Intezar
Guest
|
Jane kaisa ye dard hai jo hontho se bayaa.n na ho kaheen in lafzo mein tere hi dard ki daastaa.n na ho
Palkein jhuka kar chalte hain hum unki gali se ke phir unse milkar nigaahein pashemaa.n na ho
samet kar baahon mein unhe gujaar lete hain raat karwat nahin badalte ke faasle phir darmaya.n na ho
Jalti saanso mein uljhi hain aahein kayi raaton se magar ye jism jalkar bhi is aag mein dhuaa.n na ho
hum bhi kya nikle is bheegte mausam me tar laute yun bhi aansuon me kisi ke dil ka aashiyaa.n na ho
wo samajhte hain ke hum juda ho chale hain unse lekin aisa bi nahi k ab tak unke hotho pe mera nishaa.n na ho
wo aakar saahil par hi hume tabaah kar gaye ‘Intezar’ aur hum sochte the ki mazdhaar me kahin tufaa.n na ho… !
Shukriya Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Manish Kumar Khedawat
Guest
|
|
«Reply #1 on: June 27, 2011, 04:21:32 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SURESH SANGWAN
Guest
|
|
«Reply #2 on: June 27, 2011, 04:30:42 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #3 on: June 27, 2011, 06:22:45 PM » |
|
Manish ji bahut bahut Shukriya aapka... Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #4 on: June 27, 2011, 07:05:24 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAM
Guest
|
|
«Reply #5 on: June 28, 2011, 12:56:49 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
marhoom bahayaat
Guest
|
|
«Reply #6 on: June 28, 2011, 07:26:12 AM » |
|
Jane kaisa ye dard hai jo hontho se bayaa.n na ho kaheen in lafzo mein tere hi dard ki daastaa.n na ho
Palkein jhuka kar chalte hain hum unki gali se ke phir unse milkar nigaahein pashemaa.n na ho
samet kar baahon mein unhe gujaar lete hain raat karwat nahin badalte ke faasle phir darmaya.n na ho
Jalti saanso mein uljhi hain aahein kayi raaton se magar ye jism jalkar bhi is aag mein dhuaa.n na ho
hum bhi kya nikle is bheegte mausam me tar laute yun bhi aansuon me kisi ke dil ka aashiyaa.n na ho
wo samajhte hain ke hum juda ho chale hain unse lekin aisa bi nahi k ab tak unke hotho pe mera nishaa.n na ho
wo aakar saahil par hi hume tabaah kar gaye ‘Intezar’ aur hum sochte the ki mazdhaar me kahin tufaa.n na ho… !
Shukriya Intezar !
bahut hi khub intezar ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #7 on: June 28, 2011, 08:20:51 AM » |
|
intzaar… mindblowing creation… karwat nahi bdalte… superb mahasuperbb line… end was amazing hats off to u… jb b aate ho chaap chhod jate ho… daily aao yar… be happy god bless u
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #8 on: June 28, 2011, 08:39:01 AM » |
|
Suresh ji aapka bahut bahut shukriya... Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #9 on: June 28, 2011, 08:42:35 AM » |
|
Rahim bhai aapka bahut bahut shukriya... aapne dil se padha aur pasand kiya bahut khushi huyi... aap hume bhoole nahi accha laga ... aap saath rehte ho humesha, achha lagta hai... aap humesha khush raho... Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #10 on: June 28, 2011, 08:55:03 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #11 on: June 28, 2011, 02:18:35 PM » |
|
bht bht khoob intezar ji...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
kamal aggarwal
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 28, 2011, 02:33:21 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 29, 2011, 01:01:28 PM » |
|
Shukriya Anaam ji aap ne pasand kiya, tahe dil se shukriya... Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 29, 2011, 01:02:33 PM » |
|
bahut bahut shukriya Marhoom bahayaat ji... Intezar ! bahut hi khub intezar ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|