%%%Garib%%%

by baadal102 on November 10, 2008, 01:45:31 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3736 times)
baadal102
Guest








Toofan sine ka mai shaant karu kaise,
Suni suni aankho main naami laue mai kaise,

Chah.ta to tha mai bhi ki akela na rahu,
Lakin us kaatil ko apni zindgi mai laue kaise,

Zehar ban gaya hai aab to us ka naam mare liye,
Samaj nahi aata us ko Baadal ki Bijli banaue kaise,

Wakif hu main dunia ke riti-riwazon se,
Sirf us ka hu yeh yakeen dilaue mai kaise,

Khoon-e-jigar maanga hota to samaj aata,
Dunia ki bhid se nikal ke mahlon mai basaun kaise,

Garib hona aaj jurm hai saayad dunia ki nazar mai,
Tabhi aaj mera pyar ruswa hai us kaatil ki nigah mai,

Khud ko RAM to us ko main SITA banaue kaise,
Samaj nahi aata us ko Baadal ki Bijli banaue kaise,

Samaj nahi aata us ko Baadal ki Bijli banaue kaise........






Baadal tearyeyed
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Garib... by Pundreek in Shayeri for Dard -e- Bewafai
GARIB KHANA by ROMEY in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dil amir pr muquder garib tha by RAVINDRA99 in Shayri for Dard -e- Judai
tohfa garib da by ishu_singh10 in Love Poetry in Punjabi
Chandni se garib hain to kya hua........Pramod by Pramod singh in Share:Miscellaneous Shayari
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: November 10, 2008, 01:48:43 PM »
Bohat khoob baadal ji... Applause Applause
Logged
baadal102
Guest
«Reply #2 on: November 10, 2008, 01:50:04 PM »
Thanx a lot honey ji





Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 10, 2008, 01:53:20 PM »
Bahoot Badiya Baadal Ji,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 10, 2008, 01:55:44 PM »
Gareeb Hoon Main,.

Lekin Chahat Ki Daulat Tujhe,.
Mere Siwa, Yahaan Koi De Nahi Sakta,.

Ab Rootha Hai Tu Mujhse To Kya.,
Umar Bhar Mujhse Door Reh Nahi Saakta.

____________________-Jaanasheen-
Logged
baadal102
Guest
«Reply #5 on: November 10, 2008, 02:10:34 PM »
Gareeb Hoon Main,.

Lekin Chahat Ki Daulat Tujhe,.
Mere Siwa, Yahaan Koi De Nahi Sakta,.

Ab Rootha Hai Tu Mujhse To Kya.,
Umar Bhar Mujhse Door Reh Nahi Saakta.

____________________-Jaanasheen-
Applause Applause
Bahut khoob jaan ji



Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 10, 2008, 02:20:48 PM »
Shukriya Baadal Ji,.

Tu Rehne Waali Mehlon Ki, Main Ek Tasweer Gurwat Ki,.
Teri Nazron Mein Kya Hogi, Kadar Meri Mohabbat Ki,.

____________________________-[Gurwat=Gareebi]
Logged
baadal102
Guest
«Reply #7 on: November 10, 2008, 02:34:23 PM »
Shukriya Baadal Ji,.

Tu Rehne Waali Mehlon Ki, Main Ek Tasweer Gurwat Ki,.
Teri Nazron Mein Kya Hogi, Kadar Meri Mohabbat Ki,.

____________________________-[Gurwat=Gareebi]

Bahut hi sahi kaha jaan ji
yahi sachai hai aaj kal to


Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 10, 2008, 02:48:05 PM »
Shuktriya Dost,.

Ek Dhokaa Khaa Liya Maine, Ab Aur Khaane Ki Himmat Nahi,.
Tanha Hi Marr Jaaoonga, Ab Kisi Se Dil Lagaane Ki Himmat Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
baadal102
Guest
«Reply #9 on: November 10, 2008, 02:56:38 PM »
Shuktriya Dost,.

Ek Dhokaa Khaa Liya Maine, Ab Aur Khaane Ki Himmat Nahi,.
Tanha Hi Marr Jaaoonga, Ab Kisi Se Dil Lagaane Ki Himmat Nahi,.

_________________________-Jaanasheen-

wah kya baat hai jaan ji


Itna bhi sach na kaho ki hakikkat baya ho jaaye,
Dard ko daba lo kanhi zakhm risne na lag jaaye,



Baadal
Logged
peera4u
Guest
«Reply #10 on: November 10, 2008, 02:59:13 PM »
 Applause  Applause  nice sharing badal

Aa kar meri mazar par jo tune muskura dia
Bijli chamak uthi sara badan jala dia
Jeete ji na pucha dard-e-ishq ka majara
Ab aayi hai puchne jab KHAK me mila dia........
Logged
baadal102
Guest
«Reply #11 on: November 10, 2008, 03:00:54 PM »
Applause  Applause  nice sharing badal

Aa kar meri mazar par jo tune muskura dia
Bijli chamak uthi sara badan jala dia
Jeete ji na pucha dard-e-ishq ka majara
Ab aayi hai puchne jab KHAK me mila dia........

peera ji i am sorry
lakin sharing ka matlab hum
samaj nahi paaye Is it SO!


Baadal
Logged
peera4u
Guest
«Reply #12 on: November 10, 2008, 03:03:09 PM »
acchi shayariya hamare sath share karne ke liye shukriya...badal ji
Logged
baadal102
Guest
«Reply #13 on: November 10, 2008, 03:04:41 PM »
acchi shayariya hamare sath share karne ke liye shukriya...badal ji

always welcome peera ji notworthy




Baadal
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 10, 2008, 03:18:11 PM »
Gareeb Hona Bhi Ek Jurm Hai,Zamaane Mein,.
Lagi Hai Duniya Faqat, Mujhe Mitaane Mein,.

Tabaah Karke Mujhe Aur Kya Loge, "Dost,.
Bachaa Nahi Hai Kuch Aur is Gareeb KHaane Mien,.

________________________-jaanasheen-
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:33:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer