Faisla.................mann

by mann.mann on September 21, 2012, 11:46:50 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1397 times)
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
“Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.”

Ye line khwaishji ki nazm se li gayi hai…..

Ye sara tanabana khwaishji ki likhi nazm ki ek line ke irdgird buna gaya hai….
Kuch samay pahle maine khwaish ji ki ek nazm padhi thi.. jisne mujhe dil tak chhua aur uski ek line mere dil main ghar kar gayi bahut dinon tak yahi socha ki ispar kuchh likha jaye….


Zindgi tujhse mujhe ladna hai ladna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Tujhko main chhodke jaun to ab jaun kahan,
Jo tu nahin meri to koun hai ab mera yahan,
Tu jo thhukarayegi mujhko to fir marna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Raas aati nahin duniya ye raunaken iski,
Ishq main payin hain bas hamne jafayen uski,
Ye khata ki hai iska jurmana bhi bharna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Tumhare shahar main patthar ke log rahte hain,
Mere aansu yahan dariya ki tarah bathe hain,
Mann” to shishe sa hai nazuk is darna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Mann

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
faisla by Sonu in Shayri-E-Dard
koi faisla to de........ by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
***kar koi faisla*** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
faisla by sumir in Poetry for Life in Punjabi
ADAAWAT-2.( inspired by mann.mann) by qalb in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #1 on: September 21, 2012, 12:17:37 PM »
Bahut khoob superbbbbbbbbbb creation Man sahab.........
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 21, 2012, 02:41:28 PM »
superb
Logged
soudagar
Guest
«Reply #3 on: September 21, 2012, 03:29:50 PM »
wah mann ji wah bahut hi lajawab creation jitni tareef ki jaye kam hai..... bahut hi umda

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
 Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: September 21, 2012, 04:35:03 PM »
bahut umda mann saheb
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: September 21, 2012, 05:31:48 PM »
“Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.”

Ye line khwaishji ki nazm se li gayi hai…..

Ye sara tanabana khwaishji ki likhi nazm ki ek line ke irdgird buna gaya hai….
Kuch samay pahle maine khwaish ji ki ek nazm padhi thi.. jisne mujhe dil tak chhua aur uski ek line mere dil main ghar kar gayi bahut dinon tak yahi socha ki ispar kuchh likha jaye….


Zindgi tujhse mujhe ladna hai ladna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Tujhko main chhodke jaun to ab jaun kahan,
Jo tu nahin meri to koun hai ab mera yahan,
Tu jo thhukarayegi mujhko to fir marna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Raas aati nahin duniya ye raunaken iski,
Ishq main payin hain bas hamne jafayen uski,
Ye khata ki hai iska jurmana bhi bharna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Tumhare shahar main patthar ke log rahte hain,
Mere aansu yahan dariya ki tarah bathe hain,
Mann” to shishe sa hai nazuk is darna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Mann



naaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaice --M.M Usual Smile Usual Smile
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #6 on: September 22, 2012, 01:01:37 AM »
nice
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #7 on: September 24, 2012, 03:19:11 AM »
shukriya kaushalji
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #8 on: September 25, 2012, 03:16:18 AM »
bahut bahut shukriya saini sahab...
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #9 on: September 25, 2012, 03:17:43 AM »
bahut bahut shukriya soudagarji
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #10 on: September 25, 2012, 03:26:00 AM »
mann Ji Bahut Khub Applause Applause Applause
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #11 on: September 25, 2012, 11:45:07 AM »
shukriya mukeshji
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #12 on: September 25, 2012, 12:09:30 PM »
Mann Jee Aadaab!


WaaH jee waaH kia gazab ki kalaam kahi hai aapne bade hi pur asar
khayaalaat ka muzaheraa kiya hai... Usual Smile

Behad khoob kalaam kahi hai janab... Humari hazaaroN daad kabul
kijiye.. is khoob aur umdaa kalaam par... Usual Smile

Aise hi likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile



“Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.”

Ye line khwaishji ki nazm se li gayi hai…..

Ye sara tanabana khwaishji ki likhi nazm ki ek line ke irdgird buna gaya hai….
Kuch samay pahle maine khwaish ji ki ek nazm padhi thi.. jisne mujhe dil tak chhua aur uski ek line mere dil main ghar kar gayi bahut dinon tak yahi socha ki ispar kuchh likha jaye….


Zindgi tujhse mujhe ladna hai ladna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Tujhko main chhodke jaun to ab jaun kahan,
Jo tu nahin meri to koun hai ab mera yahan,
Tu jo thhukarayegi mujhko to fir marna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Raas aati nahin duniya ye raunaken iski,
Ishq main payin hain bas hamne jafayen uski,
Ye khata ki hai iska jurmana bhi bharna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Tumhare shahar main patthar ke log rahte hain,
Mere aansu yahan dariya ki tarah bathe hain,
Mann” to shishe sa hai nazuk is darna hoga.
Ab kuchh to faisala mujhe karna hoga.

Mann


Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #13 on: September 26, 2012, 03:23:44 AM »
bahut bahut shukriya khamoshji
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #14 on: September 26, 2012, 03:24:47 AM »
bahut bahut shukriya nandbabuji
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:06:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer