e-ishq ko azma liya hai?

Pyar nahin to dosti hi sahi, unka saath hi to chahate hai,
Par kyu unse bar bar mil kar hum yuh gabrate hai,
Chahat ke phool to khilte hai roz hi magar,
Hume une dil me ek raaz ki tara chupate hai!

Si liye hai hoonth, band kar li hai ankhen,
Aise hi aab wafa-e-dosti adat karte hai,
Duaon me mangi unki kushi aur salamti,
Par khud aab roz gut gut kar marte hai!

wow........ bahut ache
yaar aap sab hi bahut acha likhte hain

Kisi ki kishtiyon ko kinara nahin milta,
Kisi ko dhoodne se sahara nahin milta,
logo ki khushiyan bhi apni
Hamaien to gham bhi hamara nahin milta.

Beautiful Sandhaya ji,

Kyu gam talashte ho tum iss bekarari se,
Gam khud hi aa jata hai badi khumari se.
Gar dhoondhna hi hai toh khushi ko dhoondh mere dost,
Jee mat par jinda toh reh imaandari se.

thank you creator

hum tuh gum ke sodai hain gum udar lete hain
lekar sabke gum hum tuh khusion ki bahar dete hain
tum baat karte ho immandari se jine ki yaaro
hum tuh dard mein bhi har pal has has ke jeete hain

Wah Sandhaya ji,

Sach hai aye mere dost jo khushiyan dete ho sabhi ko,
Gum leke sabke jeene ka apna hi maza hai.
Gumon ke beech mein ek khushi bhi wo kam karti hai,
Khushi ke sath hi jeena toh bas ek saza hai.
Logged
thycreator
Guest
«Reply #23 on: January 26, 2005, 08:42:51 AM »
Quote from: "Aryaan"
Wah! Bohat khoob..Meena, Amit, thycreator, Sandhya & stalin.....

Thanx Aryaan ji
Logged
thycreator
Guest
«Reply #24 on: January 26, 2005, 08:48:19 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "amit_is_always_cool"
"terey sang ek omer betaney ko jee chahta hey
her gharee tera dedar kerney ko jee chahta hey
her molakat mien tojh sey bechartey waqt
khoob jee bhar ker roney ko jee chahta hey
yeh kesa ek tarfa pyar tha jo mien ney kya
bin terey mar janey ko jee chahta hey
zaroore to nahien mien mohabat ka ezhar karoon
khamoshee bhi koi cheez hey bataney ko jee chahta hey
gazal samgh ker jissey loog sun rahey hien sehar
yeh meri hakekat-e-zindagee hey bataney ko jee chahta hey''

nm

dil tuh pagal hai na iska tum aitbaar karo
dard deta hai bahut na iske kehne se tum pyar karo
aaj sanjo raha hai sapne kal doyega ga une aansuo se
dard ka sodai hai ye na isske kehne par kissi pe jaan tu nisar karo
na kissi se dil lagao tum na kissi se kabhi pyar karo
dil tuh pagal hai na iska aitbaar karo
bahut acche amit ji

Nice Sandhaya ji,

Gar pyar se sab bhagte rahenge toh aye dost,
Toh socho iss dunia ka kya hasr ho jayega.
Yu hi nahi kami hai nafaraton ki jahan mein,
Gar pyar mit gaya toh phir kaun bachayega.
Ye mana dil hai toh dard ka hona lazami hai,
Par dil ne dard diya hai toh pyar bhi batayega.
Logged
lost_soul
Guest
«Reply #25 on: January 26, 2005, 08:49:23 AM »
Quote from: "Meena"
Ikrar karne se pehle hi humne udasi ka jam pi liya hai,
Jab jana ke unone kab ka kisi aur ka pyar pa liya hai,
Hum kyu nahin samajhte ke mohabbat mere naseeb me nahin,
Jo aaj phir se rah-e-ishq ko azma liya hai?

Pyar nahin to dosti hi sahi, unka saath hi to chahate hai,
Par kyu unse bar bar mil kar hum yuh gabrate hai,
Chahat ke phool to khilte hai roz hi magar,
Hume une dil me ek raaz ki tara chupate hai!

Si liye hai hoonth, band kar li hai ankhen,
Aise hi aab wafa-e-dosti adat karte hai,
Duaon me mangi unki kushi aur salamti,
Par khud aab roz gut gut kar marte hai!

wowww...meenaji  u write d best  most original...aur hamesha dil ko choo jaati hai...bhot khub..hum to aapke fan ho gaye....
Logged
pandit
Guest
«Reply #26 on: January 26, 2005, 09:18:32 AM »
Quote from: "sandhaya"
Quote from: "amit_is_always_cool"
"terey sang ek omer betaney ko jee chahta hey
her gharee tera dedar kerney ko jee chahta hey
her molakat mien tojh sey bechartey waqt
khoob jee bhar ker roney ko jee chahta hey
yeh kesa ek tarfa pyar tha jo mien ney kya
bin terey mar janey ko jee chahta hey
zaroore to nahien mien mohabat ka ezhar karoon
khamoshee bhi koi cheez hey bataney ko jee chahta hey
gazal samgh ker jissey loog sun rahey hien sehar
yeh meri hakekat-e-zindagee hey bataney ko jee chahta hey''

nm

dil tuh pagal hai na iska tum aitbaar karo
dard deta hai bahut na iske kehne se tum pyar karo
aaj sanjo raha hai sapne kal doyega ga une aansuo se
dard ka sodai hai ye na isske kehne par kissi pe jaan tu nisar karo
na kissi se dil lagao tum na kissi se kabhi pyar karo
dil tuh pagal hai na iska aitbaar karo
bahut acche amit ji

right sandhyaji...
dil par kiya hai jisne aitbaar,
karta hai pyaar aur ho jaata hai laachar,
pyaar k baad paata hai gum e isq,
karta hai apne daaman ko daag daar.
Logged
pandit
Guest
«Reply #27 on: January 26, 2005, 09:18:53 AM »

«Reply #28 on: January 26, 2005, 09:25:35 AM »
thank u very much all my freinds
pandit, creator, aryan and all of u
Logged
thycreator
Guest
«Reply #29 on: January 26, 2005, 09:27:56 AM »
Quote from: "sandhaya"
thank you very much all my freinds
pandit, creator, aryan and all of you

Ur welcome sandhaya ji
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:18:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer