~~~~~~Ek wo shakas~~~~~~

by Pooja on March 23, 2006, 06:53:20 PM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 14
Print
Author  (Read 9635 times)
Pooja
Guest
«Reply #105 on: April 11, 2006, 02:47:24 PM »
thanks Waheed!!!
Logged
roshni246
Guest
«Reply #106 on: April 11, 2006, 03:16:09 PM »
thxx bhai jaan!!
thxx sis!! Puzzled !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #107 on: April 11, 2006, 03:24:51 PM »
mana ki sara jahan hamra hai
phir kayun dil ko milta nahi sahara hai
her ajanbi muskura kar dekhta hai
bas ek chehra, aor lo yah dard bikhrta hai
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #108 on: April 11, 2006, 04:15:54 PM »
Quote from: "roshni246"

Socha nahi accha bura, dekha suna kuch bhi nahi
manga khuda se raat din, tere siwa kuch bhi nahi
socha tujhe, dekha tujhe, chaha tujhe, puja tujhe
meri khata meri wafa, teri khata kuch bhi nahi
jis par hamari aankh ne, moti bicchaye raat bhar
bheja wahi khaghaz usaa, humne likha kuch bhi nahi
ik shaaam ke saaye taale, baithi rahi woh der tak
ankho se ki baat bahut, muh se kaha kuch bhi nahi
ehsaas ki khushboo kaha, awaaz ke jugnoo kaha
khamosh yadoon ke siwa, ghar mein raha kuch bhi nahi
do chaar din ki baat hai, dil khaak mien mil jayagaa
jab aag par khaghaz rakha, baaki bacha kuch bhi nahi


~roshni~


sooche bhi kaise aacha bura, dikhta nhi kuch uske siwa.
chahey kaise kuch aur.. bhi, aata nhi kuch uske siwa.
chor ker chale gaye tanha , dekhi nhi meri wafa.
pata nhi kyn aisa hua , ho gaye hum bewafaa.
yaadein uski zinda rakhti hai. gum unka maarta hai.
kaisi hai ye bimari deta nhi koi dawa.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #109 on: April 11, 2006, 04:30:34 PM »
Iski dawa kuch bhi nahi, wafa ka sila kabhi mila nahi
Bahoot cheekhe ki ab cheek bhi nikalti nahi
Jiye thy kabhi hum, per ab zindagi nikalti nahi
Yaandein bhi akar, tarpaati hai, gum ke siwaye zindagi kuch bhi nahi!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #110 on: April 11, 2006, 04:34:54 PM »
Quote from: "Pooja"

Iski dawa kuch bhi nahi, wafa ka sila kabhi mila nahi
Bahoot cheekhe ki ab cheek bhi nikalti nahi
Jiye thy kabhi hum, per ab zindagi nikalti nahi
Yaandein bhi akar, tarpaati hai, gum ke siwaye zindagi kuch bhi nahi!!


pyaas mein ab ye paani kuch bhi nhi
khoon mein ab ye rawani kuch bhi nhi
chot bina ye jawani kuch bhi nhi
gum ke bina zindgani kuch bhi nhi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #111 on: April 11, 2006, 04:38:58 PM »
zindgaani mai agar gum hi rah jayegy
kis kadar zindagi ko hum nibhayegy
mana jawani, dard ki rawani mangati hai
per zindagi, kuch to haseen zindgaani mangti hai!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #112 on: April 11, 2006, 04:44:09 PM »
Quote from: "Pooja"


zindgaani mai agar gum hi rah jayegy
kis kadar zindagi ko hum nibhayegy
mana jawani, dard ki rawani mangati hai
per zindagi, kuch to haseen zindgaani mangti hai!!!


zindgi mein ab to bas gum hi gum rah gaye.
chale gaye wo door tak, tanha hum rah gaye.
aaogi wapas kabhi to khusiyaan leker tum.
kushiyoon ke ke intzaar mein hum her gum sah gaye.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #113 on: April 11, 2006, 04:56:15 PM »
Khushiyan ka door tak koi saya najar nahi ayya
Humko apna koi rahnuma najar nahi ayya
Jab bhi chaha dil ko samjhana, koi bahana najar na ayya
Humko kabhi apne jakhmo per malhum lagana hi na ayya
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #114 on: April 11, 2006, 05:58:12 PM »
Quote from: "Pooja"
Khushiyan ka door tak koi saya najar nahi ayya
Humko apna koi rahnuma najar nahi ayya
Jab bhi chaha dil ko samjhana, koi bahana najar na ayya
Humko kabhi apne jakhmo per malhum lagana hi na ayya


wonderful   Pooja sis......  Bhondu........Roshni

Sochiye to lagta hai jaan harne jaisa
raston ki thokar main apna khuwab rakh deyna ................
Logged
Pooja
Guest
«Reply #115 on: April 12, 2006, 04:51:15 AM »
wah kaya baat hai waheed bahoot khoob!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #116 on: April 12, 2006, 10:44:38 AM »
Quote from: "Pooja"

Khushiyan ka door tak koi saya najar nahi ayya
Humko apna koi rahnuma najar nahi ayya
Jab bhi chaha dil ko samjhana, koi bahana najar na ayya
Humko kabhi apne jakhmo per malhum lagana hi na ayya



khusiyoon ka saaya nazar kise aayega.
ki charoon aur.. gum ke badal chaye hai.
khusiyoon ne ki hai humse bhi bewafaai.
aur.. gum ke badal humse dil lagaye hai.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #117 on: April 12, 2006, 02:47:35 PM »
Gumo ke badal, jab bhi ghir aaye
Hui bahoot barish, magar hum nahi ghabraye
Her daldal se nikal kar, phir wahin aa gaye
Karaty rahegy tera intzaar, lo badal phir se aa gaye!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #118 on: April 16, 2006, 03:33:22 AM »
mosam ki tarah log badal jaaty hai
hum wahin ke wahin khade rah jaaty hai
kise dosh de yah kabhi samjh mai na ayya
Gunah kisi aor ke, dard umar bhar ke liye de jaaty hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #119 on: April 17, 2006, 02:50:25 PM »
thanks Majid!!!
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8] 9 10 11 12 ... 14
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 03:01:51 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer