~~~~~~Ek wo shakas~~~~~~

by Pooja on March 23, 2006, 06:53:20 PM
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 14
Print
Author  (Read 9753 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #30 on: March 27, 2006, 09:03:57 AM »
Quote from: "Pooja"

kisi pal skoon nahi
kisi soch mai dum nahi
her pal yah jakham sath chalta hai
kaise badal du apna wo kal,
her pal yahin kashmkash chalta hai

kya karogi aap bhi jub haalat nhi sataya hai.
khuda ne bhi koi tere liye raasta nhi bachaya hai.
per maan lo in sab ke jimmedaar aap nhi .
aap ne to hansi ki thi unse wo koi paap nhi.
pata nhi kaun si baat us khuda ko khal gayi .
jo usi din wo aapko chorker chali gayi.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #31 on: March 27, 2006, 11:08:53 AM »
very  nice  Pooja sis................. Bhondu.
Logged
jugnu
Guest
«Reply #32 on: March 27, 2006, 12:26:02 PM »
Thanks Pooja ji !! Nino ji, izhaar ji & bhondu ji dosto aap sab ne bahut achha likha hai !! bahut bahut sukriya !!
ek ghazal post kar raha hoon jo mujhe bahut pasand hai !! umeed hai ke aapko pasand aayegi !!

Khuli jo aankh to woh tha na woh zamaana tha,
Dehakti aag thi tanhayee thi fasaana tha !

Gamon nay baant liya hai mujhay yun aapas mein,
Ki jaisay main koi loota hua khazana tha !

Yeh kya ki chand hi kadmon pay thak kay baith gayey,
Tumhay to saath mera door tak nibhana tha !

Mujhay jo meray lahoo mein bigo kay guzra hai,
Woh koi gair nahin yaar ik purana tha !

Khuli Jo aankh to woh tha na woh zamana tha,
Dehkti aag thi tanhayee thi fasaana tha !  (n/m)
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #33 on: March 27, 2006, 02:10:30 PM »
Quote from: "jugnu"

Gamon ne tujho aapnay isliye ki
khusiyaan tujhse aaj bewaai ker gai.

wo chand kadam chal ker ruk gai
kynki shayad is zamaane se dar gayi.

yu naa dekh tu ab saasta uska "bhondu"
shayad wo tera lahu peker mar gayi.

gamon ne tujhko aapnaya isliye ki,
khusiyaan tujhse aaj bewafaai ker gayi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #34 on: March 27, 2006, 03:30:45 PM »
Quote from: "jugnu"
Thanks Pooja ji !! Nino ji, izhaar ji & bhondu ji dosto aap sab ne bahut achha likha hai !! bahut bahut sukriya !!
ek ghazal post kar raha hoon jo mujhe bahut pasand hai !! umeed hai ke aapko pasand aayegi !!

Khuli jo aankh to woh tha na woh zamaana tha,
Dehakti aag thi tanhayee thi fasaana tha !

Gamon nay baant liya hai mujhay yun aapas mein,
Ki jaisay main koi loota hua khazana tha !

Yeh kya ki chand hi kadmon pay thak kay baith gayey,
Tumhay to saath mera door tak nibhana tha !

Mujhay jo meray lahoo mein bigo kay guzra hai,
Woh koi gair nahin yaar ik purana tha !

Khuli Jo aankh to woh tha na woh zamana tha,
Dehkti aag thi tanhayee thi fasaana tha !  (n/m)

wah kaya baat hai, pasand nahi janab dil ko chu gai... bahoot khoob!!!

"Gamon nay baant liya hai mujhay yun aapas mein,
Ki jaisay main koi loota hua khazana tha !"

kaya baat hai bahoot khoob!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #35 on: March 27, 2006, 03:34:09 PM »
Nice reply bhondu ji to my last post and to jugnu!!!

na shikayat chand se, na suraj ki tapish ka shikwa
dhul gaye dono hi, kab tak sath mera yah sab chalta
her ek ki apni duniya, her ek ke apne hai sitam
par gaye hum samne to zinda hai, warna kab ke mar gaye hub sabke liye, baat khatam!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #36 on: March 27, 2006, 04:00:56 PM »
Quote from: "Pooja"

na shikayat chand se, na suraj ki tapish ka shikwa
dhul gaye dono hi, kab tak sath mera yah sab chalta
her ek ki apni duniya, her ek ke apne hai sitam
par gaye hum samne to zinda hai, warna kab ke mar gaye hub sabke liye, baat khatam!!!

thankz 2 pooja ji' but,

Yu her waqt aap marne ki baat na kiya karo.
kuch log aapko aaj bhi chahte hai.
khush raho aap humeshamere sakdke.
ab to roz yahi rab se dua maangte hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #37 on: March 27, 2006, 04:12:12 PM »
thanks Bhondu ji!!!

app jaise dosto ki dua ne, is lash ko ab tak saanse di hai
shayd ayya kuch reham, khuda ne jo yah sougaty di hai
buchi hai jo bhi khushi ya zindagi, app sabke naam kar jau
bahoot dho liya is zindagi ko, ab to kahin thum jau!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #38 on: March 27, 2006, 04:26:01 PM »
Quote from: "Pooja"

app jaise dosto ki dua ne, is lash ko ab tak saanse di hai
shayd ayya kuch reham, khuda ne jo yah sougaty di hai
buchi hai jo bhi khushi ya zindagi, app sabke naam kar jau
bahoot dho liya is zindagi ko, ab to kahin thum jau!!

jahan thamhogi aap hum haath pakad lenge.
aapki maut ko khud ki zindgi se jakad lenge.
tumhi to khushi ho meri mere saath rahna.
aakele phir kahin bhi jaaogi ye na kahna.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #39 on: March 27, 2006, 04:33:44 PM »
wah Bhondu ji, maan gaye, bahoot hi acha jawab diya hai apne!!! bahoot khoob!!

kalam ne hi nahi, dil ne bhi yahi bataya hai
bahoot jee liya, yakin karo, ab akhiri waqat ayya hai
na pakro muje, ki koi ansoo na ab rok payega
tanha bitai yah zindagi aor tanha hi chor jayega!!!

-----

na chu ab mere dil ko, isme jakham hazaar hai
khushi mai bhi yah ro dega, gumo se tarotaar hai
tham kar mujko, kayun zindagi bekar karty ho
khushi nahi mai kisi ki ban sakti, kayun khundaher mai baharo ki baat karty ho!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #40 on: March 27, 2006, 04:51:06 PM »
Quote from: "Pooja"

kalam ne hi nahi, dil ne bhi yahi bataya hai
bahoot jee liya, yakin karo, ab akhiri waqat ayya hai
na pakro muje, ki koi ansoo na ab rok payega
tanha bitai yah zindagi aor tanha hi chor jayega!!!
-----
na chu ab mere dil ko, isme jakham hazaar hai
khushi mai bhi yah ro dega, gumo se tarotaar hai
tham kar mujko, kayun zindagi bekar karty ho
khushi nahi mai kisi ki ban sakti, kayun khundaher mai baharo ki baat karty ho!!!

pooja ji aap to lajawab  hai koi jawab de hi nhin sakta.

aapne dil ki nhi kabhi dusaroon ka dil bhi jaan liya karo.
koi aapke liye hi jee raha hai man liya karo
naa asko ko tum rokogi to hum usmein bah jaayenge.
padaka hai jub haath tumhara to tumhare saath hi jaayenge.

------
zakhmo ko khula rakhne se thik nhi honge.
unse lahoo nhkal de yu hum batmeez nhi honge.
ret kabhi khandaher ka aadhar nhi banti.
"pooja" se kabhi zindgi bekar nhi banti.
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #41 on: March 27, 2006, 04:58:07 PM »
wah wah ..... very  nice.   Pooja sis....Jugnu.....  Bhondu
Logged
Pooja
Guest
«Reply #42 on: March 27, 2006, 04:59:20 PM »
doosro ko jo dekha to hum ruk jayegy
janty hai, kisi aor ka dukh na dekh payegy
hakikat magar yah dil janta hai
nahi ban sakty ab kisi ke, yahi ab such manta hai!!!
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006

View Profile
«Reply #43 on: March 27, 2006, 05:05:52 PM »
Quote from: "Pooja"
doosro ko jo dekha to hum ruk jayegy
janty hai, kisi aor ka dukh na dekh payegy
hakikat magar yah dil janta hai
nahi ban sakty ab kisi ke, yahi ab such manta hai!!!

Aap to dil se nhi majboori se ruk rahe hai.
naa chate hue bhi nazaket per jhuk rahe hai.
kyn.aap dukh aakele hi lena chati hai.
humko is kadar tanha chor dena chati hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #44 on: March 27, 2006, 05:09:39 PM »
tanha hum kisi ko kaya chor kar jayegy
kuch jakham hai kuch dard, inko na bant payegy
tamame umar-e-muhobaat ki hai nishaniyan
kuch kahi hui aor kuch unkahin kahaniyan!!
Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5 6 7 ... 14
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 11:55:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer