Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon

by waheed_rose2004 on December 22, 2004, 04:54:16 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 6270 times)
Delicate_Doll
Guest
«Reply #15 on: January 02, 2005, 10:11:22 AM »
:D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #16 on: January 02, 2005, 04:54:26 PM »
moti kyon hans rahi hai ...........  

Khush Nahi Houn To Dukh Nahi Rehta
Na Milay Gham To Khush Nahi Rehta

Na Khudaoun Kay Simt Kiya Jhukna ?
Aisay Sajdoun Ka Rukh Nahi Rehta

Us Kay Aanay Say Hosh Odta Hai
Hosh Aey To Khud Nahi Rehta

Sochnay May Rahayga Kiya Akhir
Soch Ker Bhi To Kuch Nahi Rehta

Sach Ko Keh Ker Bhi Jhoot Rehta Hai
Jhoot Boloun To Sach Nahi Rehta..........
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #17 on: January 03, 2005, 07:42:40 AM »
wow.........waheed,very nice
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #18 on: January 04, 2005, 04:27:25 PM »
ur welcome nidih.......... :lol:
Logged
diva
Guest
«Reply #19 on: January 05, 2005, 04:10:30 AM »
"Sochnay May Rahayga Kiya Akhir
 Soch Ker Bhi To Kuch Nahi Rehta

 Sach Ko Keh Ker Bhi Jhoot Rehta Hai
 Jhoot Boloun To Sach Nahi Rehta.......... "

kya baat hai
ekdam mast
waheed
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #20 on: January 06, 2005, 08:57:30 AM »
Quote from: "diva"
"Sochnay May Rahayga Kiya Akhir
 Soch Ker Bhi To Kuch Nahi Rehta

 Sach Ko Keh Ker Bhi Jhoot Rehta Hai
 Jhoot Boloun To Sach Nahi Rehta.......... "

kya baat hai
ekdam mast
waheed


ur welcome diva..............  :lol:

Kapde Talak Hi Thik Tha Yeh Sufaid Rang
Kambakht Ab To Khun Ke Andar Bhi Aagaya

Naza'a Ki Aakhri Hinchki Ko Zaraa Gour Se Sun
Zindagi Bhar Ka Khulasa Isii Aawaz Main Hai ..................
Logged
amit_is_always_cool
Guest
«Reply #21 on: January 06, 2005, 09:20:42 AM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon Her Shaam Se Pehle
Ainay Se Apna Aks Mita Deti Hoon Her Shaam Se Pehle
Main Kia Karoon Mujhay Adat Gai Ankhoon Main Nami Rakhne Ki
Chehray Se Muskurahat Samait Laiti Hoon Her Shaam Se Pehle
Koshish Tou Boht Kerti Hoon Khwab Galyou Main Khonay Ki
Per Her Khwab Kirchi Ki Manind Bikher Jata Hai Her Shaam Se Pehle.;...



bohut khoob waheed ji
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #22 on: January 08, 2005, 06:01:00 PM »
ur welcome :lol:
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: February 01, 2009, 07:13:20 PM »
sabne bahut acha likha hai keep up the wonderful word dostoooo....


Logged
Pooja
Guest
«Reply #24 on: February 07, 2009, 12:03:50 AM »
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon Her Shaam Se Pehle
Ainay Se Apna Aks Mita Deti Hoon Her Shaam Se Pehle
Main Kia Karoon Mujhay Adat Gai Ankhoon Main Nami Rakhne Ki
Chehray Se Muskurahat Samait Laiti Hoon Her Shaam Se Pehle
Koshish Tou Boht Kerti Hoon Khwab Galyou Main Khonay Ki
Per Her Khwab Kirchi Ki Manind Bikher Jata Hai Her Shaam Se Pehle.;...

wah kaya baat hai!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #25 on: February 10, 2009, 01:48:22 PM »
...thanks a lot Sonu for bringing back this post over here...i was fun reading it all again...
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #26 on: February 28, 2009, 11:41:32 AM »
sabne bahut acha likha hai keep up the wonderful word dostoooo....



Nice one Sonu Ji
Logged
diljala
Guest
«Reply #27 on: November 16, 2009, 03:13:13 AM »
Fazaoon Main Bikherta Dard Main Samait Laiti Hoon Her Shaam Se Pehle
Ainay Se Apna Aks Mita Deti Hoon Her Shaam Se Pehle
Main Kia Karoon Mujhay Adat Gai Ankhoon Main Nami Rakhne Ki
Chehray Se Muskurahat Samait Laiti Hoon Her Shaam Se Pehle
Koshish Tou Boht Kerti Hoon Khwab Galyou Main Khonay Ki
Per Her Khwab Kirchi Ki Manind Bikher Jata Hai Her Shaam Se Pehle.;...
Whaa whaeed bhai Whaa
arj hai

gar tum gum samait lati ho shaam se phele per shaam to phir bhi aayegi
chahe kitna bhi chupao apane gum ko, dunya ke samane to laaygi
har shaam hi hai kal ke gum ki aamad ka sunoon
apana gum phir kal shham se kaise chupogi.
ab to aadat se ho gai hai gum ke sath jeene ki humko aai whaeed
kahtai hai shaam se roj ki aao dakhai.n ki kun sa gum tum laaogi.......
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #28 on: November 16, 2009, 03:21:16 AM »
Wah bahut khoob Waheed ji ,Diljala ji,Shihab ji,Sonu ji Diva ji aap sabne kamaal ke likha.great creation.excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Logged
diljala
Guest
«Reply #29 on: November 16, 2009, 03:38:16 AM »
Wah bahut khoob Waheed ji ,Diljala ji,Shihab ji,Sonu ji Diva ji aap sabne kamaal ke likha.great creation.excellent. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause
Thanks madhuwesh
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 07:35:58 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.101 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer