GAZAL DETE H.............masoom

by masoom shahjada on May 13, 2012, 12:08:32 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1184 times)
masoom shahjada
Guest

Chaand Ko Suraj Me Badal Dete Hai.
Chalo Raat Ki Duniya ME Dakhal Dete Hai.
.
Kaun Sunta Hai Garibo Ki Khamooshi.
Log Kahte Hai OR Chal Dete Hai.
.
Aasiqo Ki Halat Jra Dekhiye.
Bhol Ja Usko Sab Ak Hi Hal Dete Hai.
.
Gunahoo ki Basti ME Achchai KE Puzari Bhi Rahte Hai.
Jha.n Andhera Ho To Chirag Bhi Jal Dete Hai.
.
Yahi Huaa Hai, OR Yahi Hota Rahega.
Milega Wo Aaj, Jo Logo Ko Ham Kal Dete Hai.
.
Gam Lafjo ME Pirokar Kiyo Pesh Karu.n.
Log Naam Mere Dard Ko Gazal Dete Hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Keh Dete Ek Baar by sifar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ab Tod Dete Hain ............. !!! by Talat in Ghazals « 1 2 3  All »
dil to sab dete he ... by monamithiya in Other Languages
Bhut masoom thi wo ........masoom by masoom shahjada in Miscellaneous Shayri
Gazal Phool Banna Chaahtii Hai......masoom by Masoom Shahzada in Ghazals
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: May 13, 2012, 01:17:39 PM »
bahut khoob
Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #2 on: May 13, 2012, 01:56:50 PM »
 Applause Applause :clap:Bahot khoob. Masoomji!
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: May 13, 2012, 02:26:25 PM »
Maoom Sahaab Aadaab!

Bahut khoob janab bahut khoob... bade achche khayaayoN se
ru-ba-ru karra raheN hai aap... Usual Smile

Behad achchi kalaam kahi hai.. Sabhi ashaar khoob rahe...
Par in ashaaroN par hazaaroN dili daad kabul kijiye...
                   




Kaun Sunta Hai Garibo Ki Khamooshi.
Log Kahte Hai OR Chal Dete Hai.

Yahi Huaa Hai, OR Yahi Hota Rahega.
Milega Wo Aaj, Jo Logo Ko Ham Kal Dete Hai.
.

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
sbechain
Guest
«Reply #4 on: May 13, 2012, 06:13:23 PM »

Chaand Ko Suraj Me Badal Dete Hai.
Chalo Raat Ki Duniya ME Dakhal Dete Hai.
.
Kaun Sunta Hai Garibo Ki Khamooshi.
Log Kahte Hai OR Chal Dete Hai.
.
Aasiqo Ki Halat Jra Dekhiye.
Bhol Ja Usko Sab Ak Hi Hal Dete Hai.
.
Gunahoo ki Basti ME Achchai KE Puzari Bhi Rahte Hai.
Jha.n Andhera Ho To Chirag Bhi Jal Dete Hai.
.
Yahi Huaa Hai, OR Yahi Hota Rahega.
Milega Wo Aaj, Jo Logo Ko Ham Kal Dete Hai.
.
Gam Lafjo ME Pirokar Kiyo Pesh Karu.n.
Log Naam Mere Dard Ko Gazal Dete Hai.

nice..............!
Logged
Pramod singh
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 23 hours and 9 minutes.

main shayar badnaam

Posts: 460
Member Since: Feb 2012


View Profile
«Reply #5 on: May 14, 2012, 09:58:43 AM »
Bhai masoom ji . wakai jabardast likha hai aapne..........
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: May 14, 2012, 10:47:03 AM »
bahut khub Applause Applause
Logged
Anahita
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2012, 12:50:16 PM »
Bahut Khoob Likha Hai Aapne Masoom Bhai
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
MISFIT
Guest
«Reply #8 on: May 14, 2012, 04:01:09 PM »
very nice
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:29:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer