gam-e-khanzar ke saamne.........

by HumTum on January 26, 2005, 09:09:30 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1014 times)
HumTum
Guest
Faulaad bana lo seena gam-e-khanzar ke saamne
kya mazaal sheeshe ki phir pathar ke saamne

thokar kha kar girega ek roz wo naujawaan
ishq ka parda pada hai jiski nazar ke saamne

na baha ashq naadan mehboba ki bewafai mein
in gauhar* ka mol wo kya jane jewar ke saamne

sehra se ho kar guzra hai raasta-e-kaamyaabi
manzilein kabhi mila karti nahin ghar ke saamne

waqt ke saath daur-e-gardish bhi guzar jayega
andheri kitni ho raat tik_ti nahin sehar ke saamne

hans kar jeet lete hai dunia ko wo log "HumTum"
haar nahin mante jo kabhi muqaddar ke saamne


HumTum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Yu Achanak se Aa jaati ho saamne by pankaj_pups in Shayri for Khumar -e- Ishq
MERE GHAR KE SAAMNE by manoj12021989 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tu Mere Saamne... by majid in Share Video
khanzar.... mann by mann.mann in Shayri-E-Dard
myheart_ursonly
Guest
«Reply #1 on: January 26, 2005, 02:24:24 PM »
nice one hum :wink: tum :wink:
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: January 26, 2005, 03:29:12 PM »
nice humtum!!!
Logged
thycreator
Guest
«Reply #3 on: January 26, 2005, 03:33:32 PM »
Quote from: "HumTum"
Faulaad bana lo seena gam-e-khanzar ke saamne
kya mazaal sheeshe ki phir pathar ke saamne

thokar kha kar girega ek roz wo naujawaan
ishq ka parda pada hai jiski nazar ke saamne

na baha ashq naadan mehboba ki bewafai mein
in gauhar* ka mol wo kya jane jewar ke saamne

sehra se ho kar guzra hai raasta-e-kaamyaabi
manzilein kabhi mila karti nahin ghar ke saamne

waqt ke saath daur-e-gardish bhi guzar jayega
andheri kitni ho raat tik_ti nahin sehar ke saamne

hans kar jeet lete hai dunia ko wo log "HumTum"
haar nahin mante jo kabhi muqaddar ke saamne


HumTum


Gud humtum ji,
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: January 26, 2005, 03:52:19 PM »
Thanks very much to all of you .......

Hum to chaley they TanhaN in rahooN pe,
dost miltey rhey caravaN badta gya .......
Logged
thycreator
Guest
«Reply #5 on: January 26, 2005, 03:57:31 PM »
Quote from: "HumTum"
Thanks very much to all of you .......

Hum to chaley they TanhaN in rahooN pe,
dost miltey rhey caravaN badta gya .......


Ek gazal ki do line hai,

Tanha na apne aap ko ab paaiye janab
meri ghazal ko sath liye jaiye janab... tongue3
Logged
Talat
Guest
«Reply #6 on: March 04, 2008, 04:08:52 PM »
Faulaad bana lo seena gam-e-khanzar ke saamne
kya mazaal sheeshe ki phir pathar ke saamne

thokar kha kar girega ek roz wo naujawaan
ishq ka parda pada hai jiski nazar ke saamne

na baha ashq naadan mehboba ki bewafai mein
in gauhar* ka mol wo kya jane jewar ke saamne

sehra se ho kar guzra hai raasta-e-kaamyaabi
manzilein kabhi mila karti nahin ghar ke saamne

waqt ke saath daur-e-gardish bhi guzar jayega
andheri kitni ho raat tik_ti nahin sehar ke saamne

hans kar jeet lete hai dunia ko wo log "HumTum"
haar nahin mante jo kabhi muqaddar ke saamne


HumTum

Beautiful one HumTum
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:19:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.086 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer