For "Yousuf Meray Dost"

by robin_abdul on March 14, 2005, 07:14:10 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1053 times)
robin_abdul
Guest
Phir Patangay udangee aur duniyaa Badlegey,
Phir Patangay udangee aur duniyaa Badlegey,
Par main Vahin rahoonga,
jahaan tum chod aaye ho..........



Hasthay Hasthay Marjaayengey,
Zindagi terey naam Karjaayengey,
Tum yaad karo na karo humko,
Yaad karega ye zamaana,
Zamaanay ko apna fasaana saup jaayengey.


Rafa hain Dafa hian, Wafa hain Bewafa hain,
Mera Kehna Hain Ki Mohabbat ek nasha Hain
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #1 on: March 14, 2005, 08:53:12 AM »
Wat is rafa dafa?
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #2 on: March 14, 2005, 09:26:51 AM »
Rafa is more like rough
Dawafaa is more like Naaraaz
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #3 on: March 14, 2005, 09:32:57 AM »
Chalthey Chalthey Raah badalgayi,
muskuraathay muskuraathay muskuraahat badalgayi,
Imaarathay kya Cheez hain jabye duniyaa hi badalgayi,
Tum bhi badal gaye aur hum bhi badalgaye,
Mujhey thab to intezaar tha tere saath ka,
Magar ab intezaar hain us maut ka......,
Ye mera Qayaal nahin umar ka takazza samjho,
ye mera Qayal nahin umar ka takazza samjho,
Tujhmay aur mujhmay aaj sirt itna sa farq hai ki,
Main tab bhi tanha tha aur aaj bhi akela hoon.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: March 14, 2005, 09:34:25 AM »
Quote from: "robin_abdul"
Chalthey Chalthey Raah badalgayi,
muskuraathay muskuraathay muskuraahat badalgayi,
Imaarathay kya Cheez hain jabye duniyaa hi badalgayi,
Tum bhi badal gaye aur hum bhi badalgaye,
Mujhey thab to intezaar tha tere saath ka,
Magar ab intezaar hain us maut ka......,
Ye mera Qayaal nahin umar ka takazza samjho,
ye mera Qayal nahin umar ka takazza samjho,
Tujhmay aur mujhmay aaj sirt itna sa farq hai ki,
Main tab bhi tanha tha aur aaj bhi akela hoon.


wafa kar saka naa hi ki bewafaai
rab ne ye dil bhi ajab shay banaai

nazaron ka milna mohabbat ka chalna
wahin par ye taye hai ke hogi judaai

baras mat meri aankh se ab e saawan
bahut ho chuki hai meri jag hansaai

HumTum
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #5 on: March 14, 2005, 09:37:13 AM »
Hum Tum.. this is the other one..
Wafa ka naam NA lo Yaaroan,
Wafa ka Naam na lo Yaaroan,

Wafaa dil ko rulaathi hain yaaroan,
waffa dil ko rulaathi  hain yaaroan,

Wafa ka naam lethey hi humain ek bewafa ki yaad aathi hain yaaroan.
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #6 on: March 14, 2005, 09:40:23 AM »
Sharraabi Hu main, Sharrab peetha hu main,
Beshaq peetha hu main, Tum aankhoan say pilao tho peelaytha hu main,
Denaa hain Hisaab(Allah) isliye behisaab peetha hu main.
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #7 on: March 14, 2005, 09:49:59 AM »
Tez hai Dhadkanain Tujhey Dekhnay say,
Chuban hai in saansoan min teri aahat say,
Jaag jaathi hai ek umang teray dekhnay say,
Khil utthaa hain mera chehra teray muskuraanay say,
Sab kuch to kiya ab dua hai us rab say,
Kabhie to chalkegie meri mohabbat uski nigahoan say.
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #8 on: March 14, 2005, 09:53:31 AM »
Quote from: "robin_abdul"
Tez hai Dhadkanain Tujhey Dekhnay say,
Chuban hai in saansoan min teri aahat say,
Jaag jaathi hai ek umang teray dekhnay say,
Khil utthaa hain mera chehra teray muskuraanay say,
Sab kuch to kiya ab dua hai us rab say,
Kabhie to chalkegie meri mohabbat uski nigahoan say.
Main Is duniyaa ka sabsay Khush Naseeb insaan ho sakthaa hu,
Main Is duniyaa ka sabsay Khush Naseeb insaan ho sakthaa hu,
Magar Akeley rehana aaasaan nahin.............
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #9 on: March 14, 2005, 09:54:36 AM »
Main Is duniyaa ka sabsay Khush Naseeb insaan ho sakthaa hu,
Main Is duniyaa ka sabsay Khush Naseeb insaan ho sakthaa hu,
Magar Akeley rehana aaasaan nahin.............
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #10 on: March 14, 2005, 09:56:52 AM »
Yeh Phool na hote, agar tum na hotey,
Kuch Bhi na Hota, agar tum na hotey,
Main nahin hota, agar tum na hotey,
Tu hain to main hoon, bas tere liye main hoon.


Yeh Phool na hote, agar tum na hotey,
Kuch Bhi na Hota, agar tum na hotey,
Par hum hain yaheen, tum ho vaheen,
Hum na milsakay to kya, Kehdo is duniyaa say,
Pyaar hain tumay humsay.............,

Yeh Phool na hote, agar tum na hotey,
Kuch Bhi na Hota, agar tum na hotey,
Bewafa na tu hain, Bewafa na hum hain,
Kasoor kya hain milaajo toufaa,
Jaan ki jaan say judaii kaaa,

Yeh Phool na hote, agar tum na hotey,
Kuch Bhi na Hota, agar tum na hotey,
Aansoon ruk gaye, Jaan nikal rahey hain,
Chaand na hota, taaray na hotey,
Duniyaa na hote,main bhi na hota,
Yeh Phool na hote, agar tum na hotey,
Kuch Bhi na Hota, agar tum na hotey,


This is my First Ever post.I know that i am not that experienced to post but i have tried......I hope you like it.
Logged
akela
Guest
«Reply #11 on: March 14, 2005, 10:23:32 AM »
nice work all
Logged
robin_abdul
Guest
«Reply #12 on: March 16, 2005, 08:37:06 AM »
Yousuf merey dosth this is only for you
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:56:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer